aap ke lab pe aur wafa kii kasam

by clicksahil on May 16, 2005, 05:16:19 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 675 times)
clicksahil
Guest
iss jahan mei kab kisi ka dard apnatei hain log
rukh hawa ka dekh kar aksar badal jate hain log
aap ke lab pe aur wafa kii kasam,
khaate hain kya kya kasam khuda ki kasam ye log
ek hi dil wa jaan thi jiska sauda bhi haar chuke
haaye ye waqt ke ab khud se sharminda hai hum log
baksh de ya rab dard e dil un ko
jo mere gamon pe mushkurate hain log
band kiye kamra tanhahi mei baithe rona rote ho
khidki khol ke niche dekho kitne saare apne hain log
hamaari tabahi ki daastan jab chedi sitaron ne
jigar ko tham kar be-sakhtah rone lage hain log
jab bhi aata hai mera naam tere naam ke saath
jaane kyun mere naam se jal jaate hain ye log
jinki hoti hai aarzu poori iss zamane mei
ya rab hote hain wo bhi to aise he log
khoon e dil peene ko, lakht e jigar khane ko
ye giza dete hain Laila tere deewane ko ye log
dard diya jisne zamane kaa mujhe
kaash iss dard se aashna hote ye log
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~KASAM~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
ek kasam by izhaarkeintzaarmein in Shayri for Khumar -e- Ishq
KASAM KI KASAM by harshmeet in Shayri-E-Dard
kasam se by dil apna punjabi in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
wafa ki kasam by saahill in Share:Love Poetry « 1 2  All »
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 04, 2024, 09:22:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer