PYAR....

by Princess21 on January 17, 2005, 09:55:31 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1555 times)
Princess21
Guest
Reply with quote
sad5
PYAR KYA NAHIN JATA YE TO BUSS HO JATA HAI....
JISSE SACHA PYAR HOTA HAI WOH KHUD SE BEGANA HO JATA HAI...
APNE APPP MAIN KHO JATE HAIN WOH LOG....
PYAR MAIN JIN KA DIL BEQARAR HO JATA HAI....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
pyar by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
Pyar mey by Sonu in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Pyar ne pyar ko door... by jatin parekh in Shayri for Khumar -e- Ishq
aaj ka pyar aur pehele ka pyar by param_sunny in Shayri for Dard -e- Judai
Pyar se hame kitna pyar hai ..... by redwhitegang in Shayri for Khumar -e- Ishq
myheart_ursonly
Guest
«Reply #1 on: January 17, 2005, 10:26:26 AM »
Reply with quote
oh so nice! awesome! ur poetry of friendship n love is !!!


PYAR KYA NAHIN JATA YE TO BUSS HO JATA HAI....
JISSE SACHA PYAR HOTA HAI WOH KHUD SE BEGANA HO JATA HAI...
APNE APPP MAIN KHO JATE HAIN WOH LOG....
PYAR MAIN JIN KA DIL BEQARAR HO JATA HAI....


RAAT DIN AKELE MEIN JAB YAAD KISI KI AATI HAI...
KISI KI MEETHI TADAP MEIN NINDIYA DOOB JAATI HAI...
USKI EK LAMHE KI JUDAI SE DIL BHAR AATA HAI...
KUCH ACHCHA BURA NAHI LAGTA JAB PYAR HO JAATA HAI...


sorry princess... im not good at writing in hindi, ye likhne mein bhi 15 minute lag gaye! if its not good, tell me frankly! i'll keep off!
Logged
Princess21
Guest
«Reply #2 on: January 17, 2005, 10:29:19 AM »
Reply with quote
heart app ne to buhat acha likha hai buhat nice
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #3 on: January 17, 2005, 10:34:47 AM »
Reply with quote
Usual Smile

Thanks. Then, I'll add some more lines later. Hope u'll also contribute more for this poem.
Logged
Princess21
Guest
«Reply #4 on: January 18, 2005, 07:26:44 AM »
Reply with quote
sure heart
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #5 on: January 21, 2005, 10:18:59 AM »
Reply with quote
Quote from: "Princess21"
sure heart



hmmmmmm  Puzzled !
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #6 on: January 21, 2005, 10:34:43 AM »
Reply with quote
cool work all..........

Keep writing.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: January 21, 2005, 05:04:21 PM »
Reply with quote
Payar Papi, payar Anokha,
Payar humraahi, payar tanhaai,
payar ek jhonka, payar ek dhoka!!
Payar ek ansoon, payar ek dharkan
payar ek jajbaat, payar ki har baat!!!
Payar yaraana, payar bagana!!
payar na gaya kisi se pahchana!!
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #8 on: January 22, 2005, 12:30:22 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Payar Papi, payar Anokha,
Payar humraahi, payar tanhaai,
payar ek jhonka, payar ek dhoka!!
Payar ek ansoon, payar ek dharkan
payar ek jajbaat, payar ki har baat!!!
Payar yaraana, payar bagana!!
payar na gaya kisi se pahchana!!


aahaa bahot khoob PoojaJi  Usual Smile
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: January 24, 2005, 04:49:57 PM »
Reply with quote
Bahoot shukariyan ji!!!!
Logged
pandit
Guest
«Reply #10 on: January 24, 2005, 04:58:39 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Payar Papi, payar Anokha,
Payar humraahi, payar tanhaai,
payar ek jhonka, payar ek dhoka!!
Payar ek ansoon, payar ek dharkan
payar ek jajbaat, payar ki har baat!!!
Payar yaraana, payar bagana!!
payar na gaya kisi se pahchana!!


very beautiful..pooja ji..
pyaar hai to zindagi hai,ye nahi to kuch nahi hai,
pyaar se har raaste hai,pyaar se sab manzile hai,
is se zyada kya kahoon main pooja ji...
pyaar se hi to ye duniya thami hai. tongue3
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: January 24, 2005, 06:27:50 PM »
Reply with quote
Shukariyan Pandit!!!!

Payar ne thama jo daman
to zindagi sanwar gai
payar ki khushboo se
her saan mahak gai
payar ki kirano se
tanbadan naha gaya
ban kar muskaan mai
her pal bas damkane lagi!!!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #12 on: January 24, 2005, 09:31:03 PM »
Reply with quote

PYAR KIA NAHIN JATA
             YEAH YOU ARE ABSOLUTELY RIGHT.

               AUR UNDEKHA PYAR ?
Logged
Princess21
Guest
«Reply #13 on: January 29, 2005, 08:14:03 AM »
Reply with quote
fakhar............woh bhi hojata hai kabhi pata nahi chalta....?....pyar ko koi koi log pehchan lete hain to koi nahi....
Logged
bond
Guest
«Reply #14 on: January 29, 2005, 02:48:30 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pooja"
Payar Papi, payar Anokha,
Payar humraahi, payar tanhaai,
payar ek jhonka, payar ek dhoka!!
Payar ek ansoon, payar ek dharkan
payar ek jajbaat, payar ki har baat!!!
Payar yaraana, payar bagana!!
payar na gaya kisi se pahchana!!


KYA BAAT HAI....BAHUT KHOOB  

pyar suhaana ,pyaar dewaana....
pyaar mein jalta hai parwaana...

pyar hai muskil ,pyaar hai manzill....
pyaar mein dooba hai har dil....

pyaar musibat , pyaar bagawat...
har dil mein hai pyaar ki chahat...

pyaar hai aarzoo, pyaar tamanna...
muskil kitna pyaar ka milna.....

bahut badi hain pyaar ki sarhad...
pyaar mein tode premi har hadh.....

pyaar hai subah ,pyaar hai shaam...
har dil ka hai pyaar mukaam.....

pyaar paheli pyaar hai uljhan....
par pyaar bina suna hai jeevan......
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 03, 2024, 07:49:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer