)})})MOHABBAT KI BAATEIN({({(

by Dr.Saira999 on April 04, 2007, 11:16:40 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 4765 times)
Dr.Saira999
Guest
Reply with quote
lovestory love4  love4  love4  love6  love4  love4  love4  love8  love4  love4  love4  love3  love4  love4  love4 love6  love4  love4  love4   lovestory  

love9 love2  love9  Mujhe yaad hain aaj bhi uss ki baatein love9 love2  love9  

 love9  love2  love9 Woh bholi si surat woh pyaari si baatein love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Woh guzre huwe din bhi kya din the yaaro love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Woh apni mohabbat, woh duniya ki baatein love9  love10  love9

 love9  love2  love9 Mohabbat hai kya aap bhi jaan lenge love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Suna kijiye ghaur se dil ki baatein love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Mohabbat, Lagan, Dosti, Dil Rubaaye love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Hain duniya mein do chaar hi acchi baatein love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Bas ab kahan hai woh guzra zamana love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Na pehle sa dil hai na pehli si baatein love9  love2  love9
[/color]

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kab Baatein Karogi...? by Amanush... in Shayri for Khumar -e- Ishq
Apne aap se baatein by husain52 in Shayri-E-Dard
wafaa ki baatein.. by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
dil ki baatein by phoenix in Shayri-E-Dard
DO BAATEIN AAPKI DO BAATEIN HUMARI by muskan_bye in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2 3  All »
Dr.Saira999
Guest
«Reply #1 on: April 05, 2007, 10:32:01 PM »
Reply with quote
Kya kisi ko bhi yeh poem acchi nahi lagi sad5
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #2 on: April 06, 2007, 01:09:55 PM »
Reply with quote
Wah Wah kya baat hai SAIRA JI.... Behad khubsoorat kalaam likha hai aapne..... !!!!!!

Har ek Lafz Mohabbat ke Rangon me Bheega sa Nazar aata hai.......!!!!!! Usual Smile

Great Work & Great Words.......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: April 06, 2007, 01:16:50 PM »
Reply with quote
last line app sad kar gai... bahoot hi payara likha hai.. her shabd payar se, umango se bhara hua... Good Job.

hume yaad hai ajj bhi wo baatein
jaag kar gujari, wo sari raatein

khamoshi se wo ek dooje ko takna (dekhna)
hans kar phir kahin aor ko dekhna

Gujarte the jab bhi kabhi pass se
dil ki dhadkano ka wahin per thum jaana

wo pahli mulakaat, jab kah na paaye kuch bhi hum
wo phir sath sath hansna, wo ek dooje ko satana

hume yaad hai ajj bhi wo zamana
dhadkate dilo ki dhadkan, ek doosre ko sunana....
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #4 on: April 06, 2007, 02:13:44 PM »
Reply with quote
Quote from: "Dr.Saira999"
lovestory love4  love4  love4  love6  love4  love4  love4  love8  love4  love4  love4  love3  love4  love4  love4 love6  love4  love4  love4   lovestory  

love9 love2  love9  Mujhe yaad hain aaj bhi uss ki baatein love9 love2  love9  

 love9  love2  love9 Woh bholi si surat woh pyaari si baatein love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Woh guzre huwe din bhi kya din the yaaro love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Woh apni mohabbat, woh duniya ki baatein love9  love10  love9

 love9  love2  love9 Mohabbat hai kya aap bhi jaan lenge love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Suna kijiye ghaur se dil ki baatein love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Mohabbat, Lagan, Dosti, Dil Rubaaye love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Hain duniya mein do chaar hi acchi baatein love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Bas ab kahan hai woh guzra zamana love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Na pehle sa dil hai na pehli si baatein love9  love2  love9
[/color]

 lovestory  love4  love4  love4  love6  love4  love4  love4  love8  love4  love4  love4  love3  love4  love4  love4  love6  love4  love4  love4  lovestory

Allan.. Doctor  toh  kafi shayrana hai...

aakhon ki zuban wo samajh nahi pate,
honth hain magar kuch keh nahi pate,
ab kis tarah apni bebasi kahe hum aapse,
koi hai jinke bina hum reh nahi paathe. ...(NM)
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #5 on: April 06, 2007, 09:30:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "_Vicky_"
Wah Wah kya baat hai SAIRA JI.... Behad khubsoorat kalaam likha hai aapne..... !!!!!!

Har ek Lafz Mohabbat ke Rangon me Bheega sa Nazar aata hai.......!!!!!! Usual Smile

Great Work & Great Words.......

Bahut bahut shukriya vicky ji Usual Smile

Chalo kisi ko toh pasand aaye aur meri mehnat zaaya nahi gaye
:wink:
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #6 on: April 06, 2007, 09:49:34 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
last line app sad kar gai... bahoot hi payara likha hai.. her shabd payar se, umango se bhara hua... Good Job.

hume yaad hai ajj bhi wo baatein
jaag kar gujari, wo sari raatein

khamoshi se wo ek dooje ko takna (dekhna)
hans kar phir kahin aor ko dekhna

Gujarte the jab bhi kabhi pass se
dil ki dhadkano ka wahin per thum jaana

wo pahli mulakaat, jab kah na paaye kuch bhi hum
wo phir sath sath hansna, wo ek dooje ko satana

hume yaad hai ajj bhi wo zamana
dhadkate dilo ki dhadkan, ek doosre ko sunana....

Pooja di kuch matching ki line mil hi nahi rahi thi, toh maine bola yehi theek hai... Demaag kharaab ho raha tha last ki line ke liye.......... Aur shukriya pasand karne ke liye aur bahut hi accha likha hai aapne :thumbleft:

Hum bhi dhoondhte hain hamesha koi mauka
Ke unn se kahin chup chup ke milna.....

Woh bahaane bana ke nikalna aur phir ghoomna phirna
Der ho jaaye toh ghar mein darr darr ke jaana......

Jitna bhi darun ke ghar se kaise nikalun
Phir dil mein sochun kar le jo karta hai zamana.....

Unn se jab milna toh apni hosh ko khona
Kya bataun aapko ab toh hai yehi sab hona.......
[/color] :wink:
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #7 on: April 06, 2007, 10:04:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "sandeepparker"
Quote from: "Dr.Saira999"
lovestory love4  love4  love4  love6  love4  love4  love4  love8  love4  love4  love4  love3  love4  love4  love4 love6  love4  love4  love4   lovestory  

love9 love2  love9  Mujhe yaad hain aaj bhi uss ki baatein love9 love2  love9  

 love9  love2  love9 Woh bholi si surat woh pyaari si baatein love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Woh guzre huwe din bhi kya din the yaaro love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Woh apni mohabbat, woh duniya ki baatein love9  love10  love9

 love9  love2  love9 Mohabbat hai kya aap bhi jaan lenge love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Suna kijiye ghaur se dil ki baatein love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Mohabbat, Lagan, Dosti, Dil Rubaaye love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Hain duniya mein do chaar hi acchi baatein love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Bas ab kahan hai woh guzra zamana love9  love2  love9

 love9  love2  love9 Na pehle sa dil hai na pehli si baatein love9  love2  love9
[/color]

 lovestory  love4  love4  love4  love6  love4  love4  love4  love8  love4  love4  love4  love3  love4  love4  love4  love6  love4  love4  love4  lovestory

Allan.. Doctor  toh  kafi shayrana hai...

aakhon ki zuban wo samajh nahi pate,
honth hain magar kuch keh nahi pate,
ab kis tarah apni bebasi kahe hum aapse,
koi hai jinke bina hum reh nahi paathe. ...(NM)

Waise aapko meri shayari se koi allergy toh nahi ho rahi na..... Usual Smile

Aankhon ki zubaan toh woh samajhte hain...
Jo karte hain pyaar aur saath nibhate hain.....

Honthon se phir chalkaate hain pyaar ke afsaane....
Kuch kehna hi na pade, inhe bolte hain haqeeqat mein deewane.....

Bebasi aane per thaamte hain ek dooje ka haath.....
Aur dete hain ek doosre ko hamesha sahaare......

Isse kehte hain sacha pyaar karne waale....
Ab na koi maane toh unn ke liye khulle hain darwaaze.......
[/color] Usual Smile
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #8 on: April 07, 2007, 09:29:17 AM »

Khuda kare ki hume AlLLERGY ho..
aur ILLAZ karne app aaye..

aisi koi baat nahi hai..Mohtarmaa...

Dil me base hai jara yaad rakhna,
Yaade kaam pade toh yaad karna,
Mujhe toh aadat hai apako yaad karne ki,
Agar hichki aaye toh maaf karna…...
Baat aisi ho ki jazbat kam na ho,
Khalayat aise ho ki kabhi gham na ho,
Dil ke kisi kone me itni nigah rakhna,
ki khali khali sa lage jab hum na Ho! ... (NM)
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #9 on: April 07, 2007, 11:44:52 AM »
Reply with quote
Bahut accha likha aapne....Uss ka jawaab bhi haazir hai :wink:

Khuda na kare ke aapko Allergy ho
Aapka ilaaj karna pade uss ki nobat hi na ho :D
................................................. ................................................. .........................

Aap jiske dil mein base hain woh aapko kaise bhoole ga
Aapko na sahi magar aapki baaton ko zarur yaad rakhe ga......

Addat ho agar yaad karne ki toh woh yaad karna nahi hota
Yaad toh dil se karte hain jo her kisi ke paas nahi hota.....

Baaton se jazbaat koi kya zaahir kare ga
Kyunke jazbaat toh hote hain dil mein aur dil ki awaaz kaun sune ga.....

Aapko toh pata hai aap base hain hamare dil ke her kone mein
Phir karte hain baat ek kone ki aur hum per kitna jurm dhaate hain.....
[/color] Usual Smile
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #10 on: April 07, 2007, 12:17:49 PM »

aap to zulm kar rahe ho ... bhai...

jee chaahta hai tumse pyari si baat ho,
khaamosh taare aur lambi si raat ho,
phir saari raat tumse hum kahte rahe,
ki tum meri zindagi tum meri qayenaat ho!!
(NM)
Logged
Dr.Saira999
Guest
«Reply #11 on: April 07, 2007, 12:29:22 PM »

Pehle saab bola ab bhai bola khair toh hai bhai Usual Smile

Jee chahta hai tumse bhi pyaari pyaari si baat ho...
Aur beech mein tumhari koi bhi aisi baat na ho jo hame lage ke woh bakwaas ho....
Lekin hum nahi chahte ke itni lambi koi raat ho....
Jiss mein sirf yehi sunana pade ke tum hi meri zindagi aur qayeenat ho.....
[/color]
Logged
sandeepparker
Guest
«Reply #12 on: April 07, 2007, 01:19:04 PM »
Reply with quote
dekho ustaad bhai mat bolna...

ab to zidd hai meri ki tu mere sath ho..
har par har waqt tu hi mere pass ho ...
tumhe phir pakaouga sari raat tujhe, karunga pareshaa bhi..
e-khuda, jaldi se poora mera yeh khwaab ho.... :razz:
Logged
banku
Guest
«Reply #13 on: April 07, 2007, 02:12:38 PM »
Reply with quote
Really Nice  Saira Ji.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #14 on: April 07, 2007, 02:14:17 PM »
Reply with quote
Quote from: "Dr.Saira999"

Aankhon ki zubaan toh woh samajhte hain...
Jo karte hain pyaar aur saath nibhate hain.....

Honthon se phir chalkaate hain pyaar ke afsaane....
Kuch kehna hi na pade, inhe bolte hain haqeeqat mein deewane.....

Bebasi aane per thaamte hain ek dooje ka haath.....
Aur dete hain ek doosre ko hamesha sahaare......

Isse kehte hain sacha pyaar karne waale....
Ab na koi maane toh unn ke liye khulle hain darwaaze.......[/b]
Usual Smile

Wah WAh Kya baat hai SAIRA JI... Behad Khubsoorat Kalaam likha hai apane....!!!!
Main bhi Ek Koshish kar raha hoon....... Usual Smile Usual Smile

Jinke Liye Hum Raaten apni, Be-Khwaab karte hain,
Wo Sacche Pyaar ki Misaalen Humko Diya karte hian........

Aankhon hi Aankhon me Chalka Mohabbat-e-Jaam wo,
Subah se Shaam Mujhko, Bahakne ko Majboor karte hain......

Yun kahate hain Mohabbat Karte hain Bepanahi Mujhse,
Aur Paas aata Hoon to Sharma ke Nazren Jhuka liya karte hain......

Phir Kyun na Tere Sharmane par Kurbaan jaun E-Sanam,
Inhi Adaon ke Sajde Hum, Har Pal Tera Deedaar karte hain......

Tera Deedar karta hain........ !!!!!!!!!!!

Pasand na aaye SAIRA ji to Gussa Mat karna Plz......  :razz:  :lol: ...
Bhale hi Shikayat kar Dena........  :wink:  :wink:
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 04:28:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer