apni nafart ka hi sansaar de do.......

by ranjana on July 02, 2006, 06:06:05 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Author  (Read 4575 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #30 on: August 07, 2006, 09:15:38 AM »
Ur Always welcome Ranjana Sis,..

Dum Labon Par Hai Agar Ab Bhi Nahi Aaoge,.
Laash Paaoge Meri Mujhko Nahi Paaoge,..
Na Poocho Mujhse Mera Haal "Jaanasheen",.
Mera Haal Sunoge Tum To Tadap Jaaoge,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tu hi mera Sansaar hai by deepika_divya in Shayari-e-Parastish
*Mera Sansaar Rehne Do* by malli in Ghazals « 1 2  All »
**Rang manch Hai ye Sansaar** RH by Rajesh Harish in Miscellaneous Shayri
<>*Tu hi mera sansaar hai*<> by *KasaK*....Dil Ki in Shayari-e-Parastish
sansaar me !!! by sarfira in Miscellaneous Shayri
ranjana
Guest
«Reply #31 on: August 07, 2006, 04:23:03 PM »
bahut khoob azeem bhai ...

hum tadap utahte hain unke ek hi aansu se
woh juda hone ki baat hamse karte hain
kyu woh hame yun tadpaate hai itna
jab jaante hain ki hum unko pyaar kitna karte hain
Logged
gumnam
Guest
«Reply #32 on: August 08, 2006, 01:56:09 PM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob

teri awaz sunke hum bhi hosh kho bethe
ab ke baras sawan mein yeh kya baat hui
padi jab bhi sawan ki rimjhim bochhare.n
toh dil mein bas tere hi naam ki pukaar hui
BAHUT KHUB

SAAWAN KI BARSAAT NE,TERE DIDAR KI PYAS NE,
SACH KAHU BAHUT RULAYA HAI,TUJHSE MILNE KI AAS NE.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #33 on: August 10, 2006, 03:50:18 AM »
bahut khoob ...

aas jab bhi  bhandhi hai unse milne ki
kismat hum per na jaane kyu hansi hai
hamse nazar milana unki thee dil lagi
woh nahi jaante ki mere dil per kya gujari hai
Logged
gumnam
Guest
«Reply #34 on: August 24, 2006, 01:54:01 PM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob ...

aas jab bhi  bhandhi hai unse milne ki
kismat hum per na jaane kyu hansi hai
hamse nazar milana unki thee dil lagi
woh nahi jaante ki mere dil per kya gujari hai
shukriya aur bahut khub......

DIL KO EHSAAS DILANA PADTA HAI,
KHAMOSI KO BAAT BANANA PADTA HAI.
RISHTE KUCHH DURI TAK HI TO SAATH NIBHAATE HAI,
PAR EK NA EK DIN TO HAATH CHHUDANA PADTA HAI...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #35 on: August 24, 2006, 05:13:27 PM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob ...

aas jab bhi  bhandhi hai unse milne ki
kismat hum per na jaane kyu hansi hai
hamse nazar milana unki thee dil lagi
woh nahi jaante ki mere dil per kya gujari hai
shukriya aur bahut khub......

DIL KO EHSAAS DILANA PADTA HAI,
KHAMOSI KO BAAT BANANA PADTA HAI.
RISHTE KUCHH DURI TAK HI TO SAATH NIBHAATE HAI,
PAR EK NA EK DIN TO HAATH CHHUDANA PADTA HAI...


bahut khoob .....sahi kaha ...

inhi ehasaso mein zindgai beet jaati hai
haath mein  sirf fisalati si reit reh jaati hai
kare kisi se kya shikva saath nibhaane ka hum
yahan toh suarj ke dhalte hi parchaai bhi saath chor jaati hai
Logged
gumnam
Guest
«Reply #36 on: August 29, 2006, 06:20:38 AM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob ...

aas jab bhi  bhandhi hai unse milne ki
kismat hum per na jaane kyu hansi hai
hamse nazar milana unki thee dil lagi
woh nahi jaante ki mere dil per kya gujari hai
shukriya aur bahut khub......

DIL KO EHSAAS DILANA PADTA HAI,
KHAMOSI KO BAAT BANANA PADTA HAI.
RISHTE KUCHH DURI TAK HI TO SAATH NIBHAATE HAI,
PAR EK NA EK DIN TO HAATH CHHUDANA PADTA HAI...


bahut khoob .....sahi kaha ...

inhi ehasaso mein zindgai beet jaati hai
haath mein  sirf fisalati si reit reh jaati hai
kare kisi se kya shikva saath nibhaane ka hum
yahan toh suarj ke dhalte hi parchaai bhi saath chor jaati hai
SHUKRIYA AUR BAHUT KHUB.....................

BAATO MEIN AA KE USKI MANZIL KO BHUL BAITHA,
MAIN KHO GAYA SAFAR MEIN JO,MIL KE HUMSAFAR SE.
PALKO PE AAYE THE JO KABHI KAIF-E-SARKHUSI MEIN,
YE DOST UMR BHAR HUM UN AANSUO KO TARSE...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: August 29, 2006, 06:24:25 AM »
wah kay abaat hai Jaansheen, Ranju and Gumnam ji ek se bad ker ek likha hai app sabhi ne.... bahoot khoob,,

manjil samjha jise humne apni, wo hi rasta bhula gaye
zindagi bhul baithe jinke liye hum, wo hi zindagi ka asli roop dikha gaye......
Logged
ranjana
Guest
«Reply #38 on: August 29, 2006, 06:59:19 AM »
bahut khoob pooja and  gumnam ji .......


zindagi gujaarni thee bas saath unke
per waqt yun karwat badal gaya
fasala jo duri ka thaa ab tak
woh dilo mein bhi dhal gaya!!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #39 on: August 29, 2006, 07:09:26 AM »
Quote from: "Pooja"
wah kay abaat hai Jaansheen, Ranju and Gumnam ji ek se bad ker ek likha hai app sabhi ne.... bahoot khoob,,

manjil samjha jise humne apni, wo hi rasta bhula gaye
zindagi bhul baithe jinke liye hum, wo hi zindagi ka asli roop dikha gaye......
SHUKRIYA POOJA JI...

JINKE LIYE CHHODA THA JAHAAN HUMNE,
WO HUME CHHOD APNI DUNIYA MEIN CHAL DIYE.
HUME GURBAT KE BAAD MOHBBAT NE BHI RULAYA,
IS KADAR TUTE KI DUNIYA SE CHAL DIYE...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #40 on: August 29, 2006, 07:12:19 AM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob pooja and  gumnam ji .......


zindagi gujaarni thee bas saath unke
per waqt yun karwat badal gaya
fasala jo duri ka thaa ab tak
woh dilo mein bhi dhal gaya!!!
shukriya....ranjana ji aap bahut hi achha likhti hai....mind blowing yaar....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #41 on: August 29, 2006, 07:50:59 AM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob pooja and  gumnam ji .......


zindagi gujaarni thee bas saath unke
per waqt yun karwat badal gaya
fasala jo duri ka thaa ab tak
woh dilo mein bhi dhal gaya!!!


bahot  Ranjana,..........  and  All.........  good  job..............

Mehfil main phir raha hoon main ajj phir akela
aane ka ahad ker k woh aaj phir na aaye..........
Logged
ranjana
Guest
«Reply #42 on: August 29, 2006, 03:13:10 PM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob pooja and  gumnam ji .......


zindagi gujaarni thee bas saath unke
per waqt yun karwat badal gaya
fasala jo duri ka thaa ab tak
woh dilo mein bhi dhal gaya!!!
shukriya....ranjana ji aap bahut hi achha likhti hai....mind blowing yaar....


shukriya ....aur aapne kyu nahi likha  sad5
Logged
ranjana
Guest
«Reply #43 on: August 29, 2006, 03:17:35 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob pooja and  gumnam ji .......


zindagi gujaarni thee bas saath unke
per waqt yun karwat badal gaya
fasala jo duri ka thaa ab tak
woh dilo mein bhi dhal gaya!!!


bahot  Ranjana,..........  and  All.........  good  job..............

Mehfil main phir raha hoon main ajj phir akela
aane ka ahad ker k woh aaj phir na aaye..........


bahut khoob waheed.....

yeh zindagi kya hai koi kasie bataaye
ek jaam hai yeh jo kabhi bhi hun pura pee na paaye!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #44 on: September 12, 2006, 02:07:16 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
bahut khoob pooja and  gumnam ji .......


zindagi gujaarni thee bas saath unke
per waqt yun karwat badal gaya
fasala jo duri ka thaa ab tak
woh dilo mein bhi dhal gaya!!!
shukriya....ranjana ji aap bahut hi achha likhti hai....mind blowing yaar....


shukriya ....aur aapne kyu nahi likha  sad5
chaliye aapke liye pesh karta hu.....

Manzil na sahi najro mein abhi,
Kadmo mein mere raftaar to hai.
Aankho mein mere aansu hi sahi,
Chehre pe koi izhaar to hai.
Tanha to nahi hu duniya mein,
Dushman hi sahi ek yaar to hai...
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 04:55:44 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer