¸,ø¤º°`°º¤ø,¸¸.•.¸ek chiraag dhonte hain.¸.•.¸¸,ø¤º°`°º¤ø,¸

by roshni246 on January 01, 2006, 02:10:21 PM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 4097 times)
roshni246
Guest
dard bhari zindagi ka suraag dhondte hai
hai andhera bhut yaha eak chiraag dhondte hai

banaye thy tamsha zindagi ko es tarh
ke un mherbaano ka elaaj dhondhte hai

koi en andhero main meri dil ki shmma jala de
hum apni badnasibi ka raaz dhnodhte hai

hasrat ka aayina ye pather dil se toot gaya
sisho ke en tokdo main apna aaj dhondhte hai

maazi ke tulkh lamho ne hame jhulas ke rakh diya
dil ko bhlane ke liye koi haseen khaab dhondhte hai



ROSHNI.........!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Har raat raahoo mein chiraag jlaate hain hum by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
jal jal kaar chiraag by chiraaaaaaaaag in Shayri for Khumar -e- Ishq
CHIRAAG..(K_A) by khamosh_aawaaz in Shayri-E-Dard
Bhujte Chiraag by Shayaries_King in Shairi - E - Zindagi
-----/// Jalaa chiraag lete hain ///----- Hriday by ~Hriday~ in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
mili_genie
Guest
«Reply #1 on: January 01, 2006, 05:32:21 PM »
superb... roshniji..Usual Smile
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #2 on: January 01, 2006, 06:54:45 PM »
Kabhie roothi zindagi se saaz
To kabhie jeene ka aagaz dhondtein hain

Sadma sa gaya hai dil Roshniyon se
Iss deeye ko bhujha de wo raaz dhondte hain

Koi keh dein ke tum raho jinda mere liye bhi
Zakhmi ye dil aaur meri ruh wo aawaz dhondtein hain


Nirbhay.................!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #3 on: January 01, 2006, 09:09:09 PM »
na dhonte apni roothi zindagi ko...
ke tumari zindagi hum hain....

tumare jenne ka agaz hum hain.......
jo sadma khaya tumne us roshni se....

usi dard ki dawa hum hain.....
tham kar dekho haath humara.....
ke tumare sune hoton ki muskaan hum hain....
[/color]


THX SHAYAR and NIRBHAY ji (aap jaisa reply to hum likh na sake lekin khoshish zaroor ki..)
Logged
Princess21
Guest
«Reply #4 on: January 02, 2006, 01:17:46 AM »
Roshni....and nirbhay.........Nice Work!!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: January 02, 2006, 05:23:25 AM »
superbssssssssss  Roshni.....Nirbhay......bahot  khoob......
Logged
roshni246
Guest
«Reply #6 on: January 02, 2006, 12:21:18 PM »
thx princess and waheed bro...
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #7 on: January 02, 2006, 03:29:08 PM »
Aye ask aaj tera Wajood Dhondta hoon
kabhie meri tanhai se, kabhie uski judaii se dhondta hoon

Dhundhla sa aapna chehra dhondta hoon
kabhie uski tasvir mein, to kabhir aapni takdir mein dhondta hoon

Ey-bekarar-ulfat-e-Zindagi tera karar dhondta hoon
Na paye jo dard-e-zindgani mein muhabaat ki roshni koi
Inkaar se hoker rakh tere, aapne Janaze ka kandha dhondta hoon.


Nirbhay....................!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #8 on: January 02, 2006, 10:33:04 PM »
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,.......
Zindagi ki akhari sham aa jaye,.........
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,....
Hamari zindagi apke kam aa jaye..........!!!!!!!!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #9 on: January 03, 2006, 03:02:31 AM »
wow very nice roshni and neer bhai u always gr8...................... :wink:

Khuda kare hamari umar bhi aapko lag jaye,
Aaapki jindagi ki aakhri shaam hume le jaaye,
Aisi baat na kara karo doston ,
na jaane maut kab kiska haath pakad k le jaaye..................
Logged
Princess21
Guest
«Reply #10 on: January 05, 2006, 04:58:20 AM »
wow.........Buhat ache!! kya baat hai!! NICe work All!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #11 on: January 05, 2006, 05:26:01 AM »
wah wah  ...........nice  work  all  friends  ..........
Logged
roshni246
Guest
«Reply #12 on: January 05, 2006, 10:35:22 AM »
yakeen ho chala hai zindagi bewafa hai
maut hi asliyat hai baki sab dhoka hai
mohabbat kehti hai jise duniya sari ,
wo dil se khelene walon ke mela hai ,
na kar yakeen tu is zandagi aur is mohabbat pe
jo ayega akhri main hisse tere, wo dard aur fana hai
ruswaiyon ka taj pehan kar har ashiq ka janaza nikala
yahi zindagi ki asliyat aur yahi wafaoo ka sila hai
zindagii aur mohabbat dono hi barbad karti hai
ek sath le jati hai ek sath chod deti hai
yahi dono ko usul aur faisla hai .............


ROSHNI............!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #13 on: January 05, 2006, 03:12:08 PM »
wonderfull  Roshni  ................very touching words........

Mujh se duur tum baan kar ajnabi kab tak rahoo gay
Mere bina tum iss bhari dunya main kesay rahoo gay

Bhool jana mujhay maazi ki tarha tumharay baas main nahi
yeh nakam koshish akhir tum kab tak kartay rahoo gay

Wabasta hay meri zaat say tumhara aik aik pal
apni zindagi ki dore ko tum kab taak jortay rahoo gay

Hum ko to tum ne thhukra dya aik bay jan shay samjh ker
apnay dil kay sakoon ko tum har taraf dhondtay rahoo gay

Ager aaj bhi tum wapis ajao tu main tumhara muntazir hoon
apni jhooti anaa ki laaj tum kab tak rakhay rahoo gay.........nm
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #14 on: January 06, 2006, 10:35:48 AM »
Beautifullllll roshni,nirbhay ji and badnaam shayar.
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 20, 2024, 12:15:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer