Agar tum saath hote

by ~princess~ on May 18, 2008, 10:16:51 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3099 times)
~princess~
Guest
Kash Itna mere Naseeb mein yaar hota
Tu hota aur bas Tera Anmol Pyar hota

Na hote Hum yun Be-ghar Khabhi
Agar Tere pehlu mein mera Sansar Hota

Maujon ne Tod diya Kinara Umeed ka
Bach jate gar us waqt Tera saath hota

Kaha tha bhari Mehfill mein Izhar na kar
Nazar na lagti to Salamt Mera pyar hota

Gawahi deTi Duniya humari Chaht ki
Gar Aaj tak dilon mein wahi khumar hota

Waqt Thamta nai Khabi kisi ke liye kehte hai
tere saath guzar pal Chupaye rakhe hai Muthi mein
Pata chaljata to Aitraaz unhe Beshumar hota


~Roshni~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Woh hote agar by lovely_amez in Shayri for Khumar -e- Ishq
agar hum dost hote to... by jindagi in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2  All »
aap agar ham ko mil gaye hote by DJ Goher in Occassion Specific Poetry
TERI JANIB AGAR CHALE HOTE by ammna in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
Agar aap itne pyare na hote. by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
Talat
Guest
«Reply #1 on: May 18, 2008, 10:59:52 AM »
Very nice Roshu Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 18, 2008, 12:25:27 PM »
Bahut Bahut Khoob!!!

"Kaha tha bhari Mehfill mein Izhar na kar
Nazar na lagti to Salamt Mera pyar hota

Waqt Thamta nai Khabi kisi ke liye kehte hai
tere saath guzar pal Chupaye rakhe hai Muthi mein
Pata chaljata to Aitraaz unhe Beshumar hota.."

bahut ache.. saral aksharo mein gehri baat kahin hai roshu.. Applause Applause Applause

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: May 18, 2008, 12:28:25 PM »
Bohat khoob Roshni..Usual Smile
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #4 on: May 18, 2008, 12:46:48 PM »
ji roshni ji bahut khoob likha hai aapne
hume bahut achi lagi

aisa laga ki aapne apna dard bayan kar diya
jo dil mein chupa ke rakha woh aapne hume suna diya...........

********************************MUSKAN**************************
Logged
redwhitegang
Guest
«Reply #5 on: May 18, 2008, 06:22:31 PM »
Bohot khub Shona Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #6 on: May 19, 2008, 07:15:09 AM »
HEY PRINCES,
AAPNE JO LIKHA PAD KE BAHUT AACHA LAGA,
EXCELLENT WORK Applause
KEEP IT UP....
BY. K.SHAEL
Logged
Prateek Mardia
Guest
«Reply #7 on: May 19, 2008, 07:19:21 AM »
roshni ji,

atyant sundar abhivyakti.kamaal ka likha he...baar baar gungunanne layak kavita.bahut shukriya.

Prateek
Logged
~princess~
Guest
«Reply #8 on: May 19, 2008, 07:47:47 PM »
thxx celmira sis,khwaish bro honey di shahid muskaan k.shael ji and prateek ji..

aap sab bhi kuch likhte to bohot khushi hoti hume..
Logged
paani
Guest
«Reply #9 on: May 22, 2008, 04:47:59 AM »
Kash Itna mere Naseeb mein yaar hota
Tu hota aur bas Tera Anmol Pyar hota

Na hote Hum yun Be-ghar Khabhi
Agar Tere pehlu mein mera Sansar Hota

Maujon ne Tod diya Kinara Umeed ka
Bach jate gar us waqt Tera saath hota

Kaha tha bhari Mehfill mein Izhar na kar
Nazar na lagti to Salamt Mera pyar hota

Gawahi deTi Duniya humari Chaht ki
Gar Aaj tak dilon mein wahi khumar hota

Waqt Thamta nai Khabi kisi ke liye kehte hai
tere saath guzar pal Chupaye rakhe hai Muthi mein
Pata chaljata to Aitraaz unhe Beshumar hota


~Roshni~


So nice princi...!!!!!1
Logged
angel4u
Guest
«Reply #10 on: May 22, 2008, 02:13:04 PM »
Bahut bahut bahut khoobsurat rosh...
love you sad5
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: May 22, 2008, 02:21:13 PM »
 Applause Applause bahoot khoob Roshini!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #12 on: May 22, 2008, 02:28:54 PM »
Kash Itna mere Naseeb mein yaar hota
Tu hota aur bas Tera Anmol Pyar hota

Na hote Hum yun Be-ghar Khabhi
Agar Tere pehlu mein mera Sansar Hota

Maujon ne Tod diya Kinara Umeed ka
Bach jate gar us waqt Tera saath hota

Kaha tha bhari Mehfill mein Izhar na kar
Nazar na lagti to Salamt Mera pyar hota

Gawahi deTi Duniya humari Chaht ki
Gar Aaj tak dilon mein wahi khumar hota

Waqt Thamta nai Khabi kisi ke liye kehte hai
tere saath guzar pal Chupaye rakhe hai Muthi mein
Pata chaljata to Aitraaz unhe Beshumar hota


~Roshni~

Applause Bahut khoob  Applause
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #13 on: May 22, 2008, 03:53:51 PM »
zindagi mein agar humara sath dene wala hota
na jane hum kaha se kaha pahuch gaye hote
magar ye kismat ka khel hai jo unka sath humare sath nahi ho saka
shayad yahi duniya ka or kismat ka khel hai ki milake door kar dena
yahi duniya ki khushi hai ki pahele milate phir dooriyan badatein...

******************************MUSKAN*****************************
Logged
~princess~
Guest
«Reply #14 on: May 24, 2008, 05:17:24 PM »
Arey Wah Re princess Of Paglisatn...
Bohat Pyaar Likha Hai Lagey Raho....


abe oye maharaja of dufferpur
kya hai wah wah kar ke bhag gaye...ruk jao
aaj ke bad hum nai likhenge dekhna!
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 09:14:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.21 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer