¸,ø¤º°`°º¤ø,¸¸.•.¸ek chiraag dhonte hain.¸.•.¸¸,ø¤º°`°º¤ø,¸

by roshni246 on January 01, 2006, 02:10:21 PM
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Author  (Read 4099 times)
roshni246
Guest
«Reply #45 on: February 12, 2006, 12:15:31 PM »
khoobsurat woh zamane yaad ayenge,
chAh kar bhi hum tumhe na bhool payenge,
aye shamma tere deedaar ko hum tarash jayeNge,
bankar parwana teri yaad mein jal jayenge.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Har raat raahoo mein chiraag jlaate hain hum by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
jal jal kaar chiraag by chiraaaaaaaaag in Shayri for Khumar -e- Ishq
CHIRAAG..(K_A) by khamosh_aawaaz in Shayri-E-Dard
Bhujte Chiraag by Shayaries_King in Shairi - E - Zindagi
-----/// Jalaa chiraag lete hain ///----- Hriday by ~Hriday~ in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
tushar_4u_im
Guest
«Reply #46 on: February 12, 2006, 12:40:32 PM »
Quote from: "roshni246"
khoobsurat woh zamane yaad ayenge,
chAh kar bhi hum tumhe na bhool payenge,
aye shamma tere deedaar ko hum tarash jayeNge,
bankar parwana teri yaad mein jal jayenge.



wo lamhe wo zamane wo kahani aab to yadd aati hai ........
tu aati hai labo per ban ker lafz fir dil me kyu laut jati hai .....
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #47 on: February 12, 2006, 06:04:51 PM »
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "roshni246"
khoobsurat woh zamane yaad ayenge,
chAh kar bhi hum tumhe na bhool payenge,
aye shamma tere deedaar ko hum tarash jayeNge,
bankar parwana teri yaad mein jal jayenge.



wo lamhe wo zamane wo kahani aab to yadd aati hai ........
tu aati hai labo per ban ker lafz fir dil me kyu laut jati hai .....
"Tera dil hi to mera thikaana hai,
  main jaaun chaahe kahin bhi,
  laut k mujhe tere dil me hi aana hai."
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #48 on: February 12, 2006, 06:19:00 PM »
Quote from: "roshni246"
khoobsurat woh zamane yaad ayenge,
chAh kar bhi hum tumhe na bhool payenge,
aye shamma tere deedaar ko hum tarash jayeNge,
bankar parwana teri yaad mein jal jayenge.


Wah wah Roshu and all just GR8!!!

Phut phut kar kabhie ye nayan royenge
Kabhie ye deda-e-tarr teri akhon se bahayeinge
Na chorenge sath tera, mana dinn gardish ke hain
par sehra mein bhi tera sahara bann jayenge!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #49 on: February 14, 2006, 04:52:34 PM »
wah wah  wonderful.....   Nirbhay,,,,,,,... Roshni....   Nidhi./.....  Style..........
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #50 on: February 15, 2006, 09:35:44 AM »
thanx waheed,and again very nice style guru,gr8 one roshni n nirbhay.
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #51 on: February 15, 2006, 01:27:53 PM »
The Style Guru says.......


Well, Thanx a lot 4 the appreciation buddy's......Nidhi ji,Waheed bhai, Neer bro,Tushar ji & Roshu.......
Sab ne kamaal ka likha hai
Logged
urs4evasomdev
Guest
«Reply #52 on: February 17, 2006, 06:48:04 PM »
Quote from: "roshni246"
yakeen ho chala hai zindagi bewafa hai
maut hi asliyat hai baki sab dhoka hai
mohabbat kehti hai jise duniya sari ,
wo dil se khelene walon ke mela hai ,
na kar yakeen tu is zandagi aur is mohabbat pe
jo ayega akhri main hisse tere, wo dard aur fana hai
ruswaiyon ka taj pehan kar har ashiq ka janaza nikala
yahi zindagi ki asliyat aur yahi wafaoo ka sila hai
zindagii aur mohabbat dono hi barbad karti hai
ek sath le jati hai ek sath chod deti hai
yahi dono ko usul aur faisla hai .............


ROSHNI............!!!!


VERY NICE ROSH!
WHAT BEAUTIFUL WORDS!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #53 on: February 17, 2006, 09:17:41 PM »
Quote from: "urs4evasomdev"
Quote from: "roshni246"
yakeen ho chala hai zindagi bewafa hai
maut hi asliyat hai baki sab dhoka hai
mohabbat kehti hai jise duniya sari ,
wo dil se khelene walon ke mela hai ,
na kar yakeen tu is zandagi aur is mohabbat pe
jo ayega akhri main hisse tere, wo dard aur fana hai
ruswaiyon ka taj pehan kar har ashiq ka janaza nikala
yahi zindagi ki asliyat aur yahi wafaoo ka sila hai
zindagii aur mohabbat dono hi barbad karti hai
ek sath le jati hai ek sath chod deti hai
yahi dono ko usul aur faisla hai .............


ROSHNI............!!!!


VERY NICE ROSH!
WHAT BEAUTIFUL WORDS!


thxx minu
Gham agar aye kabhi to MUJHE KARIB samajhna.
HAZARO APNO mein MUJHE bhi thoda AZIZ samajhna.
De sakun MUSKAN tere ANSUON ke badle.
APNI ZINDAGI mein ITNA to sharik samajhna
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #54 on: February 20, 2006, 04:41:06 AM »
Shayad Unko Ye Maloom Hi Nahin Ki,
Ham Iss Shahar Se Jaane Waale Hain,
Yaad Karke Bulaayenge Baar Baar,
Par Ham Laut Ke Naa Aane Waale Hain..

Phoolo Me Julo Tum, Aasmako Choolo Tum
Bus Ek Ilteja Hai, Hum Ko Na Bhulo Tum........nm
Logged
ranjana
Guest
«Reply #55 on: May 25, 2006, 06:47:26 AM »
very nice Neer , Roshu, and all ..........sabne bahut accha likha hai........ Usual Smile
Logged
roshni246
Guest
«Reply #56 on: May 25, 2006, 09:35:10 AM »
ooh ho kitni purani thread laye mom!!!!!!!
thxx a lot
Logged
roshni246
Guest
«Reply #57 on: May 26, 2006, 08:09:37 PM »
Quote from: "nirbhay"
Shayad Unko Ye Maloom Hi Nahin Ki,
Ham Iss Shahar Se Jaane Waale Hain,
Yaad Karke Bulaayenge Baar Baar,
Par Ham Laut Ke Naa Aane Waale Hain..

Phoolo Me Julo Tum, Aasmako Choolo Tum
Bus Ek Ilteja Hai, Hum Ko Na Bhulo Tum........nm



unhen malum hai humne ye kis ko pukara hai
ye sab jaante hain ke dil ka kis taraf ishara hai

na koi aahat hai na hi tanhaii ka sahara hai
faqat apne dil per nazar hai ghum per guzara hai

khudi se farar ho haasil... to duniya se kinara hai
khudaya her dam zindgi israr har dam ashkara hai

mohabbat har dil se ho jaaye to ye jazba pyaara hai
ye vo darya hai jisme saahil per dubna bhi gawara hai

chaand ghum na kar kya hua gar na koi tumhara hai
her qadam per jo jalta diya hai e sanam vo har ek takra dil ka humara hai


~rosh~
Logged
~princess~
Guest
«Reply #58 on: January 08, 2008, 07:07:08 PM »



Zindagi ke doofan mein kho diya tha meine jo
aaj apna wo bhuja hua chirag dundti hu

Mit.ti geeli hai dil ki aaj bhi mehboob
likha tha tera naam unka aj nishan dundti hu

Tujhse kiye the kuch sawal barson pehle
Aaj khud hi khudse unka jawab dundti hu

Dundli si nazar mein surat aaj bhi hai teri
Aaina e Haqeeqat mein khud ki pechan dundti hu

Sajne Sawarne ka shonk tujhse sang chod gaya
tuti thi chudi tujhse usmein rangeen raat ka bayan dundti hu

Mein hi pagal hu ke socha tha reyt ka ashian banaya jo
Tu raja mein raani beete dino ki wo yaad dundti hu

kuch na raha par phir bhi khud ko amir kehti hu mein
Kyu ki teri Tasveer mein tere labon pe Mohobat ka ikrar dundti hu


~Roshni~
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #59 on: January 08, 2008, 07:16:08 PM »
Roshu

Once again true feelings !
Logged
Pages: 1 2 3 [4]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 26, 2024, 11:18:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.191 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer