Mera Shehzada...

by Rishi Soumya on August 15, 2006, 07:43:15 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 3245 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #15 on: August 18, 2006, 04:34:46 PM »
Reply with quote
Quote from: "Rishi Soumya"
This is the first ever time I have written a love poem..Wanted to share it with all of you..Hope you like it...

Dua karti thi har din har raat
Koi shehzada aayega
Aur mere is suni jeevan main
Pyar bhar dega
Yakin nahi hota
Mere sapno ka shehzada mere paas aa gaya....

Banayega mujhe apni dulhan
Yeh wada karta hai
Mujhe hamesha khush rakhega
ye vishwas dilata hai

Kya yehi hai woh
Jiska mujhe intezaar tha
Kya yehi hai woh
Jo sapno main aata jaata tha

Pyar kar baithi hoon main
Uski baaton se
Uski muskaan se
Uski har ek ada se
Deewana bana gaya hai woh mujhe
Pata nahi lekin usko

Bas ab to yehi ek wada hai use
Saath nibhaungi jeevan bhar
Saath rahoongi har mod par
Khushiyon se tumhare jeevan main ujala laungi
Agar koi dukh aaya to ek hi ghoot main pi jaungi

Chahe tum yakin karo na karo
Par main tumse pyar karti hoon
tumhare yaadon main khoi rehti hoon
Tumhara intezaar rehta hai
Tumse milne ka man karta hai

Kab aayega woh shezada
Aur apni shehzadi ko
Apne saath le jayega
Bas ab to...
Us pal ka intezaar hai
us ghadi ka intezaar hai
Us waqt ka intezaar hai
Us din ka intezaar hai
Bas tumhara intezaar hai



 Shocked Waaaaaaaaah.....Rishi kahan chup thi itne dino se....Superb


Chupi thi ek khushbu unki Saanson me......
Aaj unse Fiza mehek uthi hai......

Jee rahi hai Zindagi kisi ki Jawani.....
Dekho aaj Kalam se unke ek Ghazal likhi hai......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mera dil by shyama in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hai Yeh Mera Dil by Namkeen in Shayri for Khumar -e- Ishq
mera dil by jochahohojayein in Shayri for Dard -e- Judai
Mera Sapna Mera Mehboob (Faree) by Saba_Saba in Shayri for Khumar -e- Ishq
MERA DESH....MERA JAHAN..!!!!!!!! by badnaam_shayar in Shairy-E-Watan
anjani_si
Guest
«Reply #16 on: August 19, 2006, 01:06:25 AM »
Reply with quote
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "Rishi Soumya"
This is the first ever time I have written a love poem..Wanted to share it with all of you..Hope you like it...

Dua karti thi har din har raat
Koi shehzada aayega
Aur mere is suni jeevan main
Pyar bhar dega
Yakin nahi hota
Mere sapno ka shehzada mere paas aa gaya....

Banayega mujhe apni dulhan
Yeh wada karta hai
Mujhe hamesha khush rakhega
ye vishwas dilata hai

Kya yehi hai woh
Jiska mujhe intezaar tha
Kya yehi hai woh
Jo sapno main aata jaata tha

Pyar kar baithi hoon main
Uski baaton se
Uski muskaan se
Uski har ek ada se
Deewana bana gaya hai woh mujhe
Pata nahi lekin usko

Bas ab to yehi ek wada hai use
Saath nibhaungi jeevan bhar
Saath rahoongi har mod par
Khushiyon se tumhare jeevan main ujala laungi
Agar koi dukh aaya to ek hi ghoot main pi jaungi

Chahe tum yakin karo na karo
Par main tumse pyar karti hoon
tumhare yaadon main khoi rehti hoon
Tumhara intezaar rehta hai
Tumse milne ka man karta hai

Kab aayega woh shezada
Aur apni shehzadi ko
Apne saath le jayega
Bas ab to...
Us pal ka intezaar hai
us ghadi ka intezaar hai
Us waqt ka intezaar hai
Us din ka intezaar hai
Bas tumhara intezaar hai



 Shocked Waaaaaaaaah.....Rishi kahan chup thi itne dino se....Superb


Chupi thi ek khushbu unki Saanson me......
Aaj unse Fiza mehek uthi hai......

Jee rahi hai Zindagi kisi ki Jawani.....
Dekho aaj Kalam se unke ek Ghazal likhi hai......


dulhe miya....chup isse liye thi thakhe woh appko aik acha sa shair likh kar de,,,,,,,,,lambha dekha kitna hai....aur dekha kitna acha hai..isse liye khamosh thi...:D:D:D:D:D

chupayi huwi thi khushbu unki inh saanson mein
lekin aaj woh khil uthi hain

ishq ki jawani akh bandh karke jeeye ja rahi hoon
lekin aaj khuli ankhoin se dekhi hain

aur koyi khwahish hamari rahi nahi
issi liye hum besabri se  mauth ka intezaar karh rahe hain :D:D
Logged
Rishi Soumya
Guest
«Reply #17 on: August 19, 2006, 08:55:05 AM »
Reply with quote
Thanx Gesu,Gaurav and Anjani...
Logged
Rishi Soumya
Guest
«Reply #18 on: August 19, 2006, 08:56:00 AM »
Reply with quote
Anjani ...u hve done a gr8 work
Logged
Rishi Soumya
Guest
«Reply #19 on: August 19, 2006, 08:56:54 AM »
Reply with quote
Gaurav...as usual..too gud....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #20 on: August 19, 2006, 03:59:23 PM »
Reply with quote
Thnx Rishi Usual Smile
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #21 on: August 21, 2006, 07:01:01 AM »
Reply with quote
anjani ji aap to bahut hi pyara likhti hai bahut khoob keep it up..... badnaam ji tuadda tey jawaab nahi......
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #22 on: August 24, 2006, 05:53:16 AM »
Reply with quote
Badti jaati hai chahat iska tujhse kya gila Karein
Aahat teri sunti hai, par tum samne nahi kya Karein
Khwahish hai tumse milne ki abb to har pal Sanam
Zindagi ki Bhaag dour se Rukh.Sat nahi to kya Karein

Dewangi hai dil mein kuch iss Qadar Tere khumar ki
Ke apne naam ki jageh abb naam tera hi likha karein!
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 14, 2024, 10:13:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer