MANZIL KO APNE RAHI PE YAKEEN HI NAHI

by FAREE on December 04, 2006, 07:30:04 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1535 times)
FAREE
Guest
Reply with quote
Shayad dekh liye the khwab maine assma ke,
Ankh khuli to paya k pair ke niche zameen hi nahi

Kuch jayada soch liya tha shayad kisi ke liye,
Par lagta hai uske liye hum sathi behtarin hi nahi

Sochta tha bahot rang bhare uski zindagi me,
Ab lagta hai mujhe uski zindagi abhi rangeen hi nahi

Shayad zurm kiya hai kahin usne jane -anjane,
Par unko lagta hai zurm unka itna sangeen hi nahi

Samjha hai usko hi sirf apni zindagi ki mazil,
Aaj pata chala ke mazil ko apne rahi pe yakeen hi nahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
---yakeen to nahi--- by killbill in Miscellaneous Shayri
yakeen nahi ho raha by saahill in Share:Love Poetry
YEH SACH HAI KI WOH LOG YAKEEN KE KAWIL NAHI RAHTE ,,SUNIL by sunildehgawani in Miscellaneous Shayri
MILTE HAIN RAHI RAH MEN APNE NASEEB SE by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari
apne raste ko manzil bana sathiya by suman59 in Ghazals « 1 2  All »
afzalxp
Guest
«Reply #1 on: December 04, 2006, 09:10:40 PM »
Reply with quote
wah FAREE; congratulation, It is wonderful =D>
Logged
FAREE
Guest
«Reply #2 on: December 10, 2006, 04:40:09 AM »
Reply with quote
Thank You Janab


lamha lamha behti yeh zindai,
na janay kis taraf ja rahi hai,
pal pal mujh say keh rahi hai,
aao mere saath chalo mere hamsafar,
lakin mere qadmon main kaise zanzeerain hai,
jo mujhay janay say rookti hai,
anjaan say rishton main mujhay bandhti hai,
kush rishtay jo mujhay mere apno nay diye hai,
kush rishtay jo is dil say babasta hai,
har rishtay ki apni garima hai maryada hai,
batta hua mera wajood aadha aadha hai,
main kaise insaaf karu inkay saath,
har koi apna haq mangta hai,
kam nahi bhut jiyada mangta hai,
ek rishta jo mera tujh say hai,
wo khamosh hai mujh say kush nahi mangta,
khud jal kay mujhay sakoon deta hai,
mere saath sanso ki tarha rawa hai,
mujh say har waqt yahi kehta hai,
mujhay tumsay kush nahi chhahiye,
bass mujhay yu hee qayam rakhna,
meri garima ko thandi mat parnay dena,
apnay ehsaso say mujhay jinda rakhna,
tamaam rishton ko main nibha raha hoon,
sabko sabka haq de raha hoon,
pal pal jee raha hoon mar raha hoon,
sab kay saath insaaf kar raha hoon,
lakin jo rishta tera mera hai,
wo rishta khamosh hai......
wo rishta khamosh hai......wo rishta khamosh hai.......
Logged
FAREE
Guest
«Reply #3 on: December 10, 2006, 04:40:40 AM »
Reply with quote
Thank You Janab


lamha lamha behti yeh zindai,
na janay kis taraf ja rahi hai,
pal pal mujh say keh rahi hai,
aao mere saath chalo mere hamsafar,
lakin mere qadmon main kaise zanzeerain hai,
jo mujhay janay say rookti hai,
anjaan say rishton main mujhay bandhti hai,
kush rishtay jo mujhay mere apno nay diye hai,
kush rishtay jo is dil say babasta hai,
har rishtay ki apni garima hai maryada hai,
batta hua mera wajood aadha aadha hai,
main kaise insaaf karu inkay saath,
har koi apna haq mangta hai,
kam nahi bhut jiyada mangta hai,
ek rishta jo mera tujh say hai,
wo khamosh hai mujh say kush nahi mangta,
khud jal kay mujhay sakoon deta hai,
mere saath sanso ki tarha rawa hai,
mujh say har waqt yahi kehta hai,
mujhay tumsay kush nahi chhahiye,
bass mujhay yu hee qayam rakhna,
meri garima ko thandi mat parnay dena,
apnay ehsaso say mujhay jinda rakhna,
tamaam rishton ko main nibha raha hoon,
sabko sabka haq de raha hoon,
pal pal jee raha hoon mar raha hoon,
sab kay saath insaaf kar raha hoon,
lakin jo rishta tera mera hai,
wo rishta khamosh hai......
wo rishta khamosh hai......wo rishta khamosh hai.......
Logged
FAREE
Guest
«Reply #4 on: December 10, 2006, 04:41:05 AM »
Reply with quote
Thank You Janab


lamha lamha behti yeh zindai,
na janay kis taraf ja rahi hai,
pal pal mujh say keh rahi hai,
aao mere saath chalo mere hamsafar,
lakin mere qadmon main kaise zanzeerain hai,
jo mujhay janay say rookti hai,
anjaan say rishton main mujhay bandhti hai,
kush rishtay jo mujhay mere apno nay diye hai,
kush rishtay jo is dil say babasta hai,
har rishtay ki apni garima hai maryada hai,
batta hua mera wajood aadha aadha hai,
main kaise insaaf karu inkay saath,
har koi apna haq mangta hai,
kam nahi bhut jiyada mangta hai,
ek rishta jo mera tujh say hai,
wo khamosh hai mujh say kush nahi mangta,
khud jal kay mujhay sakoon deta hai,
mere saath sanso ki tarha rawa hai,
mujh say har waqt yahi kehta hai,
mujhay tumsay kush nahi chhahiye,
bass mujhay yu hee qayam rakhna,
meri garima ko thandi mat parnay dena,
apnay ehsaso say mujhay jinda rakhna,
tamaam rishton ko main nibha raha hoon,
sabko sabka haq de raha hoon,
pal pal jee raha hoon mar raha hoon,
sab kay saath insaaf kar raha hoon,
lakin jo rishta tera mera hai,
wo rishta khamosh hai......
wo rishta khamosh hai......wo rishta khamosh hai.......
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #5 on: April 27, 2013, 02:07:36 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 28, 2024, 05:45:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 2.105 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer