****Bachpan se yovan tak****

by honeyrose on October 01, 2008, 01:01:37 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2452 times)
honeyrose
Guest
Bachpan se yovan tak mujhe chalna tha
Hanste hanste waqt guzar the chalna tha

Zindagi ka safar akele samajna tha
Hanste hanste zindagi ke kashmakash se ladna tha   

Sar pe chaat nahi aur sahara aapna koi na tha
Hanste hanste zindagi mein dukhon ka samna karna tha

Mamta ke aanchal mein mujhe sonaa tha
Hanste hanste zindagi mein bachpan ko bhool na tha

Aankhon mein naye khwab mujhe dekhna tha
Hanste hanste zindagi mein dukhon ka aanth karna tha 

Pathar chube paaon mein aur dukh ka saaya tha…
Bhook pyaas se ladte jawani par kadam rakha tha

Aankhon se ashq nikalte rahe par sahara kisi ka na tha
Dukhon ko bhool kar zindagi mein khushiyan sajana tha

^^**honeyrose**^^
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Bachpan by paro_ka_deva_devdas in SMS , mobile & JOKES
bachpan ki baty by Pooja in Shayri-E-Dard
BACHPAN MEI.N KIA THA WADA by DJ Goher in Shayri for Khumar -e- Ishq
bachpan by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Bachpan meh.. by Anushka in Shairi - E - Zindagi
Roja
Guest
«Reply #1 on: October 01, 2008, 01:50:53 PM »
Bahut bahut accha likha hai aapne honey dear. Her ek alfaz mein dard
dil ka bayan kiya hai. God Bless you dear. be chearful
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005

View Profile
«Reply #2 on: October 01, 2008, 01:59:14 PM »
 Applause Applause
touching words honeyji
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: October 01, 2008, 05:19:11 PM »
Thanks Roja dear...

Shukriya Sanjeev ji...
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: October 02, 2008, 11:44:54 AM »
Bachpan se yovan tak mujhe chalna tha
Hanste hanste waqt guzar the chalna tha

Zindagi ka safar akele samajna tha
Hanste hanste zindagi ke kashmakash se ladna tha   

Sar pe chaat nahi aur sahara aapna koi na tha
Hanste hanste zindagi mein dukhon ka samna karna tha

Mamta ke aanchal mein mujhe sonaa tha
Hanste hanste zindagi mein bachpan ko bhool na tha

Aankhon mein naye khwab mujhe dekhna tha
Hanste hanste zindagi mein dukhon ka aanth karna tha 

Pathar chube paaon mein aur dukh ka saaya tha…
Bhook pyaas se ladte jawani par kadam rakha tha

Aankhon se ashq nikalte rahe par sahara kisi ka na tha
Dukhon ko bhool kar zindagi mein khushiyan sajana tha

^^**honeyrose**^^

Ek ek sher ghum ki gehri daastan byaan kar raha hai. Honey sis, bohot achcha likha aapne. Please keep smiling.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: October 02, 2008, 05:32:12 PM »
Thanks Celmira sis for reading...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #6 on: October 02, 2008, 08:19:52 PM »
Bachpan se yovan tak mujhe chalna tha
Hanste hanste waqt guzar the chalna tha

Zindagi ka safar akele samajna tha
Hanste hanste zindagi ke kashmakash se ladna tha   

Sar pe chaat nahi aur sahara aapna koi na tha
Hanste hanste zindagi mein dukhon ka samna karna tha

Mamta ke aanchal mein mujhe sonaa tha
Hanste hanste zindagi mein bachpan ko bhool na tha

Aankhon mein naye khwab mujhe dekhna tha
Hanste hanste zindagi mein dukhon ka aanth karna tha 

Pathar chube paaon mein aur dukh ka saaya tha…
Bhook pyaas se ladte jawani par kadam rakha tha

Aankhon se ashq nikalte rahe par sahara kisi ka na tha
Dukhon ko bhool kar zindagi mein khushiyan sajana tha

^^**honeyrose**^^

Gehri Baatein keh di aapne honey!!
bahut khoob  Applause Applause
Logged
baadal102
Guest
«Reply #7 on: October 03, 2008, 07:17:02 AM »
bahut khoob & verry touching
honey rose ji

Baadal
Logged
k.shael
Guest
«Reply #8 on: October 03, 2008, 08:31:32 AM »
 Applause  Applause  Applause
BAHUT KHOOB HONEY DI,
VERY VERY TOUCHING...
BY. K.SHAEL
Logged
diya786
Guest
«Reply #9 on: October 03, 2008, 09:53:47 AM »
bahut accha likha hai jaya di aapne der se aane ke liye maafi chahti hoon aapse
aapka likha hua har lafz accha laga keep it up !!! Clapping Smiley
 Clapping Smiley
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #10 on: October 03, 2008, 09:57:39 AM »
bohat achha likha honey ji....
      Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #11 on: October 03, 2008, 04:54:30 PM »
Shukriya khwaish ji

Shukriya baadal ji

Thanks shally..

Thanks diya ...

Shukriya Saurabh ji...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #12 on: October 03, 2008, 07:02:27 PM »
Bachpan se yovan tak app chal saki
Kisi tarah waqt ko guzar saki

Zindagi ka safar akele samajh saki
Har lamha zindagi ke kashmakash se ladh saki   

Sar pe chaat nahi aur sahara aapna koi na tha
Phir bhi har kadam pe zindagi ke dukhon ka samna kar saki

Mamta ke aanchal mein app sho na saki
Aur har pal zindagi ke bachpan ko bhool na saki

Aankhon mein naye khwab aap dekh saki
Aur hanste hanste zindagi mein dukhon ka aanth kar saki

Pathar chube paaon mein aur dukh ka saaya aap hata saki
Bhook pyaas se ladte jawani par kadam rakh saki

Aankhon se ashq nikalte rahe par sahara bhagwan ka liya aap ne
Aur dukhon ko bhool kar zindagi mein khushiyon ko sajaya app ne

Har ek daur se guzar kar khud ba khud anubhav paya aap ne
Isilye apne anubhav se is berahmi duniya ko jhukaya aap ne

Teri shayri ko jawab dene ke liye thoda sa ghumaya hai may ne
Maaf karna agar is davraan mein aap ko dukh pahunchya hai may ne

Kitni bakhoobi se zindagi ke har daur ko Honeyrose ji, darshaya hai aap ne
Hum naye shayaron ko prerna diya aur aage badne ki raha dhiklaya hai aap ne

Kya taarif karun may tumhari
Mere pass aise alfaaz hi nahi
Wonderful, wonderful just wonderful
Beautiful just absolutely beautiful

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: October 04, 2008, 09:06:23 AM »

Bohat hi umda ehsaas hai aapka Rajesh harish ji

Shukriya aapne itne achche andaz mein likha
very very nice Rajesh ji... Applause Applause Thumbs UP

Mere dost mere dard ko samjhte hain
Unke pyaar ko mujhe samajna tha

Mere aapno ne humen dard diya hain
Mere dost ne humen girne se sambhala tha.. 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #14 on: October 05, 2008, 10:23:46 AM »
Bahoot Khoob Honey Sis,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 10:37:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.225 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer