badnaseeb...........

by vikas2210 on November 17, 2006, 09:28:57 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1156 times)
vikas2210
Guest
baadlo ke rone se ho jati hai dharti bhi nam
ek main jo roya hui sirf meri aankh nam
kaya kahe kisi ko badnaseeb hai hum
jisko chaha ho hi na sake uske hum............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
******BADNASEEB******* by yasir_sensitive in Shayri-E-Dard
ek akela badnaseeb by vikas_chandra in Shayri-E-Dard
*** badnaseeb*** by ALONE BAD in Shayri-E-Dard
Mai wohh Badnaseeb hoon... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
badnaseeb jane pehchane------------ by killbill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aryaan
Guest
«Reply #1 on: November 17, 2006, 10:29:23 PM »
Good One Vikas...
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #2 on: November 29, 2006, 06:02:24 PM »
nice vikas...

aksar milta nahin woh jo hum chahate hai,
par phir bhi raat ko hum naye sapne sajate hai,
dukh hote nhin kam rone se ya na rone se,
mithi ke hi sahi, pal bar ke liye aise ghar hum banate hai!
Logged
Naya_Daur
Guest
«Reply #3 on: November 30, 2006, 11:02:20 AM »
Quote from: "vikas2210"
baadlo ke rone se ho jati hai dharti bhi nam
ek main jo roya hui sirf meri aankh nam
kaya kahe kisi ko badnaseeb hai hum
jisko chaha ho hi na sake uske hum............



baadlon ki rone se saari dharti nam ho gayi
mere na chahne par bhi,ankhein naam ho gayi
kya bayaan karein dard-e-dil ka iss mehfil mein
bewaffa woh nahi,aor judai majbooran ho gayi....

Quote from: "Meena is back"
nice vikas...

aksar milta nahin woh jo hum chahate hai,
par phir bhi raat ko hum naye sapne sajate hai,
dukh hote nhin kam rone se ya na rone se,
mithi ke hi sahi, pal bar ke liye aise ghar hum banate hai!


cheen liye pyaar mera waQt ki chal ne
sochta hu abb main,kayun hu iss sansar mein
jeeye dukh na ghate,saansein bhi bhojil bane
chain na paun ab kahin,tanhaiyon ke bazar mein......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #4 on: December 16, 2006, 08:36:49 AM »
bahoot khoob Vikas, Meena and Jeet!!
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #5 on: December 16, 2006, 08:46:40 AM »
Shukriya Aaryan Ji.....
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #6 on: December 16, 2006, 08:53:50 AM »
Quote from: "Meena is back"
nice vikas...

aksar milta nahin woh jo hum chahate hai,
par phir bhi raat ko hum naye sapne sajate hai,
dukh hote nhin kam rone se ya na rone se,
mithi ke hi sahi, pal bar ke liye aise ghar hum banate hai!


meena ji bahur acche........

ghronda maine bhi banaya
payar se roshan kiya usko
ke tu rehegi meri hoke usme
rehta hun tanha andhiyare mai
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #7 on: December 16, 2006, 08:55:59 AM »
Quote from: "burniing_desiires"
Quote from: "vikas2210"
baadlo ke rone se ho jati hai dharti bhi nam
ek main jo roya hui sirf meri aankh nam
kaya kahe kisi ko badnaseeb hai hum
jisko chaha ho hi na sake uske hum............



baadlon ki rone se saari dharti nam ho gayi
mere na chahne par bhi,ankhein naam ho gayi
kya bayaan karein dard-e-dil ka iss mehfil mein
bewaffa woh nahi,aor judai majbooran ho gayi....

Quote from: "Meena is back"
nice vikas...

aksar milta nahin woh jo hum chahate hai,
par phir bhi raat ko hum naye sapne sajate hai,
dukh hote nhin kam rone se ya na rone se,
mithi ke hi sahi, pal bar ke liye aise ghar hum banate hai!


cheen liye pyaar mera waQt ki chal ne
sochta hu abb main,kayun hu iss sansar mein
jeeye dukh na ghate,saansein bhi bhojil bane
chain na paun ab kahin,tanhaiyon ke bazar mein......


Jeet bahi bahut acche se likha aapne. shukriya....
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 05:18:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.177 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer