woh jo simat kar.........

by ranjana on June 14, 2006, 02:37:09 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 19
ReplyPrint
Author  (Read 19461 times)
ranjana
Guest
Reply with quote
kash mere sapne haqikat mein badal jaaye
woh aankho se utar kar mere dil mein utar jaaye
ho jaaye meri har muraad puri........
woh jo simat kar meri bahoon mein aa jaaye

mudat se intezaar hai us pal ka
woh pal hoga jo  mere unke milan ka
tadapte hue dilo ko bas qarar aa jaaye
woh jo simat kar meri bahoon mein aajaaye

jo nasha unki aankho mein hai woh sharab  mein nahi
woh jo mehek unmein hai woh kisi gulab mein nahi
woh hi nasha unke pyaar ka mere nas- nas mein sama jaaye
woh jo simat kar meri baaho mein aa jaaye.............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
khud mai simat jati hu by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jis Simat Bhi Dekhoon Nazar by faizan's in Shayri for Khumar -e- Ishq
{Be-Simat Tha Safar} by angel4u in Shayri-E-Dard
simat ja mere wajood me by mrigank in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar simat aaya hai....... by yati_om in Ghazals
Pankhuri2
Guest
«Reply #1 on: June 14, 2006, 03:02:32 AM »
Reply with quote
wah kaya baat hai, bahoot khoob Ranju!!!!
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #2 on: June 14, 2006, 05:42:48 AM »
Reply with quote
bahut sundar ranjana....

kala ki rasaganga mein nahaya hua soundaryavalli ho tum
maatangi ho aur lalit lataangi...



Quote from: "ranjana"
kash mere sapne haqikat mein badal jaaye
woh aankho se utar kar mere dil mein utar jaaye
ho jaaye meri har muraad puri........
woh jo simat kar meri bahoon mein aa jaaye

mudat se intezaar hai us pal ka
woh pal hoga jo  mere unke milan ka
tadapte hue dilo ko bas qarar aa jaaye
woh jo simat kar meri bahoon mein aajaaye

jo nasha unki aankho mein hai woh sharab  mein nahi
woh jo mehek unmein hai woh kisi gulab mein nahi
woh hi nasha unke pyaar ka mere nas- nas mein sama jaaye
woh jo simat kar meri baaho mein aa jaaye.............
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: June 14, 2006, 07:01:31 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
kash mere sapne haqikat mein badal jaaye
woh aankho se utar kar mere dil mein utar jaaye
ho jaaye meri har muraad puri........
woh jo simat kar meri bahoon mein aa jaaye

mudat se intezaar hai us pal ka
woh pal hoga jo  mere unke milan ka
tadapte hue dilo ko bas qarar aa jaaye
woh jo simat kar meri bahoon mein aajaaye

jo nasha unki aankho mein hai woh sharab  mein nahi
woh jo mehek unmein hai woh kisi gulab mein nahi
woh hi nasha unke pyaar ka mere nas- nas mein sama jaaye
woh jo simat kar meri baaho mein aa jaaye.............


Bahut khooob Ranju.....Khuda tumhari muraad puri karega :wink:


Lamha Lamha Zindagi ka mere liye betaab ho jaye......
Na keh sako tum lafzon se apne par Dil me tumhare mere liye Pyar ho jaye.......

Karke Deewana mujhe Sanam meri Parizaad ho jaye......
Dekh ke HuSn tera thanda paani bhi ek aag ho jaye......

Karo salamti ki dua mere Doston.....
Darta hoon kahin dil me inke Lafzon mohtaaz na ho ho jaye.......!!!!!!!
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #4 on: June 14, 2006, 08:05:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "ranjana"
kash mere sapne haqikat mein badal jaaye
woh aankho se utar kar mere dil mein utar jaaye
ho jaaye meri har muraad puri........
woh jo simat kar meri bahoon mein aa jaaye

mudat se intezaar hai us pal ka
woh pal hoga jo  mere unke milan ka
tadapte hue dilo ko bas qarar aa jaaye
woh jo simat kar meri bahoon mein aajaaye

jo nasha unki aankho mein hai woh sharab  mein nahi
woh jo mehek unmein hai woh kisi gulab mein nahi
woh hi nasha unke pyaar ka mere nas- nas mein sama jaaye
woh jo simat kar meri baaho mein aa jaaye.............


wah wah ranjana ji! kya baat hain! Usual Smile Aap ki bechainii ne hamme pareshan kar diya hain....

Khuda se thoda reham kharid lete
Aap ka jakhm ka marham kharid lete
Aagar kahin bikti khusia meri!..
To sari bechkar aap ka gam kharid lete
Logged
ranjana
Guest
«Reply #5 on: June 14, 2006, 10:39:40 AM »
Reply with quote
shukriya Pankhuri ,Mk ,RWAG JI aur Gaurav .........bahut sundar likha aapne......... Usual Smile


aaj fir manzar yeh maine naya dekha
teri aankho ke samandar mein apne liye ishqe bepanaah dekha

le chala A mere hamsafar ab tu mujhe  kahan
kya tune bhi mere saath mere khawbo ka nagar hai  dekha

paaya hai tere lafazo mein apne liye ishqe beshumaar
kya hua yeh hadasa achanak ki maine bhi apne dil ko machalte dekha

chahati hun ki chipa lo muhje is bedard duniya ki nigaaho se
aaj maine teri bahaoo ke ghere mein khud ko bahut mehfuz sa dekha
Logged
sangy
Guest
«Reply #6 on: June 14, 2006, 10:51:53 AM »
Reply with quote
bahut khoob RWG aur Ranjanaji...  :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #7 on: June 14, 2006, 12:57:24 PM »
Reply with quote
Bohat khoob Ranjana, BS & RWG....
Logged
abeera
Guest
«Reply #8 on: June 14, 2006, 01:46:06 PM »
Reply with quote
asalam alikum  bahut hi acha likha hai aap sab ne very nice

teRey tabsarey heiN be-khabar meri daastaan-e-hayaat sey
tu keh raha ha dil jisey wo meRi khwahishoN ka mazaaR hey
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #9 on: June 14, 2006, 02:53:14 PM »
Reply with quote
Bohot shukriya sangy ji,aryaan ji aur abera ji! Usual Smile

WOH DIL HI KYA, TERE MILNE KI JO DUA NA KARE
MEIN TUJH KO BHOOL KAR ZINDAH RAHOON KHUDA NA KARE.
MUDDATON SE DIL SAMBHALA, DIL NA APNA BAN SAKA,
MUSKURA KE TUM NE DEKHA, DIL TUMHARA HO GAYA
Logged
ranjana
Guest
«Reply #10 on: June 14, 2006, 05:09:54 PM »
Reply with quote
shukriya Aryaan, Sangy, aur bahut khub likha aapne .RWG nd Abeera.................. Usual Smile
Logged
phoenix
Guest
«Reply #11 on: June 14, 2006, 08:04:56 PM »
Reply with quote
mere sabr ka tu aur imtihaan na le
teri bahoon me aaya hun aaj mein
mere jeevan k dukhoo ko tu viraam de
har ghadi tera tassavur hai nigahon me
mujhe apne pyaar ka tu ek aur jaam to de
meri har khushi har gum ko tu aaj udhaar le
ban gaya hun teri aada ka dewaana
aaj apni rahoon mein mujhe koi mukaam to de
Logged
shayar_dildaar
Guest
«Reply #12 on: June 14, 2006, 08:05:35 PM »
Reply with quote
Shabash pheonix...
Quote from: "phoenix"
mere sabr ka tu aur imtihaan na le
teri bahoon me aaya hun aaj mein
mere jeevan k dukhoo ko tu viraam de
har ghadi tera tassavur hai nigahon me
mujhe apne pyaar ka tu ek aur jaam to de
meri har khushi har gum ko tu aaj udhaar le
ban gaya hun teri aada ka dewaana
aaj apni rahoon mein mujhe koi mukaam to de
Logged
phoenix
Guest
«Reply #13 on: June 14, 2006, 08:10:42 PM »
Reply with quote
Quote from: "shayar_dildaar"
Shabash pheonix...
Quote from: "phoenix"
mere sabr ka tu aur imtihaan na le
teri bahoon me aaya hun aaj mein
mere jeevan k dukhoo ko tu viraam de
har ghadi tera tassavur hai nigahon me
mujhe apne pyaar ka tu ek aur jaam to de
meri har khushi har gum ko tu aaj udhaar le
ban gaya hun teri aada ka dewaana
aaj apni rahoon mein mujhe koi mukaam to de


thnx sd bhai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #14 on: June 15, 2006, 03:28:51 AM »
Reply with quote
bahut khub Nitiesh..........

mujhko apni nazaro mein basaye rakhana
yeh hai pyaar ka mushkil safar
tum haath mera thaame rakhana
tere saath gujare har lamahe ko
hamne rakha hai bahut sambhal ke
bas tum yeh geet mohbbat ka gungunaate rehana
rakhana apne dil ka datwaza khula mere liye
aur mere har khawab ko apni palko mein saza ke rakhana
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 19
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 05:50:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.202 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer