ujalon ka koi paigham

by diajee on May 06, 2005, 08:06:48 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1205 times)
diajee
Guest
Reply with quote
Ujalon ka koi paigham likhna chahati hoon
Mein us ke naam koi shaam likhna chahati hoon
Mein apne khawabon ko taaber de kar
Mohabbat ka koi anjaam likhna chahati hoon
Jo mujh se duur mujh ko dhondate hain
Unhee ke naam koi paigham likhna chahati hoon
Use deekhon to sab kuch bhool jaon
Muqaddar apna us ke naam likhna chahati hoon
Kahan us ko khabar us ke karam ki
Woh hai mere liye inaam likhna chahati hoon
Zuban se us ko kuch kehna hai mushkil
Mein khat koi use gum naam likhna chahati hoon
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Salam Na Paigham by afrozpasha in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Ujalon se ujalon ki adat nahi jati by @kaash in Shayri-E-Dard
Din ke ujaloN me........................PWFS by pankajwfs in Shairi - E - Zindagi
Ujalon se kah do.. by Saavan in Shayri for Dard -e- Judai
Ujalon ne raat by dksaxenabsnl in Shayri-E-Dard
fakharenaveed
Guest
«Reply #1 on: May 06, 2005, 08:09:58 PM »
Reply with quote
Quote from: "diajee"
Ujalon ka koi paigham likhna chahati hoon
Mein us ke naam koi shaam likhna chahati hoon
Mein apne khawabon ko taaber de kar
Mohabbat ka koi anjaam likhna chahati hoon
Jo mujh se duur mujh ko dhondate hain
Unhee ke naam koi paigham likhna chahati hoon
Use deekhon to sab kuch bhool jaon
Muqaddar apna us ke naam likhna chahati hoon
Kahan us ko khabar us ke karam ki
Woh hai mere liye inaam likhna chahati hoon
Zuban se us ko kuch kehna hai mushkil
Mein khat koi use gum naam likhna chahati hoon
nice buhat khooob madiha jee........................
Logged
nikki
Guest
«Reply #2 on: May 06, 2005, 08:11:55 PM »
Reply with quote
surebbbbbb....................bahut hi acha likha hai.............................................. .
Logged
diajee
Guest
«Reply #3 on: May 08, 2005, 07:00:13 PM »
Reply with quote
bohat shukriya aap ka nikki jee aur fakharnaveed jee.............................................. ......................
Logged
diajee
Guest
«Reply #4 on: May 08, 2005, 07:00:43 PM »
Reply with quote
bohat shukriya aap ka nikki jee aur fakharnaveed jee.............................................. ......................
Logged
apnaa_koi
Guest
«Reply #5 on: May 08, 2005, 09:14:21 PM »
Reply with quote
Bohat Khoob Diajee, well written

Always Anjli
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: May 09, 2005, 09:50:07 AM »
Reply with quote
Quote from: "diajee"
Ujalon ka koi paigham likhna chahati hoon
Mein us ke naam koi shaam likhna chahati hoon
Mein apne khawabon ko taaber de kar
Mohabbat ka koi anjaam likhna chahati hoon
Jo mujh se duur mujh ko dhondate hain
Unhee ke naam koi paigham likhna chahati hoon
Use deekhon to sab kuch bhool jaon
Muqaddar apna us ke naam likhna chahati hoon
Kahan us ko khabar us ke karam ki
Woh hai mere liye inaam likhna chahati hoon
Zuban se us ko kuch kehna hai mushkil
Mein khat koi use gum naam likhna chahati hoon


wah!!!!!!!!!!  bahot acche ...........diajee...................very  nice.............
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: May 09, 2005, 08:55:41 PM »
Reply with quote
DIA jee aap k naam krta hoon yeh lines..........



Aansoun ko laakh samjhaya, tanhai mein aya karo,
Beech mehfil mai hamara, u na mazak udaya karo...
bole aansoo tapak tapak ker, wajah kia batayein hum?
aa jaate hein jab paate hein, tanha itnay logoun mein aapko...


Logged
diajee
Guest
«Reply #8 on: May 12, 2005, 12:49:27 PM »
Reply with quote
bohat shukriya fakhernaveed aap ka. always a pleasure. thank u apnaa_koi, keep liking Usual Smile

Nah jane kiyon baithe baithe aa jata hai rona
Kabhi kush hoti hoon to soochti hoon.
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #9 on: May 12, 2005, 08:24:48 PM »
Reply with quote
humein pata hai hamara dil aap ke liye kitna bekaraar hai
aap to lekin kabhi nahin aaye phir bhi humein aap ka intezaar hai
Logged
ashishjethwa8717
Guest
«Reply #10 on: May 13, 2005, 04:42:37 AM »
Reply with quote
hi how r u im ashish
kal apse chat hui thi yahoo messanger pe

this is for u

"Ankhon men raha dil men utar kar naheen dekha,
kashti ke musafir ne samandar naheen dekha...
Pathar muJhe kehta hai mera chahne wala,
men moum hon uzne muJhe ch0okar naheen dekha... "

"Roz subha khud say aik waada kartay hain
Tujhay iss dil say bhulanay ka irada kartay hain
Apni he baat say mukkarr jatay hain maloom nahi kyoun
Bheegti ankhon ko khuwab tornay keliye amaadah kartay hain"

ager tumko pasand aye to reply dena
bye
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: May 13, 2005, 09:06:03 PM »
Reply with quote
meine khwabon main barson tarasha jise
tum wahi sapnon ki tasweer ho
tum na samjho tumhare maqaddar hain hum
mein samajhta hoon tum mere taqdeer ho.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 02, 2024, 07:41:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer