Tere siwa....Mujhe kya karna

by Imdad on December 16, 2011, 09:14:12 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1243 times)
Imdad
Guest
Reply with quote
Tere chahre ke siwa mujhe yaad aur kuch na ho
In zahenat-o-zahen ka mujhe aur kya karna.

Teri khushi ke siwa aur koi armaan na ho
In saz-o-saman ka mujhe kya karna.

Ek pal dede teri deedar ka bas
Ab nazar-o-nazaron ka mujhe kya karna.

Ashiq samjho ya pagal koi
Duniya ke namon ka mujhe kya karna.

Thodi si jagah mil jaye tere dil me bas
Saltanat-o-makano ka mujhe kya karna.

Tu ek baar mushkura de, sab kuch luta doon main
In asman-o-taron ka mujhe kya karna.



-Imdad
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tere siwa by sshama in Shayri for Khumar -e- Ishq
TERE SIWA by Farah Aziz in Shayri for Khumar -e- Ishq
***Tere Siwa*** by AVTAR RAYAT in Share:Love Poetry
~~~~SIWA TERE~~~~ by mohsin akhter in Shayri-E-Dard
Tere Siwa Koi,. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 17, 2011, 06:57:28 AM »
Reply with quote
Tere chahre ke siwa mujhe yaad aur kuch na ho
In zahenat-o-zahen ka mujhe aur kya karna.

Teri khushi ke siwa aur koi armaan na ho
In saz-o-saman ka mujhe kya karna.

Ek pal dede teri deedar ka bas
Ab nazar-o-nazaron ka mujhe kya karna.

Ashiq samjho ya pagal koi
Duniya ke namon ka mujhe kya karna.

Thodi si jagah mil jaye tere dil me bas
Saltanat-o-makano ka mujhe kya karna.

Tu ek baar mushkura de, sab kuch luta doon main
In asman-o-taron ka mujhe kya karna.



-Imdad


Bahut Bhaut Khoob Imdad Ji Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
mkv
Guest
«Reply #2 on: December 17, 2011, 07:19:15 AM »
Reply with quote
bahut khoob imdaad ji
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: December 17, 2011, 08:58:04 AM »
Reply with quote
Tere chahre ke siwa mujhe yaad aur kuch na ho
In zahenat-o-zahen ka mujhe aur kya karna.

Teri khushi ke siwa aur koi armaan na ho
In saz-o-saman ka mujhe kya karna.

Ek pal dede teri deedar ka bas
Ab nazar-o-nazaron ka mujhe kya karna.

Ashiq samjho ya pagal koi
Duniya ke namon ka mujhe kya karna.

Thodi si jagah mil jaye tere dil me bas
Saltanat-o-makano ka mujhe kya karna.

Tu ek baar mushkura de, sab kuch luta doon main
In asman-o-taron ka mujhe kya karna.



-Imdad

bhot ache janaab--
daad daad
Logged
mansi ghosh
Guest
«Reply #4 on: December 17, 2011, 01:20:10 PM »
Reply with quote
 Applause
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 06:50:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.128 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer