~!~...MERE MEHBOOB....~!~

by Gesu on March 10, 2006, 04:42:39 AM
Pages: 1 ... 46 47 48 49 [50] 51 52
ReplyPrint
Author  (Read 35477 times)
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #735 on: December 15, 2006, 06:19:39 AM »
Reply with quote
Dard se aaj karhaati hai yeh GESU,
Milna hai unse yeh sandesh kis tarah mein bhejoon,
Hawaayein bhi karti hain atkheliyan
Kis tarah baandh ke inko mein piya tak bhejoon,
Chand bhi chup gaya hai baadlon mein jaakar
Chedta hai mujhe ab kis tarah mein bhed dil ka kholoon,
Sata rahe hain madhosh raat ke nazaare har taraf
Aa jaayiye aap abhi K abhi mehboob mere
Yeh baat mein apne labon se kaise boloon,
Dard-e-karahatt ko ab kis tarah se mein jheloon.......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mere Mehboob by Moshfeq in Shayri-E-Dard
mere mehboob by Gesu in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mere Mehboob.....!! by Talat in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Mehboob Mere Tu Mere Karib Hota…!! by Advo.RavinderaRavi in Miscellaneous Shayri
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #736 on: December 15, 2006, 06:29:01 AM »
Reply with quote
Simtey hain jab se tumhari bahon mein,
Madham si madhoshi, ek hulchul si hai is dil mein,
Pukarte firte hai tumhe ek ehsaas hai tumhara in dhadkano mein,
Na jaane woh kal kab aayega jab soye rahenge tumhare aagosh mein,
Aanchal mera lehraaye ke chupaloon tumhe apne saaye mein,
Fikar nahi hai aaj rasm-e-duniya ki hamein,
Ki ab to bus khoye rehna hai teri panahon mein...........


Gesu's Mehboob!!!!!!!!
Logged
paani
Guest
«Reply #737 on: December 29, 2006, 11:03:57 AM »
Reply with quote
lovely gesu
Logged
Roja
Guest
«Reply #738 on: December 29, 2006, 03:27:07 PM »
Reply with quote
Quote from: "Gesu"
Simtey hain jab se tumhari bahon mein,
Madham si madhoshi, ek hulchul si hai is dil mein,
Pukarte firte hai tumhe ek ehsaas hai tumhara in dhadkano mein,
Na jaane woh kal kab aayega jab soye rahenge tumhare aagosh mein,
Aanchal mera lehraaye ke chupaloon tumhe apne saaye mein,
Fikar nahi hai aaj rasm-e-duniya ki hamein,
Ki ab to bus khoye rehna hai teri panahon mein...........


Gesu's Mehboob!!!!!!!!


Wowwww ... bahut khup Gesu ji..

Saath jab se hai tumhara mil gaya
Doobte dil ko sahara mil gaya

Kya zarurat ab sahare ki mujhe
Jab mujhe tera sahara mil gaya

Tab se her ek cheez pyari ho gaye
Jab se tera pyar pyara mil gaya

Tab se aankhein hai chakhi rehthi sada
Jab se hai tera nazara mil gaya

Mai andheron se giri anjani thi,
Tum mile mujhko sitara mil gaya..

Roja
[/color]
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #739 on: January 12, 2007, 12:25:46 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Roja JI
Logged
rockindia
Guest
«Reply #740 on: January 12, 2007, 01:19:45 PM »
Reply with quote
gr8 kamal likha hai Majid ji aapne, bhoot khub Gesu ji and nice Roja ji
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #741 on: January 16, 2007, 10:08:11 AM »
Reply with quote
shukriya aap sabka bahut shukriya.....Majid ji, roja ji bahut khoob.........rockindia ji aap aaye aur bina likhe hi chale gaye.......
Logged
angel4u
Guest
«Reply #742 on: January 16, 2007, 07:33:34 PM »
Reply with quote

Hawa Jab Tez Chalti Hai,
Tumhari Yaad Aati Hai,
Jab Patte Sarsaraate Hai,
Tumhara Zikr Hota Hai,

Kabhi Haule Se Shab Ko,
Mere Dil Mein Aakar Ke Dekho,
Hai Ke Mehfil Saji Hoti,
Tumhara Zikr Hota Hai,

Tumhein Kaise Bataun Kitni Chahat
Maine Ki Tumse,
Ke Jab Aansu Chhalakte Hai,
Tumhara Zikr Hota Hai,

Kabhi Chanda Ko Main Dekhoon,
Kabhi Taare Main Ginti Hoon,
Jab Chandni Muskurati Hai,
Tumhara Zikr Hota Hai,

Zamana Hai Bahut Zaalim
Kahin Ye Chhin Na Le Tumko,
Main Bas Khamosh Hoti Hoon
Aur
Tumhara Zikr Hota Hai
* * * * *
Logged
angel4u
Guest
«Reply #743 on: January 16, 2007, 07:35:42 PM »
Reply with quote
bahut achhe gesu ji and everyone nice job.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 2 hours and 38 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #744 on: January 17, 2007, 08:22:18 AM »
Reply with quote
Bohat Khoob Angel JI
Logged
Roja
Guest
«Reply #745 on: January 20, 2007, 02:19:01 AM »
Reply with quote
Kash humse bi wo ranjish karte
Hum mana lene ki koshish karte

Aap sun lete agar humdardi se
Hum bi todi si gunzarish karte

Tere andaaz tha ekta, varna
Log kis-kis ki peristish karte

Zindagi tera di huye thi, varna
Hum yaha jeene ki kwayish karte

Hum bhi sheeri ke rahe hai talib
Hum bi ferhaad-si kavish karte

Kash, "Roja",  wo bi kabi sunkar
Mere sher ki sithayeesh karte..
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #746 on: January 31, 2007, 02:21:35 PM »
Reply with quote
Quote from: "angel4u"

Hawa Jab Tez Chalti Hai,
Tumhari Yaad Aati Hai,
Jab Patte Sarsaraate Hai,
Tumhara Zikr Hota Hai,

Kabhi Haule Se Shab Ko,
Mere Dil Mein Aakar Ke Dekho,
Hai Ke Mehfil Saji Hoti,
Tumhara Zikr Hota Hai,

Tumhein Kaise Bataun Kitni Chahat
Maine Ki Tumse,
Ke Jab Aansu Chhalakte Hai,
Tumhara Zikr Hota Hai,

Kabhi Chanda Ko Main Dekhoon,
Kabhi Taare Main Ginti Hoon,
Jab Chandni Muskurati Hai,
Tumhara Zikr Hota Hai,

Zamana Hai Bahut Zaalim
Kahin Ye Chhin Na Le Tumko,
Main Bas Khamosh Hoti Hoon
Aur
Tumhara Zikr Hota Hai
* * * * *


wah! wah! :razz:
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #747 on: January 31, 2007, 02:22:38 PM »
Reply with quote
Quote from: "Roja"
Kash humse bi wo ranjish karte
Hum mana lene ki koshish karte

Aap sun lete agar humdardi se
Hum bi todi si gunzarish karte

Tere andaaz tha ekta, varna
Log kis-kis ki peristish karte

Zindagi tera di huye thi, varna
Hum yaha jeene ki kwayish karte

Hum bhi sheeri ke rahe hai talib
Hum bi ferhaad-si kavish karte

Kash, "Roja",  wo bi kabi sunkar
Mere sher ki sithayeesh karte..


kya baat hai roja ji bahut khoob!!!!!!!!!!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #748 on: January 31, 2007, 02:33:52 PM »
Reply with quote
Kuch hua nahi per na jaane kya hua hai,
Sard mausam hai per dil mein ek agan hai,
Soyi to nahi mein fir bhi kyon yeh halka sa nasha hai,
HOsh mein to hoon per na jaane dil yeh kahaan gum(lost) hai,
Har pal pass ho tum mere per fir bhi tumse milne ki lagan hai,
Geet gungunaya nahi fir bhi in hothon pe sargam hai,
Payal bhi pehani nahi fir bhi in kadmon mein chhum chhum hai,
Parr nahi hai per  kaise baadlon mein udh rahe hum tum hai,
Paana hai tumhe mehboob mere iss janam mein,
Per na jaane kyon dil mein ek anjana sa darr hai.....

Gesu's Darr!!!!!!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #749 on: February 13, 2007, 05:49:38 AM »
Reply with quote
shukriya Majid ji aap bhi kuch likh kar jaate
Logged
Pages: 1 ... 46 47 48 49 [50] 51 52
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 11, 2024, 07:09:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer