Bebasi Ka Alaam,.

by Jaanasheen on October 17, 2007, 05:16:46 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1304 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Bebasi Ka Alaam Chaya Kuch Istarah,..
Ke Rona Bhi Ab Muskil Hogaya,..

Humne Chali Jo Raah Unhe Paane Ke Liye,..
Aaaj Wo Shaks Kisi Aur Ka Manzil Hogaya,..

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
BEBASI by baba_08 in Shayri for Dard -e- Judai
BEBASI by sweet suh in Shayri-E-Dard
Bebasi ...!! by Talat in Shayri for Dard -e- Judai
bebasi by sumir in Poetry for Life in Punjabi
be.qaraari ajeeb alaam hei by hameeda in Share:Love Poetry
Pooja
Guest
«Reply #1 on: October 17, 2007, 08:32:58 PM »
Nice one jaanasheen...

Badal gai manjil, khade se hum rah gaye
Pata hi na chala, kab kaise humdum badal gaye
Sooni is nigah main, soona sa ab rasta hai
Sooni si zindagi ke, her ek mayne kho gaye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: October 20, 2007, 01:55:41 PM »
Shukriya Didi,.

Mohabbat Ka Rang Kuch Istarah Utra Zamaane Se,.
Aankhon Se Ikaraar Kar Liya Sabhi Ne Darr Rahe Hain Dil Lagaane Se,.

________________________________________-Jaanasheen-


Logged
faiiz_76
Guest
«Reply #3 on: October 21, 2007, 10:48:13 PM »
zaberdast janasheen
Logged
paani
Guest
«Reply #4 on: October 22, 2007, 04:33:28 AM »
Bhaut hi khub Sheen saheb..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 23, 2007, 02:48:58 PM »
Shukriya Faiz JI,.
And Paani Ji,.
aap Bhi Kuch Likhte To Seekhne Ka Maukha Milta,.
Waise Azeem Mera naam Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: October 23, 2007, 02:53:02 PM »
Rog Mohabbat Ka Kuch Is Tarah Samaa Gaya,.
Jahan Bhi Gaya "Jaanasheen" Main Ek Dhoka Khaa Gaya,.

Ab Bhi Dil Ke Tukde Ro Ro Ke Sadaaein Dete Hain,.
Wo Shaks Khush Rahe, Jo Hume Tadap Na Seekhaa Gaya,..

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 46 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 23, 2007, 07:44:18 PM »
BAHUT KHOOB AZEEEM BHAI..BAHUT ACHA LIKHA HAI.EK HAMARE TARAF SE BHI...

AAJ DARD KO BHI DARD HONE LAGA HAI
DARD AAJ KHUD APNE ZAKHM DHONE LAGA HAI...

ISHQ MEIN MILE ZAKHM KABHI BHARTE NAHI "KHWAISH"
UNHE  BHI AAJ APNA ZAKHM,
AUR BHI GEHRA MEHSOOS HONE LAGA HAI....

BEBASI KA AALAM,KOI UNSE PUCHIYEGA
DARD KO CHUKAR WOH KABHI ROYE NA THE
PAR AAJ DARD UNHE CHUKAR RONE LAGA HAI.....

AAJ DARD KO BHI DARD HONE LAGA HAI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 26, 2007, 10:57:59 AM »
Quote from: "khwaish"
BAHUT KHOOB AZEEEM BHAI..BAHUT ACHA LIKHA HAI.EK HAMARE TARAF SE BHI...

AAJ DARD KO BHI DARD HONE LAGA HAI
DARD AAJ KHUD APNE ZAKHM DHONE LAGA HAI...

ISHQ MEIN MILE ZAKHM KABHI BHARTE NAHI "KHWAISH"
UNHE  BHI AAJ APNA ZAKHM,
AUR BHI GEHRA MEHSOOS HONE LAGA HAI....

BEBASI KA AALAM,KOI UNSE PUCHIYEGA
DARD KO CHUKAR WOH KABHI ROYE NA THE
PAR AAJ DARD UNHE CHUKAR RONE LAGA HAI.....

AAJ DARD KO BHI DARD HONE LAGA HAI
Bahoot khoob Khwaish Ji,.
aur shukriya ke Aapko hamara Kalaam pasand aaaya,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: October 26, 2007, 05:51:19 PM »
BAHOOT KHOOB!!
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #10 on: October 26, 2007, 06:51:23 PM »
Azeem, Pooja, khwaish

Bahut khoob !

Khwaish

AAJ DARD KO BHI DARD HONE LAGA HAI =D> =D> =D>
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: October 26, 2007, 07:25:17 PM »
bahoot bahoot shukaria veer ji...

Nice Jaanasheen and khwaish ji!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 27, 2007, 06:20:42 AM »
Shukriya Rajbeer Ji,.
Pooja Didi,.
Thanks A lot,.
For Supporting Us,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 27, 2007, 06:23:35 AM »
Yun Di Khud Ko Sazaa Humne,.
Dard Lekar Bhi Jo Muskkuraaya Humne,.

Sab Anjaan The Mere Haal Se "Jaanasheen",.
Udaasi Chaa Gayi Dilon Me Sabke Jab Haal-e-Dil Sunaaya Humne,.

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 01:18:24 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.19 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer