!!__-Tuj se Hum PAYAR kia karty thy-__!!

by khamosh.larka on September 25, 2008, 02:36:02 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 973 times)
khamosh.larka
Guest
Reply with quote

Jab Tere Dhun Mein Jia Karty They
Ham Bhi Chup Chap Phira Karty They
Ankhoon Mein Pyaas Hoa Karty Thi
Dil Men Toofan Utha Karty They
Loog Aaty They Ghazal Suneney Ko
Ham Tere Baat Kia Karty They
Sach Samjhty They Tery Wadoon Ko
Rat Din Ghar Men Raha Karty They
Kisi Werany Men Tujh Sey Mil Kar
Dil Mein Kia Phool Khila Karty They
Ghar Ke Dewar Sajany Ke Khatir
Ham Tera Naam Likha Karty They
Wo Bhi Kia Din They, Tujhe Bhula Kar
Ham Tujhe Yaad Kia Karty They
Kal Tujhe Dekh Kar Yaad Aeya
Ham Bhi Kabhi Muhabbat Kia Karty They


__________________________

Dilon se khelne ka hunar hume nahi aata

Isiliye ishq ki baazi hum haar gaye

Meri zindagi se shayad unhe bahut pyar tha

Isiliye mujhe zinda hi maar gaye….

________________________


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
payar....... by Amit Janglan in Shayri for Khumar -e- Ishq
tuje main payar karon aur itna payar karon by sweet killer in Shayeri for Dard -e- Bewafai
payar by noor mahal in SMS , mobile & JOKES
payar by noor mahal in SMS , mobile & JOKES
payar by noor mahal in Love Poetry in Punjabi
Farah Aziz
Guest
«Reply #1 on: September 25, 2008, 04:26:08 PM »
Reply with quote
bahut khoobsoorat he
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #2 on: September 26, 2008, 12:44:37 AM »
Reply with quote
Bohat bohat ziyada achi hai  Applause Applause
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #3 on: September 26, 2008, 04:50:35 AM »
Reply with quote
Its amazingly very good... Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: September 26, 2008, 05:36:40 AM »
Reply with quote
 Applause  khamosh bohat khoob likha hai aapne...
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #5 on: September 26, 2008, 06:33:33 AM »
Reply with quote
atisunder...khamosh ji
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: September 26, 2008, 02:22:18 PM »
Reply with quote

Jab Tere Dhun Mein Jia Karty They
Ham Bhi Chup Chap Phira Karty They
Ankhoon Mein Pyaas Hoa Karty Thi
Dil Men Toofan Utha Karty They
Loog Aaty They Ghazal Suneney Ko
Ham Tere Baat Kia Karty They
Sach Samjhty They Tery Wadoon Ko
Rat Din Ghar Men Raha Karty They
Kisi Werany Men Tujh Sey Mil Kar
Dil Mein Kia Phool Khila Karty They
Ghar Ke Dewar Sajany Ke Khatir
Ham Tera Naam Likha Karty They
Wo Bhi Kia Din They, Tujhe Bhula Kar
Ham Tujhe Yaad Kia Karty They
Kal Tujhe Dekh Kar Yaad Aeya
Ham Bhi Kabhi Muhabbat Kia Karty They


__________________________

Dilon se khelne ka hunar hume nahi aata

Isiliye ishq ki baazi hum haar gaye

Meri zindagi se shayad unhe bahut pyar tha

Isiliye mujhe zinda hi maar gaye….

________________________




Nice Sharing
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #7 on: September 26, 2008, 02:45:52 PM »
Reply with quote

Jab Tere Dhun Mein Jia Karty They
Ham Bhi Chup Chap Phira Karty They
Ankhoon Mein Pyaas Hoa Karty Thi
Dil Men Toofan Utha Karty They
Loog Aaty They Ghazal Suneney Ko
Ham Tere Baat Kia Karty They
Sach Samjhty They Tery Wadoon Ko
Rat Din Ghar Men Raha Karty They
Kisi Werany Men Tujh Sey Mil Kar
Dil Mein Kia Phool Khila Karty They
Ghar Ke Dewar Sajany Ke Khatir
Ham Tera Naam Likha Karty They
Wo Bhi Kia Din They, Tujhe Bhula Kar
Ham Tujhe Yaad Kia Karty They
Kal Tujhe Dekh Kar Yaad Aeya
Ham Bhi Kabhi Muhabbat Kia Karty They


__________________________

Dilon se khelne ka hunar hume nahi aata

Isiliye ishq ki baazi hum haar gaye

Meri zindagi se shayad unhe bahut pyar tha

Isiliye mujhe zinda hi maar gaye….

________________________




Subhan-Allah! That was amazing.


Kuch dil ka haal tera bhi hai, kuch aisa hee haal mera bhi hai.
Kuch gham tu ne deh k, kuch gham mera bhi hai.
tumhe kya sunnaoon daastaan upnee, kaheen shaam aur din dhul jaayengay.
koi samhal le ub dhuk humara humse, warna na jaanay kya kuch hum kar jaaengay!
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #8 on: September 27, 2008, 10:36:56 AM »
Reply with quote


Woh Bhi Kabhi Muhabbat karti Thih
Par tum ne usse pehchana nahi

Kya tarap hai dere dil mein
Bhut Khoob likha hai aapne
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 09:43:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.177 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer