ab mohabbat se bharm utha jata hai

by sahil_17n on October 01, 2005, 08:35:24 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 784 times)
sahil_17n
Guest
ab mohabbat se bharm utha jata hai
Ek aur bewafa ka naam likha jata hai

zindagi main Ek aisa bhi mod aata hai
jab dosron ka kalaam likha jata hai

ab khuqish hi zindagi ka ghena hai
har jaga ussi ko dharam likha jata hai

apni bebasi nahi tu aur kya hai
kisi ki aar main kisi ko salam likha jata hai

zindagi main hu talatum tu kahan se laye sakoon
har sehar ko bhi tab shaam likha jata hai

jab rah main hoan khadshat ki chadar tab
aankho hi aankho main piyam likha jata hai

phele tu na thi dil ki halatain aisi
ab har baat ko bhi ilzaam likha jata hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard hai ke Mohabbat ka Jata nahi hai by ankit22may in Shayri for Khumar -e- Ishq
MOHABBAT MEIN KHUDA MIL JATA HAI. by SURESH SANGWAN in Shayri for Khumar -e- Ishq
Haath Utha Utha Ke Rooey by kamal.shayari in Share Poetry You Like
Mohabbat Sacchi ho to Khuda bhi jhuk jata hai by praveen k in Shayari ki Batein- Sawaal Jawaab
MOHABBAT KA DEEP AKELE TO JALAYA NHI JATA by Asif samani jaunpuri in Shayri for Dard -e- Judai
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 04:59:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.178 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer