Taj Mahal

by javedarshad on January 19, 2007, 08:59:36 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1601 times)
javedarshad
Guest
Reply with quote
Mahal yeh Khuwabon ka
Chandni udhey
Sadiyon ke is ehsas ko
Jila deta hai
Jis ke liye her zi rooh
Baghawat kar jati hai
Is sange mar mar ke
Qaidkhaney main
Hazaaron zinda roohain qaid hain
Jo kabhi suraj ki nikharti shuaun main
Kabhi chand ki thandi kirnoon main
Apne tadapte jazbon ko
Thandak pahunchati hain
Her kaso nakas (Her koi)
Jagti aankhon main
Zinda khuwab jagaye
Kafe afsoos maltey huye    (Hath)
Apne Zindaan ko laut jata hai  (Qaidkhana)
Ke Kaash
AIK QABR MAIN
RAHNE KO JAGAH MIL JATI
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Taj Mahal by shraddhasaxena in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Taj Mahal by nishi gahlaut in Shayri for Khumar -e- Ishq
zopdi ho ya mahal by jyuthika in Share:Miscellaneous Shayari
Taj Mahal by @Kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
mahal...................A.B by adil bechain in Miscellaneous Shayri
Sahiba Zehra
Guest
«Reply #1 on: August 24, 2007, 07:16:32 PM »
Reply with quote
khayal ache hai

per ye kahin kho gayi thi...?
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #2 on: September 28, 2008, 05:55:29 AM »
Reply with quote
Zehra asahiba

shukria


aap ke khoone ka matlab hazam na ho saka


javed
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #3 on: September 28, 2008, 06:00:53 AM »
Reply with quote
bahoot gahri baat kah di javed ji,
wah
Logged
Roja
Guest
«Reply #4 on: September 28, 2008, 06:30:15 AM »
Reply with quote
Mahal yeh Khuwabon ka
Chandni udhey
Sadiyon ke is ehsas ko
Jila deta hai
Jis ke liye her zi rooh
Baghawat kar jati hai
Is sange mar mar ke
Qaidkhaney main
Hazaaron zinda roohain qaid hain
Jo kabhi suraj ki nikharti shuaun main
Kabhi chand ki thandi kirnoon main
Apne tadapte jazbon ko
Thandak pahunchati hain
Her kaso nakas (Her koi)
Jagti aankhon main
Zinda khuwab jagaye
Kafe afsoos maltey huye    (Hath)
Apne Zindaan ko laut jata hai  (Qaidkhana)
Ke Kaash
AIK QABR MAIN
RAHNE KO JAGAH MIL JATI


Bahut khoob wonderful creation Javed ji  Applause  Applause
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #5 on: September 28, 2008, 09:05:05 AM »
Reply with quote
Beqarar  and Roja ji

shukria aap ki pasandeedgee ka



javed
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: September 28, 2008, 10:56:10 AM »
Reply with quote
Mahal yeh Khuwabon ka
Chandni udhey
Sadiyon ke is ehsas ko
Jila deta hai
Jis ke liye her zi rooh
Baghawat kar jati hai
Is sange mar mar ke
Qaidkhaney main
Hazaaron zinda roohain qaid hain
Jo kabhi suraj ki nikharti shuaun main
Kabhi chand ki thandi kirnoon main
Apne tadapte jazbon ko
Thandak pahunchati hain
Her kaso nakas (Her koi)
Jagti aankhon main
Zinda khuwab jagaye
Kafe afsoos maltey huye    (Hath)
Apne Zindaan ko laut jata hai  (Qaidkhana)
Ke Kaash
AIK QABR MAIN
RAHNE KO JAGAH MIL JATI

Aapki har peshkash hi lajawab hoti hai....bohot khoob Javed Applause
Logged
salma786
Guest
«Reply #7 on: March 04, 2009, 07:05:01 AM »
Reply with quote
Bahot acha likha hai Javed ji Applause
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #8 on: March 05, 2009, 04:54:58 AM »
Reply with quote
shkria


Talat and Salma Saheba



Javed




Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: March 05, 2009, 04:58:51 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Javed Ji
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #10 on: March 05, 2009, 05:53:33 AM »
Reply with quote
kafi acha laga pad kar.. likhte rahiyega ....
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #11 on: March 05, 2009, 09:12:36 AM »
Reply with quote
pasandeedgee ka shukria
Hareesh Sb



javed
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: March 05, 2009, 03:08:23 PM »
Reply with quote
Bohat Bohat Achcha Likha Hai Javed Bhai Nice One,.
Logged
javedarshad
Guest
«Reply #13 on: March 05, 2009, 09:15:01 PM »
Reply with quote
Sophi


shukria
aap ne pasand kiya




javed
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #14 on: March 28, 2009, 04:10:46 AM »
Reply with quote
bahut khoob javed ji...nice lines
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 02:13:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer