to apne hi haal pe TARAS khaa ke piyaa...!!

by ghayal_shayar on October 30, 2012, 01:06:51 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1726 times)
ghayal_shayar
Guest
Reply with quote
sharaab ko main peeta hi kab tha,, iske bina main jeetaa hi kab tha,, ye cheez hai aisi ki chodi nahi jaati,, ek kasam hai kambakht jo todi nahi jaati,, aaj fir jaam honthoN se takraayega,, ek ashq fir aankhon se gir jaayegaa....!!



sahbaa*me aaj kuch dard mila ke piyaa,
sanam ke laboN pe jaam sajaa ke piyaa.

*sharaab....!

kiya inkaar kabhi kisi ne pilane se hume,
to ashqon se ek jaam banaa ke piyaa.

kisi ne di thi kasam hume v na peene ki,
aaj us dilbar ko saamne bithaa ke piyaa.

main pee ke, to saaqi bhi pila ke royaa,
unki tasveer ko hi dil se lagaa ke piyaa.

ro diye jab sab, humari haalat ko dekh,
to apne haal pe hi taras khaa ke piyaa.

maikade ne de diya naam hume "Taish",
har zakhm pe uska naam bulaa ke piyaa.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
apne dil ke haal by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
Taras aata hai tumhare haal pe........! by sharmaarunkumar in Shairy-E-Watan
Shaamil mujhe kare to kabhi apne haal mai by ehsaas chahat ka in Share:Love Poetry
Apne Haal Par Auro Ko Rula Dete Hai by nishi gahlaut in Shayri-E-Dard
Apne Hi Haal Pe Wo Pagal Hansta Sa Mila. by Rajnish.raaj in Shayri-E-Dard
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 3 hours and 24 minutes.
Posts: 14552
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: October 30, 2012, 01:08:40 AM »
Reply with quote
nice
Logged
Aarish
Guest
«Reply #2 on: October 30, 2012, 02:25:43 AM »
Reply with quote
kya baat hai taish jee. umda ghazal hai, mubarakbaad qubool kijiye......
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 58 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #3 on: October 30, 2012, 02:35:57 AM »
Reply with quote
sharaab ko main peeta hi kab tha,, iske bina main jeetaa hi kab tha,, ye cheez hai aisi ki chodi nahi jaati,, ek kasam hai kambakht jo todi nahi jaati,, aaj fir jaam honthoN se takraayega,, ek ashq fir aankhon se gir jaayegaa....!!



sahbaa*me aaj kuch dard mila ke piyaa,
sanam ke laboN pe jaam sajaa ke piyaa.

*sharaab....!

kiya inkaar kabhi kisi ne pilane se hume,
to ashqon se ek jaam banaa ke piyaa.

kisi ne di thi kasam hume v na peene ki,
aaj us dilbar ko saamne bithaa ke piyaa.

main pee ke, to saaqi bhi pila ke royaa,
unki tasveer ko hi dil se lagaa ke piyaa.

ro diye jab sab, humari haalat ko dekh,
to apne haal pe hi taras khaa ke piyaa.

maikade ne de diya naam hume "Taish",
har zakhm pe uska naam bulaa ke piyaa.

chears
wah wah
Logged
ripan dev
Guest
«Reply #4 on: October 30, 2012, 02:40:25 AM »
Reply with quote
zabardast creation  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: October 30, 2012, 03:28:21 AM »
Reply with quote
waah waah bahut khoob
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: October 30, 2012, 05:15:26 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause
Logged
Sunil Malhotra
Guest
«Reply #7 on: October 30, 2012, 06:05:38 AM »
Reply with quote
Laajwab...  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khujli
Guest
«Reply #8 on: October 30, 2012, 09:48:32 AM »
Reply with quote
sharaab ko main peeta hi kab tha,, iske bina main jeetaa hi kab tha,, ye cheez hai aisi ki chodi nahi jaati,, ek kasam hai kambakht jo todi nahi jaati,, aaj fir jaam honthoN se takraayega,, ek ashq fir aankhon se gir jaayegaa....!!



sahbaa*me aaj kuch dard mila ke piyaa,
sanam ke laboN pe jaam sajaa ke piyaa.

*sharaab....!

kiya inkaar kabhi kisi ne pilane se hume,
to ashqon se ek jaam banaa ke piyaa.

kisi ne di thi kasam hume v na peene ki,
aaj us dilbar ko saamne bithaa ke piyaa.

main pee ke, to saaqi bhi pila ke royaa,
unki tasveer ko hi dil se lagaa ke piyaa.

ro diye jab sab, humari haalat ko dekh,
to apne haal pe hi taras khaa ke piyaa.

maikade ne de diya naam hume "Taish",
har zakhm pe uska naam bulaa ke piyaa.



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
aqsh
Guest
«Reply #9 on: October 30, 2012, 11:33:31 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
lajawab
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #10 on: October 30, 2012, 02:56:35 PM »
Reply with quote
nice

Thanks mate...
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #11 on: October 30, 2012, 02:57:31 PM »
Reply with quote
kya baat hai taish jee. umda ghazal hai, mubarakbaad qubool kijiye......

Aapki mubaraqbaad humare sar aaNkhon pe, bas yuNhi hausla afzaayi karte rahiyega aage bhi... Usual Smile
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #12 on: November 05, 2012, 12:55:50 AM »
Reply with quote
chears
wah wah

manoj ji shukriya n cheers....
Logged
soudagar
Guest
«Reply #13 on: November 05, 2012, 02:52:19 AM »
Reply with quote
bahut umda bahut hee lajawab creation
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #14 on: November 07, 2012, 12:54:16 AM »
Reply with quote
zabardast creation  Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

ripan sahab tareef ka shukriya, bas aage v aap yuNhi humara saath nibhaate rhiye...
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 01, 2024, 09:45:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.222 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer