MEYKHANA-AE-SAAKI

by sanchit on June 25, 2010, 07:38:27 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2180 times)
sanchit
Guest
Reply with quote
Bhar de meykhana paimaane me mere saaki,
Ki na rahe sharab meykhane me thodi bi baaki,

Pila de jamaane bhar ki najron se apni mujhe,
Ki doob jaaun teri najron men main,
Itna pyar de tu bahon men bhar ke mujhe,
Ki na rahe mujhe hosh baki jara ai saaki,

         BHAR DE MEYKHANA PAIMAANE MEN MERE SAAKI,
         KI NA RAHE SHARAB MEYKHANE ME THODI BHI BAAKI...

Peete hain sharab din raat to bhi
pyaas bujhti nahi humari,
Gar pila de hathon se apne ek jaam
tu to,
Bujh jaay pyaas is dil ki ai saaki,

         BHAR DE MEYKHANA PAIMAANE MEN MERE SAAKI,
         KI NA RAHE SHARAB MEYKHANE ME THODI BHI BAAKI...

Mey na keh ise jaalim tu,

Mey na keh ise jaalim tu,
Ye mey nahi dawaa hai gamjadon ke liye,
Peele tu bhi thodi si ye dawaa,
Ki mit jaay gam saare tere bhi ai saaki,

         BHAR DE MEYKHANA PAIMAANE MEN MERE SAAKI,
         KI NA RAHE SHARAB MEYKHANE ME THODI BHI BAAKI..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Saaki Teri Sharaab Ne Muzko Sula Diya by harashmahajan in Ghazals « 1 2  All »
Saaki pila de aisa jam, ki shaam gum ho jaaye by thegrimreaper in Shayri-E-Dard
Saaki mujhe bas ek paimana chaahiye....... by vipul kumar in Ghazals
paisa saaki(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Poori raat padi hai baaki Saaki by Pramod singh in Share:Poetry of Separation
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: June 25, 2010, 07:41:44 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Sanchit Ji
Logged
Ghulam Haider
Guest
«Reply #2 on: June 25, 2010, 11:03:05 AM »
Reply with quote
Saaqi Aur Maikhaane ke baare mein aap ne puraani yaaden taazah kar di hain.
BaRe hi rangeen aur nasheele khayaalaat hain.
   Sada khush Rahen
     Haider
Logged
sanchit
Guest
«Reply #3 on: May 27, 2014, 11:20:21 PM »
Reply with quote
Saaqi Aur Maikhaane ke baare mein aap ne puraani yaaden taazah kar di hain.
BaRe hi rangeen aur nasheele khayaalaat hain.
   Sada khush Rahen
     Haider
bahut bahut shukriya haidar sahab...
Logged
sanchit
Guest
«Reply #4 on: May 27, 2014, 11:20:59 PM »
Reply with quote
Bahut khoob Sanchit Ji
rajesh ji shukriya janab...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 03:10:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.207 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer