QAWL O QRAR .......Asghr

by M.ASGHAR MIRPURI on July 09, 2012, 11:51:07 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1111 times)
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
Reply with quote
Qawl o qrar ka bada paka hoon
dil ka mein khra aur sacha hoon

haqeeqat tou mera Khuda janta hai
unn ki nazar mein bura ya acha hoon

ishq ki bhati mein kehi sal jala hoon
issi liye tou mein aashiq paka hoon

duniya waloon ko samjna mushkl hai
iss maidan mein abi bacha hoon

tere mohalay mein koi muje jaanta nahi
sab ke samne khda haqa baqa hoon
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
SHAADMAANI REH [Asghr] by Asghr in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
YEH DUNIYA [Asghr] by Asghr in Ghazals « 1 2  All »
DIL KA PANCHI [Asghr] by Asghr in Miscellaneous Shayri
Din ko chain na raat ko qrar hai bhai(Asghar) by M.ASGHAR MIRPURI in Shayri for Khumar -e- Ishq
JO HASEEN....(Asghr) by Asghr in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
mkv
Guest
«Reply #1 on: July 09, 2012, 11:57:32 AM »
Reply with quote
Khuda jaanta hai…unki najar me bura ya accha hun..vaah vaah
Applause Applause Applause Applause
Bahut khoob likha hai Mir sahab
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: July 09, 2012, 01:06:16 PM »
Reply with quote
waah waah asghar bhai kamaal kee peshkash dheron daad aur mubarakbaad
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: July 09, 2012, 02:53:27 PM »
Reply with quote
Asgar Sahaab Aadaab!

Waah waah waah janab kia kahne waaH behad khoob behad
achchi kalaam kahi hai janab... Sabhi ashaar aik se
badhkar aik rahe ... Usual Smile

har ashaar par dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
kamlesh.yadav001
Guest
«Reply #4 on: July 09, 2012, 04:11:07 PM »
Reply with quote
great
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #5 on: July 09, 2012, 04:26:44 PM »
Reply with quote
Asghar ji bahut khoob likha hai apne .
Kitni sachyee se likha hai
"Khuda janat hai.. unki nazar men bura ya achha hoon.
Jab ki main khara aur sacha hoon"
Logged
livingbytheday
Guest
«Reply #6 on: July 11, 2012, 02:43:18 PM »
Reply with quote


waah waah, kya khoob likha hain aapne
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #7 on: July 11, 2012, 03:30:55 PM »
Reply with quote
Khuda jaanta hai…unki najar me bura ya accha hun..vaah vaah
Applause Applause Applause Applause
Bahut khoob likha hai Mir sahab

Thanks MKV ....Asghr
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #8 on: July 11, 2012, 03:34:05 PM »
Reply with quote
waah waah asghar bhai kamaal kee peshkash dheron daad aur mubarakbaad
Bauht mamnoon hoon Saini saheb jo apne
keemti waqat se kuch waqat nikaal kar meri
shayari pe nazar saani karte hein ......Asghr
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #9 on: July 11, 2012, 03:35:58 PM »
Reply with quote
Asgar Sahaab Aadaab!

Waah waah waah janab kia kahne waaH behad khoob behad
achchi kalaam kahi hai janab... Sabhi ashaar aik se
badhkar aik rahe ... Usual Smile

har ashaar par dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile                   


Janab Parwaaz saheb kahan hote hein aap huzoor
hosla afzai ka shukriya......Asghar
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #10 on: July 11, 2012, 03:37:23 PM »
Reply with quote
great
Shukriya Kamlesh......Asghar
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #11 on: July 11, 2012, 03:38:52 PM »
Reply with quote
Asghar ji bahut khoob likha hai apne .
Kitni sachyee se likha hai
"Khuda janat hai.. unki nazar men bura ya achha hoon.
Jab ki main khara aur sacha hoon"

THANKS BANSI DHAMEJA JI......ASGHR
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #12 on: July 11, 2012, 03:40:25 PM »
Reply with quote

waah waah, kya khoob likha hain aapne
MAMNOON HOON LIVINGBYTHEDAY.....ASGHR
Logged
M.ASGHAR MIRPURI
Guest
«Reply #13 on: August 03, 2012, 10:32:45 AM »
Reply with quote
Asgar Sahaab Aadaab!

Waah waah waah janab kia kahne waaH behad khoob behad
achchi kalaam kahi hai janab... Sabhi ashaar aik se
badhkar aik rahe ... Usual Smile

har ashaar par dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile                   


Janab Parwaz saheb ghustaakhi maaf aap ne likha hai 
"har ashaar par dili daad o mubarkbaad qabool kijiye..."
jab aap likhte hein har to maqsad hai aik just one aur ashaar shayar ki jamah hai hona chaiye "har shayar par.......umeed hai aap bura na maanein gaye ......asghr
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #14 on: August 03, 2012, 10:34:27 AM »
Reply with quote
Qawl o qrar ka bada paka hoon
dil ka mein khra aur sacha hoon

haqeeqat tou mera Khuda janta hai
unn ki nazar mein bura ya acha hoon

ishq ki bhati mein kehi sal jala hoon
issi liye tou mein aashiq paka hoon

duniya waloon ko samjna mushkl hai
iss maidan mein abi bacha hoon

tere mohalay mein koi muje jaanta nahi
sab ke samne khda haqa baqa hoon
BAhut bahut khoob ASghar ji.....ApplauseApplauseApplause
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 11:18:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer