!Tumhe Kaise Yakeen Dilaon!

by honeyrose on April 13, 2008, 07:01:15 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 8001 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Tumhe kaise yakeen dilaon main kya ho tum
Meri khwaab ki ek haseen tasveer ho tum

Ek anjabi se mulakat hue woh pal ho tum
Sason ki raftar se nikale ek waqt ho tum

Meri zindagi ki adhuri pyaas ho tum
Na kahe sake kasi aag ki jalan ho tum

Joh nahi mil paya hai woh haqeekat ho tum
Subha ka doop meri anchal ko chura ley woh chaon ho tum
(MINE)
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #1 on: April 13, 2008, 08:43:00 AM »
Reply with quote
Tumhe kaise yakeen dilaon main kya ho tum
Meri khwaab ki ek haseen tasveer ho tum

Ek anjabi se mulakat hue woh pal ho tum
Sason ki raftar se nikale ek waqt ho tum

Meri zindagi ki adhuri pyaas ho tum
Na kahe sake kasi aag ki jalan ho tum

Joh nahi mil paya hai woh haqeekat ho tum
Subha ka doop meri anchal ko chura ley woh chaon ho tum
(MINE)


Achha likha hai honey.....
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: April 13, 2008, 10:18:06 AM »
Reply with quote
Thanks Harash ji aapne kuch likha kyun nahi.. sad5
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 13, 2008, 02:37:26 PM »
Reply with quote
NiceOne Sis,.
Bahoot Khoob,.
NiceOneToo Harash Ji,.
 Applause
Logged
diya786
Guest
«Reply #4 on: April 14, 2008, 01:17:59 AM »
Reply with quote
aapne bahut accha likha hai honey
kaabil-e-tarif hai
Logged
diya786
Guest
«Reply #5 on: April 14, 2008, 01:25:04 AM »
Reply with quote
tumhe kaise yakeen dilao ki
har pal na hote hue bhi mere paas the tum
pehli baarish ki boond mein the tum
phool ki khoshboo mein bhi tum
hawa ke us thande se ehsaas men bhi tum aur
is dil mein bhi tum
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #6 on: April 14, 2008, 02:46:03 AM »
Reply with quote
Waah diyaa..achha keh lete ho aap bhi..


harash

tumhe kaise yakeen dilao ki
har pal na hote hue bhi mere paas the tum
pehli baarish ki boond mein the tum
phool ki khoshboo mein bhi tum
hawa ke us thande se ehsaas men bhi tum aur
is dil mein bhi tum
Logged
diya786
Guest
«Reply #7 on: April 14, 2008, 07:00:56 AM »
Reply with quote
thanks a lot harash ji
agar aap bhi kuch likh dete to accha hota
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: April 14, 2008, 07:04:13 AM »
Reply with quote
tumhe kaise yakeen dilao ki
har pal na hote hue bhi mere paas the tum
pehli baarish ki boond mein the tum
phool ki khoshboo mein bhi tum
hawa ke us thande se ehsaas men bhi tum aur
is dil mein bhi tum
..

Very nice diya bohat khoob likha hai.. Clapping Smiley

Mann se ye dil tumara hue ye tumhe kaise yakeen dilao
Dil ki dhadkan tez kar dete hai ye tumhe kaise yakeen dilao

Jab paas hote ho dil pe ek dard sa hota hai ye kaise kaho
Aapni mohabatt ko dil se chupa kar tumhe kaise yakeen dilao
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: April 18, 2008, 04:06:10 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Honey Sis And Diya Ji. Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: April 18, 2008, 04:08:19 PM »
Reply with quote
Tumhe Kaise Yakheen Dilaaoon, Ke Tumhe Kitna Chahta Hoon Main,.
Har Mere Labon Par Dikhaave Ka Tabassum, Din Raat Tadapta Hoon Main,.

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: April 19, 2008, 04:15:40 PM »
Reply with quote
Tumhe Kaise Yakheen Dilaaoon, Ke Tumhe Kitna Chahta Hoon Main,.
Har Mere Labon Par Dikhaave Ka Tabassum, Din Raat Tadapta Hoon Main,.

_______________________________________________-Jaanasheen-

Bohat khoob likha hai Azeem bro..Usual Smile
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #12 on: April 20, 2008, 01:52:41 AM »
Reply with quote
Tumhe Kaise Yakheen Dilaaoon, Ke Tumhe Kitna Chahta Hoon Main,.
Har Mere Labon Par Dikhaave Ka Tabassum, Din Raat Tadapta Hoon Main,.

_______________________________________________-Jaanasheen-


Tumhe kaise yakeen diladu, k

jab se aaye ho zindagi main
hum khud ko bhool chuke hai
jab se aaye ho kwabon main
hum needon ko bhool chuke hai
jab se paya hai aapka pyar
hum apne aapko bhool chuke hai
 tongue3
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: April 20, 2008, 01:02:36 PM »
Reply with quote
Dil pe rakh kar lakho sapne chale hai hum manzil ke aur
Kya humhe kisi ke saath dena pade jab ho hum manzil ke aur

Koi adhure sapne puri ho koi chahat jab ho hum manzil ke aur
Dekh the hi rahe hum unhe jab hum ho manzil ke aur
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 20, 2008, 02:55:22 PM »
Reply with quote
Hai Yakheen Tujhe Ke Main Yahaan Khush Hoon,.
Kya Khabar Tumhe Ke Har Khushi Ka Saaya Gham Hota Hai.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 01:00:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer