unki tasveer dekhi hai jabse hamne........

by ranjana on July 07, 2006, 04:20:16 PM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 16656 times)
ranjana
Guest
Reply with quote
jabse dekha hai unki tasveer ko
ek aarzu si dil mein machalne lagi
jisko dekha thaa ab tak apne khawabo mein
unki tasveer us tasvur mein rang bharane lagi

abhi jab tak dekha na thaa unko
tab bhi mera dil unki baato ka diwana thaa
aaj aagye saamne jab woh ru-baru toh
meri nazare sharm se jhukane lagi
us sawaale sajan ki murat ab mere dil mein basane lagi

dhaala karti thee main ek akas ko
apne geeto mein aksar lafaz bana kar
usko apne sahbado ke aaine mein saaja kar
aaj jab dekha unhe toh mere Gazalo ki surat unse milne lagi
jab se dekha hai unki tasveer ko ek aarzu dil mein machalne lagi

chhoo liya karta thaa woh mere dil ko apni baato se
rang jaate they mere din aur raat uski meethi baato se
uska woh ruthana ,manaana.woh fir hamko sataana
mere geeto ki gungunahat ban jaaya karta thaa
aaj thaama jab usne haath mera apne haatho mein toh
mere geeto ko jubaan milne lagi

Jab se dekha hai unki tasveer ko ek shama pyaar ki dil mein jalane lagi
dekha hai jabse unki tasveer ko ek arzu si dil mein machalne lagi!!!!!!!
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #1 on: July 07, 2006, 04:31:49 PM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"

Bohot hii khubsurat hai Ranz-na! :D ..too good
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #2 on: July 07, 2006, 04:44:37 PM »

 =D> too gud Ranju
Logged
roshni246
Guest
«Reply #3 on: July 07, 2006, 05:07:07 PM »
Reply with quote
awesome mom:D
Logged
anjani_si
Guest
«Reply #4 on: July 07, 2006, 05:24:18 PM »
Reply with quote
ranju..............too good
Logged
ranjana
Guest
«Reply #5 on: July 08, 2006, 01:55:36 AM »
Reply with quote
shukriya Shahid ,Gaurav,Roshu ,and Anjani.................. :D

mudato.n se ek shakas mera sapna raha meri aankho mein
ek samwala sa rup chhipaa thaa dil ki gehariyon mein

thee jiski aankhe gehari bolti hui si
uski baate thee kaano mein mishri si gholti hui si

uski har baat  ka andaz bahut niralaa thaa
uski har aada ne hamko uska diwana bana dalaa thaa

aaj woh mera sapana sach ho ke mere samaane thaa
uski tasveer ka akas meri sapno ki tabeer se milta thaa
Logged
amazing_world
Guest
«Reply #6 on: July 09, 2006, 02:41:16 AM »
Reply with quote
Ranjana Ji kamaal kar diya.... bhaut hi achi poem hai.... aap hoge kissi ke deewane par hum toh aapki sirf do poems pad kar hi deewane ho gaye.... ek geet yaad aa gaya....

janewafa teri justzoo hai
meri zindagi hai kya
teri hi arzu hai
mujhe tujhse pyaar hai sanam
mujhe tera intzaar hai.....

Quote from: "ranjana"
jabse dekha hai unki tasveer ko
ek aarzu si dil mein machalne lagi
jisko dekha thaa ab tak apne khawabo mein
unki tasveer us tasvur mein rang bharane lagi

abhi jab tak dekha na thaa unko
tab bhi mera dil unki baato ka diwana thaa
aaj aagye saamne jab woh ru-baru toh
meri nazare sharm se jhukane lagi
us sawaale sajan ki murat ab mere dil mein basane lagi

dhaala karti thee main ek akas ko
apne geeto mein aksar lafaz bana kar
usko apne sahbado ke aaine mein saaja kar
aaj jab dekha unhe toh mere Gazalo ki surat unse milne lagi
jab se dekha hai unki tasveer ko ek aarzu dil mein machalne lagi

chhoo liya karta thaa woh mere dil ko apni baato se
rang jaate they mere din aur raat uski meethi baato se
uska woh ruthana ,manaana.woh fir hamko sataana
mere geeto ki gungunahat ban jaaya karta thaa
aaj thaama jab usne haath mera apne haatho mein toh
mere geeto ko jubaan milne lagi

Jab se dekha hai unki tasveer ko ek shama pyaar ki dil mein jalane lagi
dekha hai jabse unki tasveer ko ek arzu si dil mein machalne lagi!!!!!!!
Logged
ranjana
Guest
«Reply #7 on: July 09, 2006, 03:04:31 AM »
Reply with quote
shukriya AW ji ...............bahut hi pyaara geet hai ......thanks for sharing.............. :D

na jaane kab unse mulkaat hogi
jo tasveer hain aankho ke saamne
kab unse ru-baru baat hogi

ek shararat ek shokhi si dekhi hai
 hamne unki tasveer mein....
dekh kar ek nasha sa hum per chhaa gaya

ek chahat si sama gayi dil mein unki
unki tasveer ko dekh kar hame un per pyaar aa gaya

jab woh aaynge saamne toh us pal jaise janat saath hogi
na honge woh kaise suhnaane pal jab unse mulkaat hogi
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #8 on: July 09, 2006, 06:10:29 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
shukriya AW ji ...............bahut hi pyaara geet hai ......thanks for sharing.............. :D

na jaane kab unse mulkaat hogi
jo tasveer hain aankho ke saamne
kab unse ru-baru baat hogi

ek shararat ek shokhi si dekhi hai
 hamne unki tasveer mein....
dekh kar ek nasha sa hum per chhaa gaya

ek chahat si sama gayi dil mein unki
unki tasveer ko dekh kar hame un per pyaar aa gaya

jab woh aaynge saamne toh us pal jaise janat saath hogi
na honge woh kaise suhnaane pal jab unse mulkaat hogi

too good ranz-na ji!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!

Hambhi bekarar hai aab tumse milne k liye
Kab se bekarar hai tere sath chal ne ke liye
Jo ek baar teri izajat mil jaye mere yaar.......
Ham to khade taiyar hai tere rooh me basne ke liye
Logged
Anushka
Guest
«Reply #9 on: July 09, 2006, 06:37:53 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
jabse dekha hai unki tasveer ko
ek aarzu si dil mein machalne lagi
jisko dekha thaa ab tak apne khawabo mein
unki tasveer us tasvur mein rang bharane lagi

abhi jab tak dekha na thaa unko
tab bhi mera dil unki baato ka diwana thaa
aaj aagye saamne jab woh ru-baru toh
meri nazare sharm se jhukane lagi
us sawaale sajan ki murat ab mere dil mein basane lagi

dhaala karti thee main ek akas ko
apne geeto mein aksar lafaz bana kar
usko apne sahbado ke aaine mein saaja kar
aaj jab dekha unhe toh mere Gazalo ki surat unse milne lagi
jab se dekha hai unki tasveer ko ek aarzu dil mein machalne lagi

chhoo liya karta thaa woh mere dil ko apni baato se
rang jaate they mere din aur raat uski meethi baato se
uska woh ruthana ,manaana.woh fir hamko sataana
mere geeto ki gungunahat ban jaaya karta thaa
aaj thaama jab usne haath mera apne haatho mein toh
mere geeto ko jubaan milne lagi

Jab se dekha hai unki tasveer ko ek shama pyaar ki dil mein jalane lagi
dekha hai jabse unki tasveer ko ek arzu si dil mein machalne lagi!!!!!!!

Ranjan janu bahut hi khubsurat likha hai =D>
Agar hamari bhi tesveer dekhker aseh bolay to bas zindagi safal..wow really very nice
Logged
Anushka
Guest
«Reply #10 on: July 09, 2006, 06:38:23 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
jabse dekha hai unki tasveer ko
ek aarzu si dil mein machalne lagi
jisko dekha thaa ab tak apne khawabo mein
unki tasveer us tasvur mein rang bharane lagi

abhi jab tak dekha na thaa unko
tab bhi mera dil unki baato ka diwana thaa
aaj aagye saamne jab woh ru-baru toh
meri nazare sharm se jhukane lagi
us sawaale sajan ki murat ab mere dil mein basane lagi

dhaala karti thee main ek akas ko
apne geeto mein aksar lafaz bana kar
usko apne sahbado ke aaine mein saaja kar
aaj jab dekha unhe toh mere Gazalo ki surat unse milne lagi
jab se dekha hai unki tasveer ko ek aarzu dil mein machalne lagi

chhoo liya karta thaa woh mere dil ko apni baato se
rang jaate they mere din aur raat uski meethi baato se
uska woh ruthana ,manaana.woh fir hamko sataana
mere geeto ki gungunahat ban jaaya karta thaa
aaj thaama jab usne haath mera apne haatho mein toh
mere geeto ko jubaan milne lagi

Jab se dekha hai unki tasveer ko ek shama pyaar ki dil mein jalane lagi
dekha hai jabse unki tasveer ko ek arzu si dil mein machalne lagi!!!!!!!

Wow Ranjan janu bahut khubsuraat... agar hamay bhi koi aseh dekhker kehay to zindagi safal!! Really beutiful :D
Logged
Anushka
Guest
«Reply #11 on: July 09, 2006, 06:42:21 AM »
Reply with quote
ghere rehti hai mujhe ek anokhi khushbu,
teri yaadon se har ek saans saja li meine,
jiske sheron ko woh ....... yaad delati hai bas teri yea Tesveer haseen
Logged
ranjana
Guest
«Reply #12 on: July 09, 2006, 10:03:13 AM »
Reply with quote
Quote from: "Anushka"
ghere rehti hai mujhe ek anokhi khushbu,
teri yaadon se har ek saans saja li meine,
jiske sheron ko woh ....... yaad delati hai bas teri yea Tesveer haseen

bahut khoob anu jaan ............sachi baat kaash mere liye bhi koi likhta  :razz:  :wink: waise yeh maine tumhari pic dekh kar hi likha hai :wink:  :D

unki aankho mein woh shokhi hai aur woh shararat hai baato mein
dekh ke unki tasveer ko hame bas un per bepnhaa pyaar aata hai

kar lete har tamana har aarzu apni puri hum  ek baar apne dil ki
magar woh dur hai itne ki bas dil mera unki tasveer se hi sab baat kar aata hai
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #13 on: July 09, 2006, 10:20:31 AM »
Reply with quote
behtarin ranjana ........koi dil ke armaano ko sabdo mai dhalna aapse seekhe.

raat ko sitaaro ki chanv tale
jab sard hawaye andhere ko mehkaati hai
mere dil ki kisi kone mai chipi
teri tasveer se,kuch yaadein chali aati hai...........

kho jaata hoon main un yaadon mai ,jinse dil ka mere rishta hai
aur phir dhoondli si tasveero mai,mujhe chehra tera chamakta hai....................

kal kal behte paani per tu matki bharne aati hai
per dekh peepal ke neeche mujhe halke se ghabraati hai

phir jaane kyun achanak tera dil joro se dhadakne lagta hai
aur sanwle husn pe tere ,tera aanchal sarakne lagta hai
aankhon mai ek nasha sa aata hai
aur man pyaar se bhar jaata hai............

matki bharte bharte kanakhiyo se tu mujhe dekhti hai
per tere ghabraaye se chehre per
na jaane kitne rang khil rahe hote hai
kabhi pyaar,kabhi haya,kabhi apni matki ka dhyaan
sab ek pal mai mil rahe hote hai

aur phir tu matki chodkar,saare rasme naate todkar
khanakte paylo ki dhun mai hole se mere pass aakar
kaano mai mere kuch kehti hai ,aur phir hasti hai

aur main dekhta reh jaata hoon
 tere chehre ki khusi ko ,tere hontho ki hasi ko
jo tere labo se suru hoker tere gaalo mai sama jaati hai
per mujhe hasta dekhkar achank se tu uthkar door bhaag jaati hai
aur waha jakar rutbe se apne anchal mai khud ko chipakar
haya mai dub jaati hai.........................

phir,mand mand behti hawaye tere chehre se takrakar
teri julpho ko lehrakar,saari sharmo haya hatakar
tere sine mai utar jaati hai...
Aur tu jaise us hawa ko samajh kar saaya mera
apne aanchal mai karke mehsoos mujhe
khud se hi sharma si jaati hai...................

teri sabnami aankhein jhapke bina
ek tuk mujhe ghurti rehti hai ,
aur isharo mai hi mujhse ye kehti hai
ki tu kaun hai ? koi ajnabi ya mere dil ki awaaz?
kyun teri sansoo ki sargam se mere dil mai baj rahe hai saaz?
kyun lagta hai tu mujhko mera saaya?kis dagar jaana hai tujhe
hai kis raah se tu aaya?......................

aur phir jaise khud hi apne sawalo ke jawab mai
apni chunar ko tu yu aasman mai uda deti hai
jaise chupke se apne dil ke saare raaz khol rahi ho
main tera hoon aur tu sirf meri hai saare jahan se ye bol rahi ho...............

Phir kanpte pairo se ,dhadakte dil ko leker
meri baahon mai aakar to so jaati hai,
saare jahan ko bhulane ke liye
mujhe apne dil mai samaane ke liye
jaise aaj tera intzaar ho gaya khatam
jo tune kiya tha is pal ko paane ke liye...............mere wajood per chaane ke liye

phir dheere dheere tera chamkata saaya
meri agosh mai gum ho jata hai
aur jahan kuch der pehle tu thi leti
waha sab dhoondla sa nazar aata hai
aur main........main bebasi mai ankhein kholta hoon ,kyunki dil ki ye majboori hai
tujhme rang bharne ki meri chahate adhuri hai .........
haan teri tasveer adhuri hai...............yaadon mai tasveer adhuri hai.

.....................@fahi@.......................
Logged
Anushka
Guest
«Reply #14 on: July 09, 2006, 10:25:48 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
Quote from: "Anushka"
ghere rehti hai mujhe ek anokhi khushbu,
teri yaadon se har ek saans saja li meine,
jiske sheron ko woh ....... yaad delati hai bas teri yea Tesveer haseen

bahut khoob anu jaan ............sachi baat kaash mere liye bhi koi likhta  :razz:  :wink: waise yeh maine tumhari pic dekh kar hi likha hai :wink:  :D

unki aankho mein woh shokhi hai aur woh shararat hai baato mein
dekh ke unki tasveer ko hame bas un per bepnhaa pyaar aata hai

kar lete har tamana har aarzu apni puri hum  ek baar apne dil ki
magar woh dur hai itne ki bas dil mera unki tasveer se hi sab baat kar aata hai

Ranju januuuuuuu IAM DUMBFOUNDED!!!!!!! KYA KAHUUUUUUUU   AM BLUSHING TOO!!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 12:10:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.287 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer