| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | Tera Husn Bada Lajawaab HaiAng Ang Khiltaa Gulaab Hai...
 
 Bas Gaya AankhoN Me mere
 Chehra Teraa Maahataab Hai...
 
 U'De Zulfe Teri HawaaoN Me
 Chhaaye Ghata Be-Hisaab Hai...
 
 Maathe Pe Damke Jo Bindiya
 Lage Mujhe Yeh Aaftaab Hai...
 
 Rakh Du Ungli Surkh Labon Pe
 Tamanna-E-Dil Ka Jawaab Hai...
 
 Door Naa Baithon Itna Mujh Se
 Qareeb Rehne Ka Hisaab Hai...
 
 Aaye Sawar Ke Paas Jo Mere
 Machle Jo Teraa Shabaab Hai...
 
 Fiisle Pasiina Tere Gaalon Se
 Gar Peeloon Toh Sharaab Hai...
 
 Rooth Ke Maan Jaayegi Tuu
 "Naresh" Aise Pyaar Ka Jawaab Hai...
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	|  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: August 06, 2010, 05:52:01 AM »  |   | 
       Bahut Khoob Naresh ji...!!! Bahut bahut shukriya aapki pasandegi ka......Klaskar Ji khush rahen... duaaon ke saath... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| *KasaK*....Dil Ki 
								Poetic Patrol 
								Umda Shayar
								   
								Rau: 19
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 67 days, 9 hours and 25 minutes. 
								"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
								 
								Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: August 06, 2010, 10:12:41 AM »  |   | 
 aahaaaa.......kya khubbb kaha hai apne mehbuub ki tariif me naresh ji aapne.....bht hi romantic poem...
 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #4 on: August 06, 2010, 06:28:18 PM »  |   | 
 Wah Wah Bahut Khub Janaab Naresh SahebAagaz Se Anjaam Tab Bahtareen Ashaar Rahen
 Mahboob Ki Tahsin Se Bhari Yeh Ghazal Bahut
 Achchi Ban Padi Hai Janaab. Bahut Mubaaraq
 
 Dheron Daad Hazir Karta Hun Kabul Kare...!
 
 
 Khush Rahiye...
 
 
 ~Shihab~
 
 Bahut bahut shukriya......shihab Ji ! aapki nawaazish ka... ! khush rahen... duaaon ke saath.... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #5 on: August 06, 2010, 07:41:46 PM »  |   | 
 Wah Wah Bahut Khub Janaab Naresh SahebAagaz Se Anjaam Tab Bahtareen Ashaar Rahen
 Mahboob Ki Tahsin Se Bhari Yeh Ghazal Bahut
 Achchi Ban Padi Hai Janaab. Bahut Mubaaraq
 
 Dheron Daad Hazir Karta Hun Kabul Kare...!
 
 
 Khush Rahiye...
 
 
 ~Shihab~
 
 Bahut bahut shukriya....Shihab Ji ! khush rahen... duaaon ke saath... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| ishk ek ibadat 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: August 07, 2010, 10:04:47 AM »  |   | 
 husn ki taareef me kahe ehsaas .....bahut khoob rahe.......naresh Ji  |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: August 08, 2010, 07:06:59 PM »  |   | 
 aahaaaa.......kya khubbb kaha hai apne mehbuub ki tariif me naresh ji aapne.....bht hi romantic poem...
 
 
 Bahut bahut shukriya ...... kasak Ji ! |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: August 10, 2010, 04:34:02 AM »  |   | 
 husn ki taareef me kahe ehsaas .....bahut khoob rahe.......naresh Ji 
 Rajinder Ji......aapki taareef ka bahut bahut shukriya...khush rahen... duaaon ke saath... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| madhuwesh 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: August 10, 2010, 04:53:16 AM »  |   | 
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: August 10, 2010, 06:01:18 PM »  |   | 
 Bahut bahut shukriya....madhuwesh Ji ! aapki pasandegi aur hausla afzaai ka...khush rahen... duaaon ke saath... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Rancho-D-Idiot 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: August 10, 2010, 06:17:24 PM »  |   | 
 wah wah kya baat hai Naresh ji... bahot hi umda aur lajawab peshkash hai aapki... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: August 11, 2010, 08:27:39 AM »  |   | 
 wah wah kya baat hai Naresh ji... bahot hi umda aur lajawab peshkash hai aapki...
 Aapki........Purkhuloos taafeef aur hausla afzaai ka bahut bahut shukriya.... ! khush rahen... duaaon ke saath.... |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: August 12, 2010, 08:01:26 PM »  |   | 
 Baat Kehne Ko Zaraa Sii HaiHui Pyaar Me Khataa Sii Hai...
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Anshumali 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #14 on: August 14, 2010, 12:37:03 AM »  |   | 
 O'Dhe Dushaala Ghar Se NikliLehraati Chaal Balaa Sii Hai...
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |