Sochti hu main..

by laiba shah on June 18, 2007, 07:05:55 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1273 times)
laiba shah
Guest
Reply with quote
Chaley woh qadam qadam jo saath mere,
To uske saath se pyar ho jaye,
Thaame jo pyar se haath mera,
To apne haath se pyar ho jaye,
Jis raat wo aaiye khuwabo mei,
Us suhani raat se pyar ho jaye,
Jis baat mei aaiye Zikar uska,
To usey baat se pyar ho jaye,
Jab pukare wo pyar se naam mera,
To apne naam se pyar ho jaye,
Hota hain itna khubsurat yeh pyar,
Agar to kaash usey bhi mere Pyar se Pyar ho jaye.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tum Merey Barey Main Sochti Toh Hogi(personal) by muneeb in Shayri for Dard -e- Judai
##### Main Sochti Hoon ##### by angel4u in Shayri-E-Dard
sochti hu by poonamA in Share:Love Poetry
SOCHTI HOON...................Anahita by Anahita in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Ik shakhss ko sochti rahi mai by suman59 in Urdu Poets
Rajbir
Guest
«Reply #1 on: June 18, 2007, 07:57:54 PM »
Reply with quote
Laiba ji

Bahut khoob ! =D>

Aap ka Yoindia par swagat hai !

Enjoy sharing your shayari with us here :D
Logged
laiba shah
Guest
«Reply #2 on: June 18, 2007, 08:04:27 PM »
Reply with quote
thnk u 4 the support Rajbir. Its most appreciated  Usual Smile
Logged
sanya310
Guest
«Reply #3 on: June 18, 2007, 09:16:08 PM »
Reply with quote
Bohot hi khubsoorat likha hai Laiba..

'jab pukaare pyaar se wo naam mera
to apne naam se pyaar ho jaaye'

kya baat hai Usual Smile keep writing!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #4 on: June 18, 2007, 10:56:57 PM »
Reply with quote
Quote from: "sanya310"
'jab pukaare pyaar se wo naam mera
to apne naam se pyaar ho jaaye'

 Puzzled !  Puzzled !  Puzzled !
.
.
.
 :wink:  :lol:
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #5 on: June 19, 2007, 05:48:53 AM »
Reply with quote
Quote from: "laiba shah"
Chaley woh qadam qadam jo saath mere,
To uske saath se pyar ho jaye,
Thaame jo pyar se haath mera,
To apne haath se pyar ho jaye,
Jis raat wo aaiye khuwabo mei,
Us suhani raat se pyar ho jaye,
Jis baat mei aaiye Zikar uska,
To usey baat se pyar ho jaye,
Jab pukare wo pyar se naam mera,
To apne naam se pyar ho jaye,
Hota hain itna khubsurat yeh pyar,
Agar to kaash usey bhi mere Pyar se Pyar ho jaye.



Laiba.... That's just Amazing.... Usual Smile
Bahut khoobsoorat sach likha hai aapne...

You are Most Welcome to our Lovely Family of YoIndia... :flower:
Keep Writing... We would love to read more stuff from you... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: June 19, 2007, 06:57:19 AM »
Reply with quote
Bahoot acche Laiba Ji,.
Logged
paani
Guest
«Reply #7 on: June 19, 2007, 07:09:16 AM »
Reply with quote
Laiba ji.. lajawaab .....
Logged
laiba shah
Guest
«Reply #8 on: June 19, 2007, 09:56:55 AM »
Reply with quote
Mohabat jeet hoti hai
khabi dil so lamhon se
khabi baikaar rasmo se
khabi taqdeer walo se
khabi majboor kasmo se
khabi yeh khawab hoti hai
khabi baitab hoti hai
khabi yeh door jati hai
khabi yeh maar jati hai
khabi masrur karti hai
khabi yeh rog deti hai
kisi ko chain deti hai
kisi ko maar deti hai
Mohabbat jeet hoti hai...
Logged
laiba shah
Guest
«Reply #9 on: June 19, 2007, 10:01:49 AM »
Reply with quote
Yeh Mujaza Bhi Mohabbat Khabi Dekaiye Mujhe,
Ke Sang Tujh Pe Gere Or Zakham Aaiye Mujhe.
Logged
laiba shah
Guest
«Reply #10 on: June 20, 2007, 11:26:12 AM »
Reply with quote
Yaden teri khalus ki batati hai aaj bhi,
Milne ki arzu mein tarasti hai aaj bhi,
Hazar sabar or koshish ke bawajud bhi,
Teri yaad mein yeh aankhen barasti hai aaj bhi.
Logged
laiba shah
Guest
«Reply #11 on: June 22, 2007, 06:23:42 PM »
Reply with quote
Kabhi Aansoo Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Ban ker
Hum Se Her shaam Mili Hai Tera Chehra Ban ker

Chand Nikla Hai Teri Ankh K Ansoo Ki Tarah
Phool Mehkay Hain Teri Zulf Ka Saya Ban ker

Meri Jaagi Hui Raaton Ko Usi Ki Hai Talash
So Raha Hai Meri Ankhon Main Jo Sapna Ban ker

Dil Kay Kaghaz Par Utarta Hai To Sheron Ki Tarah
Meray Honton Pey Machalta Hai To Naghma Ban ker

Raat Bhi aaye To Bujhti Nahi Chehre Ki Chamak
Rooh Mein Phail Gaya Hai Wo Ujala Ban ker

Mera Kiya Haal Hai Yeh A Kay Kabhi dekh To Le
Jee Raha Hoon Tera Bhoola Hua Vadah Ban ker

Dhoop Mein Kho Gaya Wo Hath Chura Kar
Ghar Se Jo Saath Chala Tha Mera Saya Ban ker

Kabhi Aanso Kabhi Khushboo Kabhi Naghma Ban ker
Hum Say Her Shaam Mili Hai Tera Chehra Ban ker..n/m
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #12 on: June 22, 2007, 11:39:47 PM »
Reply with quote
Laiba

Nice sharing :D
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 04:22:33 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.582 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer