Teri ho jaau~~~~~

by Pankhuri2 on June 19, 2006, 04:57:42 AM
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Author  (Read 3599 times)
Aryaan
Guest
«Reply #15 on: June 20, 2006, 01:53:28 AM »
Reply with quote
Bohat khoob Pankhuri, Ranajna, Vicky, Fahi, Pooja & Tabassum....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kaise Main So Jaau by Pooja in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3 4 5 »
Teri Main Ho Jaau by Pooja in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
iss kadar ban ke bigad jaau by sunildehgawani in Shayri-E-Dard
teri ho jaau (nam) by poonamA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Naya_Daur
Guest
«Reply #16 on: June 20, 2006, 05:48:41 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Teri in madbhari ankhon mai kho jaau
sari duniya chod kar bas teri ho jaau

sari duniya ko apne dil ka haal sunau
bas ek tuje her ek pal gungunau

haya ka parda utha kar ajj
tujko ajj apna khuda banau

Teri in madbhari ankhon mai kho jaau
sari duniya chod kar bas teri ho jaau


hota hai nasha toh ho jaane do
chalkta hai jaam toh chalak jane do

jhoom kar aa giro meri bahoon mein
bhoolta hai jahan toh bhool jaane de

karo aaj tum humse itni mohabbat
ghum ke liye koi jagah na rahe dil mein

do jism ek jaan toh hum kab ke ho chuke
khulta hai jo yeh raz toh khul jaane do...!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #17 on: June 20, 2006, 06:01:16 AM »
Reply with quote
bahoot hi khoob Ranju, Tabbsum and Jeet Usual Smile

Tabbsum ji....

Payaar ka dhaga jab bhi bandha
ek taar dil mai rah gaya
jaane wala chala bhi jaaye
per wo taar dil se jurra rah gaya.....


Ranju ji...

Her ada mere mehboob ki qayamat hoti hai
yakin karo, her mulakaat mai, meri shamat hoti hai Usual Smile

zid uski wo, na jaane kaha se uske deemag mai atti hai
her ladai mai bhi, bas milan ki agg hoti hai tongue3

tham kar mera hath, jab bhi nigah mai nigah hoti hai
rah jaate hai wo aor main, phir kaha duniya ki yaad hoti hai
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #18 on: June 20, 2006, 06:06:48 AM »
Reply with quote
Jeet...

Jaam hai hatho mai, hath mai hi rah jaane do
na aao itne kareeb, thori si doori bhi rah jaane do

Husan ko jo is tarah bahon mai bulaogy
yakinan, phir hum bin na rah paogy

Gum kaha se is khumar-e-Ishaq mai aa gaya
pad kar apko, ajj to ek nasha sa cha gaya

Mehfil mai sar-e-amm yah Raaz khol dala
yah kaya kiya janab, aise kayun kar dala Usual SmileUsual SmileUsual Smile

Last line koi aor ban nahi rahi thi tongue3
Logged
sangy
Guest
«Reply #19 on: June 20, 2006, 06:22:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
ja ve harjaiya, phir teri muhobat mai nahi dum
soch jara baith kar, kayun muhobat teri hai kum
nasha uske naam sun kar hi chad jaata hai
dekh le jo wo ek najar, tan-man behak jaata hai


kya baat hain pankhuri... mast jawab tha .. :D
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #20 on: June 20, 2006, 06:33:37 AM »
Reply with quote
Shukaria sangy ji.,,

hai agar khumar mai
jawab to masat hi hoga
likhe jo yaha dard koi
wo bahoot hi sungdil hoga
Logged
sangy
Guest
«Reply #21 on: June 20, 2006, 06:43:19 AM »
Reply with quote
Quote from: "burniing_desiires"

hota hai nasha toh ho jaane do
chalkta hai jaam toh chalak jane do

jhoom kar aa giro meri bahoon mein
bhoolta hai jahan toh bhool jaane de

karo aaj tum humse itni mohabbat
ghum ke liye koi jagah na rahe dil mein

do jism ek jaan toh hum kab ke ho chuke
khulta hai jo yeh raz toh khul jaane do...!!!


aaha... kya sher.. sach mein desire burn hone lage hain  :D
great one burning desires ji
Logged
sangy
Guest
«Reply #22 on: June 20, 2006, 06:45:15 AM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Shukaria sangy ji.,,

hai agar khumar mai
jawab to masat hi hoga
likhe jo yaha dard koi
wo bahoot hi sungdil hoga


sahi kaha pankhuri... only if everyone realises this and writes "dard" in the mentioned category  :D
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #23 on: June 20, 2006, 07:02:05 AM »
Reply with quote
thanx pankhuri  aur bahut pyara jawab hai  aapka

kabhi faasle to rahe  nahi hamare dilon ke darmiyan
rahe door chahe nazar se tum magar dil me thi teri
bastiyan
Logged
ranjana
Guest
«Reply #24 on: June 20, 2006, 07:06:57 AM »
Reply with quote
Quote
Ranju ji...

Her ada mere mehboob ki qayamat hoti hai
yakin karo, her mulakaat mai, meri shamat hoti hai Usual Smile

zid uski wo, na jaane kaha se uske deemag mai atti hai
her ladai mai bhi, bas milan ki agg hoti hai tongue3

tham kar mera hath, jab bhi nigah mai nigah hoti hai
rah jaate hai wo aor main, phir kaha duniya ki yaad hoti hai


bahut khub pooja......... :D


jab unse milan ki ghari aayi,ek qayamat jaise meri ho aayi
karte rahe woh shartate apni ungliyo.n se na jaane kya kya :oops:
mere dil mein unki pyaar ki harkato ne khub halchal machayee
dil mera joro se dharakata raha, hame bhi kahan fir yeh duniya yaad aayi :razz:  :D
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #25 on: June 20, 2006, 11:45:38 AM »
Reply with quote
very nice...........gud job all of u...........

 meri ungliyo ne to sirf unki julpho ko sawara tha
 aur woh madhosh hoker jane kya kya sochte rahe.

....................@fahi@..........................
Logged
ranjana
Guest
«Reply #26 on: June 20, 2006, 11:49:36 AM »
Reply with quote
nice fahi..........

jab teri ungaliyo ne meri uljhai si julpho ko sawara thaa
tab kya dil bechien nahi tumhara thaa ............
dekha  thee hamne ek payas teri aankho mein
yeh ek sach thaa koi bharam nahi  hamara  thaa
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #27 on: June 20, 2006, 12:23:41 PM »
Reply with quote
teri saanso ne  jo chue  mere ahssas
 tere aankhon ne jo dekhi meri pyaas
  dil mai tere thi meri dhadkan utar
  haan sach tha sanam woh har ek manzar.

...........@fahi@..................
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #28 on: June 20, 2006, 02:21:29 PM »
Reply with quote
Quote from: "Pankhuri2"
Jeet...

Jaam hai hatho mai, hath mai hi rah jaane do
na aao itne kareeb, thori si doori bhi rah jaane do

Husan ko jo is tarah bahon mai bulaogy
yakinan, phir hum bin na rah paogy

Gum kaha se is khumar-e-Ishaq mai aa gaya
pad kar apko, ajj to ek nasha sa cha gaya

Mehfil mai sar-e-amm yah Raaz khol dala
yah kaya kiya janab, aise kayun kar dala Usual SmileUsual SmileUsual Smile

Last line koi aor ban nahi rahi thi tongue3


Pooja ji.. abb jo ho gaya so ho gaya... kuch bas mein nahi hai (j/k) tongue3 tongue3


Jaam hai hatho mein,aur ankhein mehkhaana
chua iss adda se aapne,utha dil mein tarana

dil mein tha jo raz ,so nikal gaya,
banta hai agar koi,toh ban jaane do fasana

kya jaane aap,aapne haal kya mera kar dala
kehte hain duniya wale,hosh mein nahi yeh deewana

khula hai jo raz ajj iss bharri mehfil mein
sath mein ho tum aur dekh raha hai yeh zamaana...!!!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #29 on: June 20, 2006, 02:24:06 PM »
Reply with quote
Quote from: "sangy"
Quote from: "burniing_desiires"

hota hai nasha toh ho jaane do
chalkta hai jaam toh chalak jane do

jhoom kar aa giro meri bahoon mein
bhoolta hai jahan toh bhool jaane de

karo aaj tum humse itni mohabbat
ghum ke liye koi jagah na rahe dil mein

do jism ek jaan toh hum kab ke ho chuke
khulta hai jo yeh raz toh khul jaane do...!!!


aaha... kya sher.. sach mein desire burn hone lage hain  :D
great one burning desires ji


thanks for the words of  appreciation.... desires toh burn hote the,ho rahein hain aur hote raheinge......
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 30, 2024, 11:01:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer