Aitbaar ....

by punam on March 03, 2008, 10:28:51 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2645 times)
punam
Guest
Dil ke haathon majboor huye aise
ki pardesi pe kar baithe aitbaar..

arzoo hi arzoo thi dil mein
ankhon mein basa liya intezaar..

na socha na samjha kiya iqraar
pal bhar ki mohabbat degayi tanhayiyon ka gubbar...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**AITBAAR** by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
Re: Aitbaar .... by kalpesh1061 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Aitbaar by limit in Shayri-E-Dard
aitbaar by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
aitbaar by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
baadal102
Guest
«Reply #1 on: March 03, 2008, 10:33:30 AM »
kya baat hai punam wah
waise wo pardesi hai kon jo intzaar de gaya ?



Baadal
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: March 03, 2008, 10:39:09 AM »
Dil ke haathon majboor huye aise
ki pardesi pe kar baithe aitbaar..

arzoo hi arzoo thi dil mein
ankhon mein basa liya intezaar..

na socha na samjha kiya iqraar
pal bhar ki mohabbat degayi tanhayiyon ka gubbar...



Simply wonderful punam bohat khoob likha hai..

Dil ka daag mile hai iss duniya se
Kudh ko tasali diya karte hai
Hum zaamne se aapna pyaar chupaya karte hai
Dard liya hai unke pyaar mein aapni aasu chupaya karte hai

 

 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 03, 2008, 11:41:38 AM »
Bahoot KHoob Punam Sis,.
And Nice One Siya Sis,.

Waise Pardesiyon Se Nahi Lagaate Yaaar,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 03, 2008, 11:50:46 AM »
Pardesiyon Par Aitbaar Nahi Karte,.
Bekaar Mein Apna Dil Bekaraar Nahi Karte,.

Hai "Ye Mohabbat Aghaaz-e-Gham "Punam",.
Tabhi To "Jaanasheen" Kisi Se Pyaar Nahi Karte,.

______________________________________-Azeem-



Logged
punam
Guest
«Reply #5 on: March 03, 2008, 01:04:05 PM »
Thanx Baadal ji...majid ji...azeem bhai..Honey di...
Honey di bahot khoob likha aapne..
azeem bhai bahot khoob ..bahot hi acha laga...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: March 03, 2008, 01:05:38 PM »
Shukriya punam majid ji aur Azeem bro
topic aur shayari dono bohat khoob hai..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: March 03, 2008, 02:39:12 PM »
Very Nice Lines.. Punam, HoneyRose and Azeem...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: March 03, 2008, 10:20:53 PM »
bahoot khoob punam!!!!
Logged
Roja
Guest
«Reply #9 on: March 04, 2008, 01:59:13 AM »
Dil ke haathon majboor huye aise
ki pardesi pe kar baithe aitbaar..

arzoo hi arzoo thi dil mein
ankhon mein basa liya intezaar..

na socha na samjha kiya iqraar
pal bhar ki mohabbat degayi tanhayiyon ka gubbar...


Wah wah punam. bahut khoob....

Logged
Roja
Guest
«Reply #10 on: March 04, 2008, 02:01:56 AM »
Pardesiyon Par Aitbaar Nahi Karte,.
Bekaar Mein Apna Dil Bekaraar Nahi Karte,.

Hai "Ye Mohabbat Aghaaz-e-Gham "Punam",.
Tabhi To "Jaanasheen" Kisi Se Pyaar Nahi Karte,.

______________________________________-Azeem-



Nice reply Jaanasheen ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #11 on: March 04, 2008, 02:20:32 AM »
Dil ke haathon majboor huye aise
ki pardesi pe kar baithe aitbaar..

arzoo hi arzoo thi dil mein
ankhon mein basa liya intezaar..

na socha na samjha kiya iqraar
pal bhar ki mohabbat degayi tanhayiyon ka gubbar...



Simply wonderful punam bohat khoob likha hai..

Dil ka daag mile hai iss duniya se
Kudh ko tasali diya karte hai
Hum zaamne se aapna pyaar chupaya karte hai
Dard liya hai unke pyaar mein aapni aasu chupaya karte hai

 

Good going Honey

Muqaddar ko mere nasiba ne mara
Katil ne choda meherba ne mara
Jo mere dard-e-dil ka samma bane they
Usii charagar ko masiha ni mara
Gile aur shikwe bhulau to kaise?
Mere zindagi ko bewafa ne mara


Logged
punam
Guest
«Reply #12 on: March 04, 2008, 05:29:58 AM »
Thanx a lot Shikha di..pooja di and Roja di...
Logged
punam
Guest
«Reply #13 on: March 04, 2008, 05:30:40 AM »
Roja di aap ne bahot acha likha..bahot khoob...
Logged
punam
Guest
«Reply #14 on: March 04, 2008, 05:31:40 AM »
Kab chalega pata
kar ke tujh pe aitbaar
kahi kiya toh nahi koi khata..

hawa ke jhoka jaise
aake chale gaye ho
chala na mujhe pata..

kab chalega pata
karke iqarar maine
kahi kiya toh nahi koi khata...

samjh nahi payi abhi tak
mere dil meri nazmon me aakar
kyun cha jate ho..
kab chalega pata
kiya hai maine pyar..
ya koi khata...
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 02:20:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.178 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer