----- /// Pyaar me tum humein mar jaane do /// -----

by ~Hriday~ on October 07, 2010, 09:26:16 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1192 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote


humein tumhaare aankhon ke samundar me doob jaane do,
baahon me hamaare aake khud ko tum bikhar jaane do,

dekhke hamaare pyaar ki kashish chaand ko sharmaane do,
apne husn ki chaandni se tum hume aaj chamak jaane do,

julfon ko is tarha kholo ki din me raat ho jaane do,
apne julfon ke baadal me tum humein aaj bheeg jaane do,

kankanpaate hothon ki narmi humein mehsoos karne do,
gulaabi hothon ki mehek se humein mehek jaane do,

jism ki narmi tumhaare, baahon ki garme tumhaare,
aaj ki raat humein tum mohabbat me behek jaane do,

ji bharke tum humein pyaar karke aaj jal jaane do,
aake baahon me hamaare khud ko aaj pighal jaane do,

ji len zindagi aaj ki raat, kya pata kal ho na ho,
aaj ki raat pyaar me tum humein bas mar jaane do...


*****HRIDAY*****
Logged
cara
Guest
«Reply #1 on: October 08, 2010, 09:04:25 AM »
Reply with quote
WAH KYA BAAT HAI       KAPIL JI.....

AAJ JO HO JAYE HO JANE DO
KAHENA MAT IK PAL BHI TUMSE DOOR JAANE KO
AAJ PYAR ME TUM HUMEIN JEENE DO
AUR "PYAR ME TUM HUMEIN MAR JAANE DO"
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: October 08, 2010, 09:25:06 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Cara ji....!!!
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: October 08, 2010, 10:30:19 AM »
Reply with quote
Kapil Dost, kya baat hai..Bahaut bahaut khoob..!
Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: October 08, 2010, 10:33:28 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rahim bhai...!!!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #5 on: October 08, 2010, 02:34:36 PM »
Reply with quote
is khoobsurat se taarif ke liye main aapka tahe dil se shukriya adaa karta hoon Shihab ji... bahut bahut shukriya .. aur aapki is kavita ke to kya kehne bahut bahut khoobsurat peshkash hai ye aapki.. bahut hi umda...!!!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: October 08, 2010, 06:18:28 PM »
Reply with quote
Janab Klaskar sahab Aadaab!

Aapki yeh kalaam ke ahsaas o khayaal bhi behad achche hai...
Koshish jari rakhiye... aur rhyming words ko samjhiye...
Jisse aapki lekhani meiN chamak aa jayeNgi... Usual Smile

Likhate rahiye...
Khush rahiye.......
Khuda hafez...... Usual Smile         

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #7 on: October 08, 2010, 06:46:11 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Parwaaz ji....!!!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: October 10, 2010, 03:15:53 PM »
Reply with quote
Good one Kapil
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: October 10, 2010, 07:09:53 PM »
Reply with quote
thanks a lot Rajesh ji...!!!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 12:41:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.178 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer