aksar unko yaad karke

by daljeet_faqeer on May 12, 2008, 04:16:04 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1266 times)
daljeet_faqeer
Guest
Hum yanhai mein aksar unko yaad karke rote hain,
Aisa aksar hota hai jab tanha hum hote hain.
Bujhte charagon ko thaam lije lau huyee hai ahista,
Raat ki khamoshi mein aksar ruswa hum hote hain.
Kuch door talak saath chale the apne sang saaye bhi,
Zindagi ke safar mein aksar sikwa hum hote hain.
Unke daaman mein saari khushiyan apne daaman mein kuch nahin,
Gham ki dor ko aksar aashuon se hum pirote hain.
Tera milna aur bichadna zindagi jeena sikha gaya,
Nayee subh ko mohabbat ka sapna hum sanjote hain.
                       daljeet"faqeer"
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumhe yaad karke by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Karke Yaad mujhe by kuldeep in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Rowa ohnu yaad karke by mandeepsingh in Pain in Love : Punjabi poetry
Tumhe Yaad Karke by Bambi in Shayri for Khumar -e- Ishq
labhon se unko bayaan karke by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Roja
Guest
«Reply #1 on: May 13, 2008, 02:50:59 AM »
Hum yanhai mein aksar unko yaad karke rote hain,
Aisa aksar hota hai jab tanha hum hote hain.
Bujhte charagon ko thaam lije lau huyee hai ahista,
Raat ki khamoshi mein aksar ruswa hum hote hain.
Kuch door talak saath chale the apne sang saaye bhi,
Zindagi ke safar mein aksar sikwa hum hote hain.
Unke daaman mein saari khushiyan apne daaman mein kuch nahin,
Gham ki dor ko aksar aashuon se hum pirote hain.
Tera milna aur bichadna zindagi jeena sikha gaya,
Nayee subh ko mohabbat ka sapna hum sanjote hain.
                       daljeet"faqeer"


Bahut accha likha hai aapne Daljeet ji.
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #2 on: May 13, 2008, 05:35:31 AM »
Hum yanhai mein aksar unko yaad karke rote hain,
Aisa aksar hota hai jab tanha hum hote hain.
Bujhte charagon ko thaam lije lau huyee hai ahista,
Raat ki khamoshi mein aksar ruswa hum hote hain.
Kuch door talak saath chale the apne sang saaye bhi,
Zindagi ke safar mein aksar sikwa hum hote hain.
Unke daaman mein saari khushiyan apne daaman mein kuch nahin,
Gham ki dor ko aksar aashuon se hum pirote hain.
Tera milna aur bichadna zindagi jeena sikha gaya,
Nayee subh ko mohabbat ka sapna hum sanjote hain.
                       daljeet"faqeer"


waah bohut khoob daljeet ji

raat subah mei badal jaayegi gam ka ye daur b gujar jaayega
rakh hosla daljeet na ho udas tujhe us bewafaa se jyada chahne wala mehboob jarur mil jaayega
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 18, 2024, 04:21:58 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer