<>*Wo Baat Nahin*<>

by *KasaK*....Dil Ki on August 15, 2010, 02:52:55 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1675 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #15 on: August 16, 2010, 01:18:30 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Kasak ji... aapke tarif karne ka andaaz hi kuch alag hai... kisi bhi kavita ko khoobsurat bana deti hain... thank u so much Kasak ji...!!!

jab itni pyari murat ho to kavita kaise na itni pyari ho klaskar ji..... icon_flower
hum to aapki pyari si murat aur iss pyari si uski manmohak tareef pe...mugdh hoagye ji....na jane kitni bar padh li ye kavita humne... icon_thumleft
its just wowww...... love4

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yeh baat samjh mai aye nahin by ~*heartbreaker*~ in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
............KOI BAAT NAHIN by Raj_tanha in Shayri-E-Dard
Koi baat nahin by popat in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Shikwa Nahin Ik Baat Hai by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai
BAS KI BAAT NAHIN by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari « 1 2  All »
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #16 on: August 16, 2010, 01:19:11 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Wah Kapil, Kamaal ki peshkash hai aap ki
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #17 on: August 16, 2010, 07:11:49 PM »
Reply with quote
kasak ji........

apne jo tasveer banayi he wo mene to dekhi nahi ......

but apne kaha ki usme wo baat nahi.........but apne jo likha he usme wo sab baat he jo us tasveer me apne chaha so i sure ki us tasveer me wo sab baat hogi hi.....kyuki aap banaye aur usme wo baat na ho ye hona possible nahi lagta.........

bht hi pyari poetry ...bht hi sidhe saral shabdo me likhi hui........

eternal feelings is more impresive then external anger....he na kasak ji kya aap bhi manti he ye Huh?

apki is post me eternal feeilngs itni aachi he ki apka anger "wo baat nahi" uske agey nahi tik raha......u r ultimate

matrix ji......  icon_king

meri tasveer aapne nahin dekhi...ye kaise keh diya.....
mujhe aapse achcha kaun janta hai yahan..... DOH
har tasveer ka rang wahin se milta julta hai na...... Winking

aur haan aapne jo kaha wo samjh gai main....
feelings are imp than anger....... love4

will be waiting for ur reply poem on this post....... love9


Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #18 on: August 16, 2010, 07:54:39 PM »
Reply with quote
fir ye lijiye...

leke laali us suraj se main tere hothon ko laal karta hoon,
leke paani sagar se main tere aankhon ko giley karta hoon,
leke shyaam rang baadal se teri aankhon pe kaajal lagaata hoon,
barish ki boondon se main tere aankhon ko sajaata hoon,
aankhein band karke main tere pyaar ki moorat banaata hoon,
apne khwaabon me main teri pyaari si surat sajaata hoon,

chaand ki chaandni se tere maathe ki bindi sajaata hoon,
indradhanush ke har rang se main tujhko yun nehlaata hoon,
os ki boondon se tere hothon ko main bhigota hoon,
kamal ke phoolon se main tere gaalon ko rangta hoon,
kuch aise hi pyaari si main teri moorat banaata hoon,
apne khwaabon me main teri pyaari surat sajaata hoon,

bijli ki har chamak se tere hothon ki muskaan sajaata hoon,
har raat khwaabon me apne main tujhko gale lagaata hoon,
apne hi khwaabon me main tere rang me yun rang jaata hoon,
teri chaahat ke bandhan se main tujhse hi bandh jaata hoon,
har raat khwaab me main teri pyaar ki moorat banaata hoon,
khul jaati jab neend hai meri, main mann hi mann pachhtaata hoon...


Kia kahne hai janaaB Aap to bahut aashique mijaaz hai..... ekdum natural khayaal behad pyaare se lage...... Daad janab....

LafzoN ke tarannum meiN aa jayeN to isse behtar koi khayaal kisi ki tareef ke liye nahi ho sakte nahi...... Dil se dheroN daad
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #19 on: August 16, 2010, 08:52:35 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Parwaaz ji... main tahe dil se aapka shukriya adaa karta hoon jo aapne meri is kavita ko padha aur pasand kiya... !!!

Kia kahne hai janaaB Aap to bahut aashique mijaaz hai..... ekdum natural khayaal behad pyaare se lage...... Daad janab....

LafzoN ke tarannum meiN aa jayeN to isse behtar koi khayaal kisi ki tareef ke liye nahi ho sakte nahi...... Dil se dheroN daad

Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 01:44:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer