Tujhe pyaar karne ki sazaa payee hai mayne

by Rajesh Harish on December 06, 2008, 05:44:46 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3518 times)
Rajesh Harish
Guest
Reply with quote
Pyaar mein thokar hume lage hain kitne
Asmaan mein tare jhilmilaten hai jitne
Ab toh kho gayi hai har khusi zindagi ki
Tujhe pyaar karne ki sazaa payee hai mayne

Tere thokron se dil ke tukren ho gaye hai itne
Ginkar koi bataye mujhe ki hai yeh tukre kitne
Ab to dil mein koi tamanna nahi hai jeene ki
Tujhe pyaar karne ki sazaa payee hai mayne

Toot gaye hain  sab khwaab jo dekhe the mayne
Har khwaab ko mayne dafnai hai apne seene mein
Ab toh saathi bana li hai humne tanhaiyon ko
Tujhe pyaar karne ki sazaa payee hai mayne
Logged
Deepati
Guest
«Reply #1 on: December 07, 2008, 02:10:24 AM »
Reply with quote
Nice shayari, Rajesh Ji


Saza mili hai yeh kisi se dil lagaane ki
hansi udaati hai duniya mere fasaane ki

kuch aur gam bache hai tou de de ay kismat
ki abko mujhko bhi aadat hai gam uthaane ki

NM
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: December 07, 2008, 08:18:22 AM »
Reply with quote
Pyaar mein thokar hume lage hain kitne
Asmaan mein tare jhilmilaten hai jitne
Ab toh kho gayi hai har khusi zindagi ki
Tujhe pyaar karne ki sazaa payee hai mayne

Tere thokron se dil ke tukren ho gaye hai itne
Ginkar koi bataye mujhe ki hai yeh tukre kitne
Ab to dil mein koi tamanna nahi hai jeene ki
Tujhe pyaar karne ki sazaa payee hai mayne

Toot gaye hain  sab khwaab jo dekhe the mayne
Har khwaab ko mayne dafnai hai apne seene mein
Ab toh saathi bana li hai humne tanhaiyon ko
Tujhe pyaar karne ki sazaa payee hai mayne



BAHUT KHOOB RAJESH


JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #3 on: December 07, 2008, 08:21:55 AM »
Reply with quote
Nice shayari, Rajesh Ji


Saza mili hai yeh kisi se dil lagaane ki
hansi udaati hai duniya mere fasaane ki

kuch aur gam bache hai tou de de ay kismat
ki abko mujhko bhi aadat hai gam uthaane ki

bahut hi badiya Deepati
bahut hi sunder, wah wah,



Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: December 07, 2008, 05:11:21 PM »
Reply with quote
Nice shayari, Rajesh Ji


Saza mili hai yeh kisi se dil lagaane ki
hansi udaati hai duniya mere fasaane ki

kuch aur gam bache hai tou de de ay kismat
ki abko mujhko bhi aadat hai gam uthaane ki
Thanx Deepati Ji

Banana toh khuda ka kaam hai
Bigaarna toh insaan ki fitrat hai

Duniya jo hansti hai to hasne de
wahi milega jo hamare kismat mein hai
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: December 07, 2008, 05:12:43 PM »
Reply with quote
Shukriya Jas Ji
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: December 07, 2008, 07:56:21 PM »
Reply with quote
 Applause Applause

Bohat khoob Rajesh ji...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: December 08, 2008, 12:59:10 AM »
Reply with quote
Dhanyavaad Honey Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: December 09, 2008, 11:45:28 AM »
Reply with quote
Nice shayari, Rajesh Ji


Saza mili hai yeh kisi se dil lagaane ki
hansi udaati hai duniya mere fasaane ki

kuch aur gam bache hai tou de de ay kismat
ki abko mujhko bhi aadat hai gam uthaane ki


GUM UTHANEY KEY LIYE ABB TOH JINDA HAI
DIL LAGANEY KEY LIYE HUM TOH SHARMINDA HAI
MIL JATI GAR MAUT KISI MOAD PEH
USI KOH MANANEY KEY LIYE HUM JINDA HAI


JASBIR SINGH
Logged
Deepati
Guest
«Reply #9 on: December 09, 2008, 10:46:02 PM »
Reply with quote
bahut hi badiya Deepati
bahut hi sunder, wah wah,



Jasbir Singh



Shukriya, Jasbir Ji
Logged
Deepati
Guest
«Reply #10 on: December 09, 2008, 10:49:13 PM »
Reply with quote
Thanx Deepati Ji

Banana toh khuda ka kaam hai
Bigaarna toh insaan ki fitrat hai

Duniya jo hansti hai to hasne de
wahi milega jo hamare kismat mein hai



Welcome Rajesh Ji aur very nice reply
Logged
Deepati
Guest
«Reply #11 on: December 09, 2008, 10:58:08 PM »
Reply with quote

GUM UTHANEY KEY LIYE ABB TOH JINDA HAI
DIL LAGANEY KEY LIYE HUM TOH SHARMINDA HAI
MIL JATI GAR MAUT KISI MOAD PEH
USI KOH MANANEY KEY LIYE HUM JINDA HAI


JASBIR SINGH

Very nice, Jasbir ji


Yeh safar hai bahut kathin magar
na udaas ho, aye dost

kabhi dhoondh lega yeh caravaan
woh nayi zameen naya aasmaan
jise dhoondhati hai teri nazar

NM
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: December 10, 2008, 12:44:16 AM »
Reply with quote

Welcome Rajesh Ji aur very nice reply

Thanks Deepati Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #13 on: December 10, 2008, 01:54:57 PM »
Reply with quote

GUM UTHANEY KEY LIYE ABB TOH JINDA HAI
DIL LAGANEY KEY LIYE HUM TOH SHARMINDA HAI
MIL JATI GAR MAUT KISI MOAD PEH
USI KOH MANANEY KEY LIYE HUM JINDA HAI


JASBIR SINGH

Very nice, Jasbir ji


Yeh safar hai bahut kathin magar
na udaas ho, aye dost

kabhi dhoondh lega yeh caravaan
woh nayi zameen naya aasmaan
jise dhoondhati hai teri nazar

NM


Thanks Deepati
bahut khoob kaha aap neh, par


NAZREY BACHAKAR WOH NIKAL JATEY HAI
HUMEY DEKH, WOH PALAT JATEY HAI
AISEY BEWAFA HO GAYE HAI
NAAM SUNTEY HI AJNABHI BAN JATEY HAI

 Shocked Even More Shocked Even More

AISA KYA GUNAH HUYA HUMSEY
DIL HUMNEY KAB TODA KASAM SEY
KU YU BEWAJAH RUKHEY PESH AATEY HAI
NAZREY BACHAKAR WOH NIKAL JATEY HAI




JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Jasbir Singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #14 on: December 10, 2008, 07:28:07 PM »
Reply with quote

Thanks Deepati
bahut khoob kaha aap neh, par


NAZREY BACHAKAR WOH NIKAL JATEY HAI
HUMEY DEKH, WOH PALAT JATEY HAI
AISEY BEWAFA HO GAYE HAI
NAAM SUNTEY HI AJNABHI BAN JATEY HAI

 Shocked Even More Shocked Even More

AISA KYA GUNAH HUYA HUMSEY
DIL HUMNEY KAB TODA KASAM SEY
KU YU BEWAJAH RUKHEY PESH AATEY HAI
NAZREY BACHAKAR WOH NIKAL JATEY HAI




JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Jasbir Singh
Good one Jas Ji
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 07:21:45 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.19 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer