Baadal hain aankh ke...

by diya786 on December 18, 2008, 10:45:46 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2082 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: December 22, 2008, 04:33:20 PM »
Shukriya Diya Ji,.

Baadal Khushiyon Ka Khafaa Hai Mujhse,
Mere Aangaan Mein Ab Ye Barasta Nahi,.

Ghamand Hain Ise Ke Main Iski Talab Karta Hoon,.
Agar Mujhe Meri Wafa Mil Jaati,
To Main Khushiyon Ke Liye Kabhi Tarasta Nahi,.

Baar Baar Dikhaata Hai,Mujhe Ye Chehra Uska,
Jab Bhi Uski Taraf Main Dekhta Hoon,.
Main Kaise Dil Ko Samjhaoon Ab, Dil Bhi To Mera Dhadakta Nahi,.

____________________________________-Jaanasheen-








very nice jahanasheen

jasbir singh
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aankh khuli hain to........ by sammu1984 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ek Tanha Baadal... by Amanush... in Shayri-E-Dard
baadal ki berookhi........................ by akela in Shairi - E - Zindagi
***baadal*** by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri
Aankh mein aansu nam hain !! by RUHAANII in Shayri-E-Dard
Rajesh Harish
Guest
«Reply #16 on: December 22, 2008, 05:14:22 PM »
Shukriya Diya Ji,.

Baadal Khushiyon Ka Khafaa Hai Mujhse,
Mere Aangaan Mein Ab Ye Barasta Nahi,.

Ghamand Hain Ise Ke Main Iski Talab Karta Hoon,.
Agar Mujhe Meri Wafa Mil Jaati,
To Main Khushiyon Ke Liye Kabhi Tarasta Nahi,.

Baar Baar Dikhaata Hai,Mujhe Ye Chehra Uska,
Jab Bhi Uski Taraf Main Dekhta Hoon,.
Main Kaise Dil Ko Samjhaoon Ab, Dil Bhi To Mera Dhadakta Nahi,.

____________________________________-Jaanasheen-

Good one Jaanasheen Bhai
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #17 on: December 23, 2008, 12:21:36 AM »
...nice one Janasheen...keep it up...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: December 30, 2008, 10:04:31 PM »
Shukriya JHL Ji,.
Raajesh Bhai,.
Jasbir Bhai,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #19 on: December 30, 2008, 10:05:31 PM »
nice sharing Diya

Good work jas ji and lil bro
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #20 on: December 31, 2008, 03:45:12 AM »
Baadal hain aankh ke jo baraste hi nahin hain
Kuch beete lamhe hain jo guzarte hi nahin hain

unko maaloom hai ki hans kar main gham ko chupata hoon
Yun dikhate hain ki jaise mujhko samajhte hi nahin hain

Jab bhi dau maangu unki khushiyaan hi maangu
Woh mere dil ko dukhate jhijhakte hi nahin hain

bahot khoob  Diya ..... very nice line.
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #21 on: December 31, 2008, 03:57:48 AM »
Bahut accha likha hai aapne baadal ji... yehi dua hei ke
baadal ke aankhein nami na ho....

Jaanasheen jii aapne bhi bahut accha likha hei..
Logged
Alam Qazi
Guest
«Reply #22 on: December 31, 2008, 04:02:08 AM »
mere dil ke armaa'n woh samjhte hi nahi hain
zakhm-e-dil mera, woh abb dekhte hi nahi hai..

kya shikayat unse, aur kya gilaa khud se
gulshan ke phool bhi mere, abb mehakte hi nahi hain...

rudhe hain iss Qadr, ki maante hi nahi
khwabo'n mein bhi woh, abb aate hi nahi hain....
 tearyeyed tearyeyed
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: January 01, 2009, 08:47:16 PM »
mere dil ke armaa'n woh samjhte hi nahi hain
zakhm-e-dil mera, woh abb dekhte hi nahi hai..

kya shikayat unse, aur kya gilaa khud se
gulshan ke phool bhi mere, abb mehakte hi nahi hain...

rudhe hain iss Qadr, ki maante hi nahi
khwabo'n mein bhi woh, abb aate hi nahi hain....
 tearyeyed tearyeyed


wah wah wah, bahut hi khoob kaha hai ALAM


AAKHEY BHI ABB TOH NAM HO GAYI HAI
INTEZAAR MEH ABB YEH BHI SOOKH GAYI HAI

NA JANEY KAB YEH SHAAM DHAL JAYE
JINDAGI ABB TOH THAMB GAYI HAI



JASBIR SINGH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: January 02, 2009, 09:57:16 AM »
Nice One Alam Qazi Ji,.
Kamaal Ka hai Bhaijaan,.

And Nice One Jasbir Bhaiya,.
Yunhi Likhte Rahiyem,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: January 02, 2009, 10:03:13 AM »
tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
ik diya hai jo andheron mein jala rakha hai

jit le jaye koi mujhko nasibon wala
zindagi ne mujhe da o pe laga rakha hai

jane kab aye koi dil mein jhankne wala
is liye main ne gireban ko khula rakha hai

imtehan aur meri zabt ka tum kya loge
main ne dharkan ko bhi sine mein chupa rakha

Qateel Shifai-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #26 on: January 03, 2009, 05:32:09 PM »
Nice One Alam Qazi Ji,.
Kamaal Ka hai Bhaijaan,.

And Nice One Jasbir Bhaiya,.
Yunhi Likhte Rahiyem,.

Thanks Jahansheen

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #27 on: January 03, 2009, 05:34:31 PM »
tune ye phul jo zulfon mein laga rakha hai
ik diya hai jo andheron mein jala rakha hai

jit le jaye koi mujhko nasibon wala
zindagi ne mujhe da o pe laga rakha hai

jane kab aye koi dil mein jhankne wala
is liye main ne gireban ko khula rakha hai

imtehan aur meri zabt ka tum kya loge
main ne dharkan ko bhi sine mein chupa rakha

Qateel Shifai-


Very nice sharing Jahanasheen


ISI LIYE TOH HUMNEY YEH DIL KHULA RAKHA HAI
MIL JAYE TERE JAISI KOH HASINA, DARWAJA KHULA RAKHA HAI  Giggle Giggle


JASBIR SINGH
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #28 on: January 04, 2009, 08:23:59 PM »
...nice one Alam, Jasbir and Janasheen...achha laga padhkar...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: January 04, 2009, 09:11:23 PM »
Shukriya JHL JI,.
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 06:50:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer