Tu rakeeboN ki janib sarakti rahi

by harashmahajan on March 09, 2008, 04:06:45 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Author  (Read 3506 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #30 on: March 13, 2008, 03:22:21 AM »
Reply with quote


Bahoot bahoot Sukriyaa^h Talat ji....bahoot hi maarmikta aayii hai aapke is muktak maiN....

AshqoN ko palkoN maiN saza liya  hai tumne
KhwaboN ka silsila ab chala liya hai tumne
Ab aayina bhi  hal-e-dil sunane laga hai
ye kaisa silsila  chala liya hai tumne!!


harash
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
TERI JANIB AGAR CHALE HOTE by ammna in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Tu RakeeboN kiJaanib by harashmahajan in Shayri for Khumar -e- Ishq
ye kiss Janib Zamane ne ungli utha-e- hai !! by abdulqadeer in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
**Seh rahi hai** by dead heart in Miscellaneous Shayri
Talat
Guest
«Reply #31 on: March 13, 2008, 10:42:26 PM »
Reply with quote
Bohot shukriya Harash...aur bohot khoob..... !!!



Maana ki yeh khwaab hain jhoothe
Dost jo the, wo bhi hain roothe
Sache hain ye mere dil ke naale
Apne hi zakhmon pe hum muskura diye
Logged
Roja
Guest
«Reply #32 on: March 14, 2008, 02:06:38 AM »
Reply with quote
Bahut khoob Talat sis, Harash ji.
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #33 on: March 14, 2008, 02:44:33 AM »
Reply with quote
Shukriyaa^h Roja ji.....

Talat ji  a nice peshkash...
Rok le koi mere JakhmoN ko Koi nasoor na ban.ne de
Iltaja hai mere se be-wafayii ka dastoor na ban.ne de.
Rehta hai tasawwar maiN mere har dum jo koi
Meri Gujaarish hai usey koi majboor na ban.ne de.


Harash
Logged
Roja
Guest
«Reply #34 on: March 14, 2008, 02:49:55 AM »
Reply with quote
Shukriyaa^h Roja ji.....

Talat ji  a nice peshkash...
Rok le koi mere JakhmoN ko Koi nasoor na ban.ne de
Iltaja hai mere se be-wafayii ka dastoor na ban.ne de.
Rehta hai tasawwar maiN mere har dum jo koi
Meri Gujaarish hai usey koi majboor na ban.ne de.


Harash



Main tumhe dil se chahti hoon,
Maine tumhe jaan se chahti hoon,
Mujhse bewafai na kerna yaara,
Mein abhi jeena chahti hoon
  happy3
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #35 on: March 14, 2008, 03:38:27 AM »
Reply with quote
Shukriyaa^h Roja ji.....

Talat ji  a nice peshkash...
Rok le koi mere JakhmoN ko Koi nasoor na ban.ne de
Iltaja hai mere se be-wafayii ka dastoor na ban.ne de.
Rehta hai tasawwar maiN mere har dum jo koi
Meri Gujaarish hai usey koi majboor na ban.ne de.


Harash



Main tumhe dil se chahti hoon,
Maine tumhe jaan se chahti hoon,
Mujhse bewafai na kerna yaara,
Mein abhi jeena chahti hoon
  happy3

MaiN kise apna kahooN kisko paraya aajkal
Door mujhse ho gaya  mera hi saaya aajkal
Ummid-e-wafa na chhorna kabhi tumbhi kabhi
hum bhi haiN masroof khyaloN maiN tire aajkal


harash
Logged
Talat
Guest
«Reply #36 on: March 14, 2008, 11:48:57 AM »
Reply with quote
Thanks Roja and Harash...bohot khoob likha hai Roja, and beautiful ones Harsh again !



Wohi sukoon hai dil ka, wohi dil ka nasoor hai
Dushman-e-jaan ke saamne ye dil bohot majboor hai
Zakhm wo dete gaye, aur humne uff bhi na kiya
Chot kha kar muskurana Ishq ka dastoor hai !!

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #37 on: March 14, 2008, 01:22:45 PM »
Reply with quote
Main tumhe dil se chahti hoon,
Maine tumhe jaan se chahti hoon,
Mujhse bewafai na kerna yaara,
Mein abhi jeena chahti hoon
  happy3

bahut khooob ROJA....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #38 on: March 14, 2008, 01:24:47 PM »
Reply with quote
MaiN kise apna kahooN kisko paraya aajkal
Door mujhse ho gaya  mera hi saaya aajkal
Ummid-e-wafa na chhorna kabhi tumbhi kabhi
hum bhi haiN masroof khyaloN maiN tire aajkal


harash


bahut khooob harashji...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: March 14, 2008, 01:54:43 PM »
Reply with quote
bahoot khoob Talat and Harsh ji!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #40 on: March 14, 2008, 03:32:29 PM »
Reply with quote
Thanks Pooja !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #41 on: March 14, 2008, 03:33:27 PM »
Reply with quote
Thanks Roja and Harash...bohot khoob likha hai Roja, and beautiful ones Harsh again !



Wohi sukoon hai dil ka, wohi dil ka nasoor hai
Dushman-e-jaan ke saamne ye dil bohot majboor hai
Zakhm wo dete gaye, aur humne uff bhi na kiya
Chot kha kar muskurana Ishq ka dastoor hai !!



BAHUT KHOOB TALAT...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #42 on: March 17, 2008, 03:31:37 AM »
Reply with quote
bahoot bahoot shukriyaa khwaish ji, pooja ji and Talat ji....haan theek kaha ..yaho duniyaa ka dastoor hai....

Quote
Wohi sukoon hai dil ka, wohi dil ka nasoor hai
Dushman-e-jaan ke saamne ye dil bohot majboor hai
Zakhm wo dete gaye, aur humne uff bhi na kiya
Chot kha kar muskurana Ishq ka dastoor hai !!

Ik-Ik lafz tumhara aah ban jo nikla Dil se aaj
Hamne usey rajdari se ahsaas ker liya hai aaj
Ab GireiN na bijaliyaN chahat pe kabhie tumhare
Hamne Kutch is tarah  ik pehra laga liya hai aaj

Harash
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #43 on: March 17, 2008, 03:45:40 AM »
Reply with quote
veryyyyyyyyyyyyy nice bahoot khub

Tu rakeeboN ki janib sarakti rahi

Tu rakeeboN ki janib sarakti rahi,
MaiN sulagta raha tu bahekti rahi.

MaiN tere anjuman main yuiN hi raat –din,
Bas tahelta raha tu bikharti rahi.

Tu toh GairoN ki mehfil main hansti rahi,
MaiN toh Ghut.ta raha tu machalti rahi.

MaiN toh jazbatoN se khwaab bunta raha,
Par wafa kerke bhi tu palat.ti rahi.

MaiN teri rahoN se shool chunta raha,
Per ye dard aahoN main tu badalti rahi.

Mere khwaboN ki mehfil maiN lout aao tum,
Meri manzil yahi tu kuchalti rahi.


Harash
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #44 on: March 17, 2008, 03:53:20 AM »
Reply with quote
Shukriyaa bekarar ji aapka ..aapne apna keemti waqt hamare anjuman maiN diya...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 07:03:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer