apne dil ke haal

by waheed_rose2004 on July 11, 2004, 05:42:46 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Author  (Read 5854 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #15 on: August 03, 2004, 06:03:46 AM »
Bad muddat ke ye rat ayee hai
jab labo pe dil ki bat ayee hai
karte rahe intzar jindgi bhar
ab ja ke ye pyar ki saugat ayee hai (Main Hoon Na)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Shaamil mujhe kare to kabhi apne haal mai by ehsaas chahat ka in Share:Love Poetry
to apne hi haal pe TARAS khaa ke piyaa...!! by ghayal_shayar in Kaifiyaat-ae-maye « 1 2  All »
Apne Haal Par Auro Ko Rula Dete Hai by nishi gahlaut in Shayri-E-Dard
Apne Hi Haal Pe Wo Pagal Hansta Sa Mila. by Rajnish.raaj in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #16 on: August 03, 2004, 03:18:49 PM »
kahty hai sub mai hu na
magar yah kisi ki samaj nahi ayya hai
MAI mai hai wo khud, HUN NA mai ek vachan (promise) sath ayya hai
jo kaha hai yah, to isme sath bhar chalane ka wada sath ayya hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #17 on: August 03, 2004, 03:56:54 PM »
qayamat tak saath chalenge....................MAIN HOON NA......

honthon se nahi, aankhon se nahi, likh kar to muqaabil kijiyen,
maante ho jinhe tum apna, uunhe kuch to khabar hone dijiyen
Logged
Pooja
Guest
«Reply #18 on: August 03, 2004, 05:23:04 PM »
khabar khud ki kaya kare jo khud bakhabr ho gaya hai
payar hai usko, jara usko to khabar hone dijiye.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #19 on: August 04, 2004, 08:51:32 AM »
Ab bhi yaad hai, kuch lamhe hamen apani muhobbat ki dasta ke!!
Kyoke kat ti hai kabhi kabhi ab bhi raate mahekado ke talaash me.
Kabhi jo bhoolta hu, to phir wo bholi surat khwaabon me aati hai,
Dil aur chain loot, hume phir jaga jaati hai ... sad5
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #20 on: August 09, 2004, 08:48:03 AM »
No words I write can ever say
How much I miss you everyday.
As time goes by the loneliness grows,
How I miss you... nobody knows.
Logged
sanju
Guest
«Reply #21 on: August 09, 2004, 08:56:07 AM »
hmm.
i realise wat pains u hav,
deep in my heart is u cry...
Logged
gauravtripathy
Guest
«Reply #22 on: August 09, 2004, 11:02:58 AM »
HUMNE ITNI SI ZINDAGI MAIN HE , ITNE ZAKHM KHAYE HAIN,
MOHABBAT SE AB HUM TO TAUBA KAR AAYE HAIN,
NAHIN CHAIYE HUME  AB TUMHARA DARD -E -DIL,
APNI ZINDAGI MEIN TO ZAHAR HAUM GHOL AAYE  HAIN.!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #23 on: August 09, 2004, 11:54:23 AM »
bahot accha......gauravtripathy
Logged
sanju
Guest
«Reply #24 on: August 09, 2004, 12:35:45 PM »
Quote from: "gauravtripathy"
HUMNE ITNI SI ZINDAGI MAIN HE , ITNE ZAKHM KHAYE HAIN,
MOHABBAT SE AB HUM TO TAUBA KAR AAYE HAIN,
NAHIN CHAIYE HUME  AB TUMHARA DARD -E -DIL,
APNI ZINDAGI MEIN TO ZAHAR HAUM GHOL AAYE  HAIN.!!

adaab..!!! :!:
Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: August 09, 2004, 03:06:13 PM »
Bhoot acha GT ji
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #26 on: August 10, 2004, 05:42:44 AM »
Mujhe tujhse milne ki taqdeer nazar aayee,
mujhe apne pairon mein zanjeer nazar aayee!
jitne aansoo bahaye teri yaad mein,
har aansoo mein teri tasveer nazar aayee !!
Logged
muneeb
Guest
«Reply #27 on: August 10, 2004, 03:24:22 PM »
Jab chaha us baywafa ko...woh wafadar lagta tha
Najanay q mujhey apnay liya woh bayqarar lagta tha...

Itna sumjh na saki kay dil hi mein nahi hoon us kay mein
Mujh ko tu humaray beech mein zamana deewar lagta tha...

Kitni hi meray jaisi ujar chuki hon gi us kay haathon ab tak
Kia waqt tha woh bhi jab mujhay woh ba kirdaar lagta tha...

Ab khuli hai haqeeqat kay mohabbat ek sarab hai or tu kuch bhi nahi
Is kay siwa us waqt mujhay her kaam bayqar lagta tha...

Ro layti hoon kabhi mein sooch kar us ki bayhisi kay barey mein
Or hans dayti hoon kabhi kay sach mujhay us ka pyar lagta tha...

Kia kia khol cherha rahey hain us zalim nay apney upper
Her ranjish kay baad bhi waisa hi her baar woh lagta tha...
Jis rastey per chal nikli hoon ankhein band ker kay tan tanha mein
Us waqt yeh rasta us k baghair mujh ko purkhar lagta tha...

Soochti hoon aksar kay tu na aaya hota zindagi mein kash meri
Us waqt tu dil ko bohat acha teri mohabbat ka khumaar lagta tha...
Logged
nishita
Guest
«Reply #28 on: August 10, 2004, 03:29:11 PM »
sahi gaurav
Logged
sanju
Guest
«Reply #29 on: August 10, 2004, 03:30:20 PM »
Quote from: "nishita"
sahi gaurav

gaurav.. :letmethink:
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 04, 2024, 11:32:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.142 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8500 Real Poets and poetry admirer