Pagli,.

by Jaanasheen on July 07, 2009, 04:27:14 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 5713 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote


Jab Bhi Milti Hai Mujhse, Aksar Salaam Wo Karti Hai,.
Ek Lardki Hai Aisi, Jo Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

Zar Zewar, Naukar Chaakar, Mehlon Ko Thukraakar Wo,.
Naadan Hai Pagli, Jo Mere Dil Mein Khiyaam Karti Hai,.
Ek Lardki Hai Aisi, Jo Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

Andaaz Uska Kya Hi Kahoon Main, Sabse Kitna Judaa Hai,.
Lekar Saare Gham Mere, Khushiyaan Mere Naam Karti Hai,.
Ek Lardki Hai Aisi, Jo Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

Zindagi Mujhe Kehti Hai, Apna Jahaan Mujhe Samajhti Hai,.
Maukhe Milne Ke Dhoondti Hai, Aksar Aise Kaam Karti Hai,.
Ek Larki Hai Aisi, JO Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

______________________________________-Azeem-


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pagli mandir thodi hi hai by kiiller_1 in SMS , mobile & JOKES
PAGLI by bekarar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
pagli ladki by monamithiya in Share Poetry You Like
[ Pagli Kahi'n Ki ] by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
°°° Ek pagli -(Zaif) °°°° by Zaif in Shayri for Khumar -e- Ishq
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: July 07, 2009, 04:31:40 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Chote Bhai

To der kya hai
Apna banaa lo
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: July 07, 2009, 04:36:23 AM »
Reply with quote
Wah Azeem bhai,kamaal ka likha aapne,fantastic, icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent and very beautiful creation.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #3 on: July 07, 2009, 05:09:33 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Azeem Ji,  Clapping Smiley  :clapping:Aur Bilkul Sahi kaha Rajesh Ji Ne Der Mat kijiye apna lijiye uss pyari si ladki ko..

Khuda aapko har nek khushi ka haqdaar banaye..

Shally.
Logged
cara
Guest
«Reply #4 on: July 07, 2009, 05:51:53 AM »
Reply with quote
kya baat hai azeemji.....

yeh shor hai gali-gali,
                        ki ek kali apne dil mein,mera ghar bana chali,
nachti raheti hai ,din-raat mere liye "PAGLI".
Logged
aaina
Guest
«Reply #5 on: July 07, 2009, 06:24:01 AM »
Reply with quote


Jab Bhi Milti Hai Mujhse, Aksar Salaam Wo Karti Hai,.
Ek Lardki Hai Aisi, Jo Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

Zar Zewar, Naukar Chaakar, Mehlon Ko Thukraakar Wo,.
Naadan Hai Pagli, Jo Mere Dil Mein Khiyaam Karti Hai,.
Ek Lardki Hai Aisi, Jo Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

Andaaz Uska Kya Hi Kahoon Main, Sabse Kitna Judaa Hai,.
Lekar Saare Gham Mere, Khushiyaan Mere Naam Karti Hai,.
Ek Lardki Hai Aisi, Jo Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

Zindagi Mujhe Kehti Hai, Apna Jahaan Mujhe Samajhti Hai,.
Maukhe Milne Ke Dhoondti Hai, Aksar Aise Kaam Karti Hai,.
Ek Larki Hai Aisi, JO Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

______________________________________-Azeem-




waah azeem bhut hi khoob yaar mashallah bhut hi achay apne is kalaam pe dhero daad qubool karo
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #6 on: July 07, 2009, 06:54:10 AM »
Reply with quote
Azeeeeeeeeeeeeem Bhai... Wah Mere Dost Kya Baat hai.. Aisa laga jaise Apni Hi Mohabbat ka Zikra kar diya ho aapne.. Usual Smile Lafzon Ko, Jazzbaaton Ko aur Ehasaason Ko Behad Khubsoorati se Yahan Pesh Kiya hai aapne... Lajawab aur Behad Dilkash Rachna hai.. Bahut Bahut Khoooooooooooob.. Applause Applause


Daad Kubool karen....  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


**~** Mann **~**
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 07, 2009, 07:05:55 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Chote Bhai

To der kya hai
Apna banaa lo

Shukriya Rajesh Bhai,.
Waise Apnaa Liya Hai Unhe,.

Bas Dua Karein Ke Haasil Bhi Karlein,.

Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: July 07, 2009, 07:07:40 AM »
Reply with quote
Wah Azeem bhai,kamaal ka likha aapne,fantastic, icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:excellent and very beautiful creation.

Shukriya Madhuwesh Ji,.
Thanks For Ur Comments,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 07, 2009, 07:20:17 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob Azeem Ji,  Clapping Smiley  :clapping:Aur Bilkul Sahi kaha Rajesh Ji Ne Der Mat kijiye apna lijiye uss pyari si ladki ko..

Khuda aapko har nek khushi ka haqdaar banaye..

Shally.


Aameen, Aur Shukriya Shally,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: July 07, 2009, 07:59:40 AM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh Bhai,.
Waise Apnaa Liya Hai Unhe,.

Bas Dua Karein Ke Haasil Bhi Karlein,.

Thank U,.

Bade ka ashish hamesha aap ke saath hai Chote Bhai
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #11 on: July 07, 2009, 11:24:07 AM »
Reply with quote
bahut pyara likha hai aapne Ajeem ji...dua hai khuda jald hi unhe hamesha hamesha k liye aapka bna de.....aap dono hmesha sath rahe
Logged
dead heart
Guest
«Reply #12 on: July 07, 2009, 12:51:07 PM »
Reply with quote
Bahaut khoob bhaijan...Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: July 07, 2009, 09:02:27 PM »
Reply with quote


Jab Bhi Milti Hai Mujhse, Aksar Salaam Wo Karti Hai,.
Ek Lardki Hai Aisi, Jo Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

Zar Zewar, Naukar Chaakar, Mehlon Ko Thukraakar Wo,.
Naadan Hai Pagli, Jo Mere Dil Mein Khiyaam Karti Hai,.
Ek Lardki Hai Aisi, Jo Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

Andaaz Uska Kya Hi Kahoon Main, Sabse Kitna Judaa Hai,.
Lekar Saare Gham Mere, Khushiyaan Mere Naam Karti Hai,.
Ek Lardki Hai Aisi, Jo Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

Zindagi Mujhe Kehti Hai, Apna Jahaan Mujhe Samajhti Hai,.
Maukhe Milne Ke Dhoondti Hai, Aksar Aise Kaam Karti Hai,.
Ek Larki Hai Aisi, JO Mera Bada Ehtaraam Karti Hai,.

______________________________________-Azeem-




wow good work Lil bro!!
Logged
Deepati
Guest
«Reply #14 on: July 08, 2009, 01:33:05 AM »
Reply with quote
Wah Wah Azeem Ji...Bahut he khoobsurat likha hai! Applause
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 04:11:10 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer