Nadan Mohabbat,.

by Jaanasheen on June 07, 2009, 04:34:14 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2904 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote



Paaon Mein Zakham, Haathon Mein Gulaab Dekhe,.
Bachpan Mein Humne Mohabbat Ke Khwaab Dekhe,.

Wo Pehla Khat Likhna Apna, Chori Se Chupke Se,.
Aise Hi Un Khaton Ke Aate Hue Jawaab Dekhe,.

Milte Rahe Sabki Nazar Se Hum Chupkar Aksar,.
Apne Taabe Logon Ke Iraade Kharaab Dekhe,.

Nadan Mohabbat Thi Apni, Nadan Umr Thi Apni,.
Maar Khaaye Waalidain Se Apne, Aise Bhi Azaab Dekhe,.

Na Tha Khauf Hume, Na Dil Tootne Ka Gham "Azeem,.
Sach Hote The Aksar, Bachpan Mein Jo Khwaab Dekhe,.

Ab Darr Rehta Hai Khushi Milte Hi, Ke Gham Na Mile,.
Karte Hain Jo Mohabbat Se Nafrat, Aise Ab Ehbaab Dekhe,.

____________________________________-Azeem-



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
AI DIL-E- NADAN TUJHE HUA KYA HAI by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
tu nadan hai jo.... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dil e nadan by muna massood in Miscellaneous Shayri
Sab Ko Nadan Ka Salaam . by Nadan Bachi in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
DIL-E-NADAN TO MOHABBAT KI SADA SEDTA HAI by fakhar sheikh in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: June 07, 2009, 04:52:06 PM »
Reply with quote
Wow So beautiful written AAzeem.. lajawaab.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #2 on: June 07, 2009, 05:10:37 PM »
Reply with quote
Azeem Bhai.. Really Superb Work... Applause

Jitni Taareef Ki Jaye Kam Hai BHai.. Behad Khubsoorat aur Masoom Ehasaas likhe hain.. Bahut Accha laga padh kar.. Applause Applause


**~** Mann **~**
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 07, 2009, 05:16:18 PM »
Reply with quote
Wow So beautiful written AAzeem.. lajawaab.

Thank U Sophi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: June 07, 2009, 05:17:04 PM »
Reply with quote
Azeem Bhai.. Really Superb Work... Applause

Jitni Taareef Ki Jaye Kam Hai BHai.. Behad Khubsoorat aur Masoom Ehasaas likhe hain.. Bahut Accha laga padh kar.. Applause Applause


**~** Mann **~**

Shukriya Vikas Bhai, Shukriya,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: June 07, 2009, 05:46:15 PM »
Reply with quote
Waah...Bohot Khoob Azeem...Bohot hi achcha likha hai.....!!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: June 07, 2009, 10:30:39 PM »
Reply with quote
Very Very nice Azeem bhai...Applause Applause
Logged
sanjaytiwari
Guest
«Reply #7 on: June 07, 2009, 10:35:43 PM »
Reply with quote
 Applause Applause

Simply Wonderful. Liked it very much.












Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #8 on: June 08, 2009, 12:25:21 AM »
Reply with quote
Waah Waah Bohot khoob azeem bhai waah!!
Is shairi ko main ek hi naam de sakta hun: "meri kahani teri zubani"  laughing4
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: June 08, 2009, 02:14:12 AM »
Reply with quote



Paaon Mein Zakham, Haathon Mein Gulaab Dekhe,.
Bachpan Mein Humne Mohabbat Ke Khwaab Dekhe,.

Wo Pehla Khat Likhna Apna, Chori Se Chupke Se,.
Aise Hi Un Khaton Ke Aate Hue Jawaab Dekhe,.

Milte Rahe Sabki Nazar Se Hum Chupkar Aksar,.
Apne Taabe Logon Ke Iraade Kharaab Dekhe,.

Nadan Mohabbat Thi Apni, Nadan Umr Thi Apni,.
Maar Khaaye Waalidain Se Apne, Aise Bhi Azaab Dekhe,.

Na Tha Khauf Hume, Na Dil Tootne Ka Gham "Azeem,.
Sach Hote The Aksar, Bachpan Mein Jo Khwaab Dekhe,.

Ab Darr Rehta Hai Khushi Milte Hi, Ke Gham Na Mile,.
Karte Hain Jo Mohabbat Se Nafrat, Aise Ab Ehbaab Dekhe,.

____________________________________-Azeem-


Bahut khoob Azeem  Applause Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #10 on: June 08, 2009, 06:02:16 AM »
Reply with quote
Wah Wah Bahut khoob Azeem Ji!!! Behtreen Lafzo ke saath behtreen khayalato se bhari ye ghazal dil se pasadh aayi hame..!!! Clapping Smiley  Clapping Smiley

Shally.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 08, 2009, 06:37:27 AM »
Reply with quote
Waah...Bohot Khoob Azeem...Bohot hi achcha likha hai.....!!

Shukriya Sis,. Bas Duaa Karein Ke Aage Bhi Achcha Likh Sakoon,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: June 08, 2009, 06:38:33 AM »
Reply with quote
Very Very nice Azeem bhai...Applause Applause

Shukriya Rahim  Bhai,.

Applause Applause

Simply Wonderful. Liked it very much.


Shukriya Sanjay Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: June 08, 2009, 06:40:48 AM »
Reply with quote
Waah Waah Bohot khoob azeem bhai waah!!
Is shairi ko main ek hi naam de sakta hun: "meri kahani teri zubani"  laughing4


Shukriya Bhaijaan, Waise Dard Aur Mohabbat Ki Kahaaniyaan To Milti Jhulti Rehti Hain Sabse,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: June 08, 2009, 06:44:00 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Azeem  Applause Applause
Thank U
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 06:29:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer