raha intizaar hai

by mudassirali on January 23, 2005, 03:24:14 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 849 times)
mudassirali
Guest
Reply with quote
tera mujhko sada se raha intizaar hai
kaisey kahoon bata, kaisey kahoon bata
mujhko tujhsey pyar hai
tera mujhko sada sey raha intizaar hai

yeh aankhon key sholey
chingari nazron ki
siney mein merey chubhney lagi hai
yeh zulfon ki barish
aankhon ko meri bhigoti nahin hai
phir bhi sanam mujhko sirf tujhsey pyar hai
tera mujhko sada sey raha intizaar hai

labon pey yeh shabnam si
mathey ka paseena
mujhko bechain karti hai tu aey haseena
chahat hai teri
terey hi sung ab to mujhko hai jeena
na dekhoon tujhey main kahan ikhtiyaar hai
tera mujhko sada sey raha intizaar hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
PHIR BHI TERA INTIZAAR HAI by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
****Tera Hi Intizaar Rahta Hai**** by waheed_rose2004 in Shayri for Dard -e- Judai
Aap kaa intizaar hotaa hai! by abdbundeli in Ghazals « 1 2  All »
Raat-din intizaar kartaa hoon! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
Mujhey Raat Din Tera Intizaar Hai. by majid in Share Video
myheart_ursonly
Guest
«Reply #1 on: January 23, 2005, 09:25:23 PM »
Reply with quote
Quote from: "mudassirali"
tera mujhko sada se raha intizaar hai
kaisey kahoon bata, kaisey kahoon bata
mujhko tujhsey pyar hai
tera mujhko sada sey raha intizaar hai

yeh aankhon key sholey
chingari nazron ki
siney mein merey chubhney lagi hai
yeh zulfon ki barish
aankhon ko meri bhigoti nahin hai
phir bhi sanam mujhko sirf tujhsey pyar hai
tera mujhko sada sey raha intizaar hai

labon pey yeh shabnam si
mathey ka paseena
mujhko bechain karti hai tu aey haseena
chahat hai teri
terey hi sung ab to mujhko hai jeena
na dekhoon tujhey main kahan ikhtiyaar hai
tera mujhko sada sey raha intizaar hai.



awww nice work buddy....
Logged
Namkeen
Guest
«Reply #2 on: January 23, 2005, 10:36:01 PM »
Reply with quote
very nice.....awesome

mehfil mein hardam tera chehra....
dhoondha karti hain ankhen meri....
par tumko toh kabhi dekha nahin....
pehchaanoo kaisay soorat teri....

kai baar dhoka khaaya ankhon nay....
par choot ti nahin chahat teri....
har pal jawaab dhoondh leti hain....
meri dharkan lagti hai aahat teri....

tum toh lagtay ho bas khayal mera....
guzar na jaaye tumbin zindagi meri....
shayad kahin ho tum meray khawaab....
mil hi jaao ki kum hai zindagi ki lau meri....
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 23, 2024, 10:55:40 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.259 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer