DAHEJ---- jalaya hai~~~~ Saahil

by salil2002 on May 01, 2009, 07:10:15 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3961 times)
salil2002
Guest
doston yeh ek ladki k dard hai.......... jise woh marne se pahle apne pati ko bata rhi hai

kari jab mohabbt tune batlaya nahin
meri daulat par tera dil aya hai

kar k shaadi le aaya apne ghar
nazrein mere ghar par gada kar aya hai

deti rehti hai taane tumhaari maa mujhe maayke k
kehti hai mera beta kisko biyaah laya hai

dene ko beithe thay qayi raayees apni ladkiyaan
iske ghar se toh naam bhar ka dahej aaaya hai

tum bhi kehte ho ki ghr se le kar aaun paise
taaki tum rangeeniyaan yahan saja sako

main kaise bataaun tumhe ghar kii haqeeqat
main janti hoon mera baap apni pagdi girvi rakh aaya hai

aaj dhamki di hai maa ne jaala degi woh mujhko
dukh hu mujhe bas iska, tu bhi hami bhar aaya hai

dekh nahin sakti main tujhko dukh main, na apne babul ko
isliye maine saajan mere, khud ko jalaya hai

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
dahej by sakhi1909 in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
abb ke ek cheeraag esa jalaya jaye by eklovaya in Miscellaneous Shayri
dil jalaya humne by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dahej Pratha-Ek Abhishaap by Aakash16 in Hindi Poets
Dahej,. by Azeem Azaad in Miscellaneous Shayri
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: May 01, 2009, 08:25:54 AM »
Wah Salil.... wah i am justttttt speechless, kya khoob likha hain, dil se karodo dad aur dua kabool ho. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: May 01, 2009, 08:43:29 AM »
doston yeh ek ladki k dard hai.......... jise woh marne se pahle apne pati ko bata rhi hai

kari jab mohabbt tune batlaya nahin
meri daulat par tera dil aya hai

kar k shaadi le aaya apne ghar
nazrein mere ghar par gada kar aya hai

deti rehti hai taane tumhaari maa mujhe maayke k
kehti hai mera beta kisko biyaah laya hai

dene ko beithe thay qayi raayees apni ladkiyaan
iske ghar se toh naam bhar ka dahej aaaya hai

tum bhi kehte ho ki ghr se le kar aaun paise
taaki tum rangeeniyaan yahan saja sako

main kaise bataaun tumhe ghar kii haqeeqat
main janti hoon mera baap apni pagdi girvi rakh aaya hai

aaj dhamki di hai maa ne jaala degi woh mujhko
dukh hu mujhe bas iska, tu bhi hami bhar aaya hai

dekh nahin sakti main tujhko dukh main, na apne babul ko
isliye maine saajan mere, khud ko jalaya hai

What to say...........
just cant say anything. Aaj bhi apne samaj me aisi dulhanein hai jinhe ye sab jhelna padta hai. Very nice work salil.
Really impressed...
Logged
Kagaj_Kamal
Guest
«Reply #3 on: May 01, 2009, 09:43:56 AM »
bahut dard bhara hai, achcha likha hai

++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++===

AANKH NAM HO GAYI SUNKE YE DARD BHARI DASTAAN,
IS BEDARD SAMAAJ NE PHIR KISI BABUL KI BITIYA KO JALAYA HAI,
AISE GHAR PARIVAR KO KHUDA KI REHMAT NA MILE,
JISNE EK DOOSRE KI BETI KO APNE GHAR LAKER MAUT KI SEJ PER LITAYA HAI.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #4 on: May 01, 2009, 10:07:52 AM »
Mashallah Again A Great Work By You Salil Bhai,.
Sachchi Haqeeqat Bataai Hai Tumne, Magar Ab Govt Sakht Step Uthaai Hui Hai,.

Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: May 01, 2009, 12:42:05 PM »
Wah Salil.... wah i am justttttt speechless, kya khoob likha hain, dil se karodo dad aur dua kabool ho. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
What to say...........
just cant say anything. Aaj bhi apne samaj me aisi dulhanein hai jinhe ye sab jhelna padta hai. Very nice work salil.
Really impressed...

bahut dard bhara hai, achcha likha hai

++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++++===

AANKH NAM HO GAYI SUNKE YE DARD BHARI DASTAAN,
IS BEDARD SAMAAJ NE PHIR KISI BABUL KI BITIYA KO JALAYA HAI,
AISE GHAR PARIVAR KO KHUDA KI REHMAT NA MILE,
JISNE EK DOOSRE KI BETI KO APNE GHAR LAKER MAUT KI SEJ PER LITAYA HAI.
Mashallah Again A Great Work By You Salil Bhai,.
Sachchi Haqeeqat Bataai Hai Tumne, Magar Ab Govt Sakht Step Uthaai Hui Hai,.

shukriya sajid bhai, huzena azeem bhai, aur kagaz kamal bhai.........aap sabne apna waqt diya uske liye shukriya...aur kamal ji aapne bhi bahut khoob kaha hai
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #6 on: May 01, 2009, 05:52:18 PM »
shi farmaya aapne salil ji aur ajeem ji,angel ji aur kamal ji ne b khub farmaya.
lkn aaj ka jmana thoda ulta ho chuka h...aaj ki duniya me aisa b hota h...

  Bina jlaye hi bahu,apni saas ka nam lgati h
  Apni shadishuda nando ko b beech me lati h
 
  Shadi krte hi bete ko mata-pita se dur le jati h
  Paiso ki khatir wo sb pr ilzam lgati h

  Rishtedaron ki to baat hi dur
  Apne pati ko b kachehri me bulati h

  Pti, jisne use beshumar pyar kiya
  dahej ka jutha nam lgakr use hi jail bhijwati h

  Paisa pane ki chah me hr had ye par kr jati h
  Aur masumiyat bhra chehra lekar samne hmare aati h

  Aaj k daur ki ye ladkiyan standard ki kehlati h
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: May 01, 2009, 06:11:51 PM »
Bahut khoob Salil Ji
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: May 05, 2009, 01:37:51 PM »
shi farmaya aapne salil ji aur ajeem ji,angel ji aur kamal ji ne b khub farmaya.
lkn aaj ka jmana thoda ulta ho chuka h...aaj ki duniya me aisa b hota h...

  Bina jlaye hi bahu,apni saas ka nam lgati h
  Apni shadishuda nando ko b beech me lati h
 
  Shadi krte hi bete ko mata-pita se dur le jati h
  Paiso ki khatir wo sb pr ilzam lgati h

  Rishtedaron ki to baat hi dur
  Apne pati ko b kachehri me bulati h

  Pti, jisne use beshumar pyar kiya
  dahej ka jutha nam lgakr use hi jail bhijwati h

  Paisa pane ki chah me hr had ye par kr jati h
  Aur masumiyat bhra chehra lekar samne hmare aati h

  Aaj k daur ki ye ladkiyan standard ki kehlati h
Bahut khoob Salil Ji
shukriya poppoetry ji and rajesh bhai........
poppoetry ji aapne jo kaha woh nazariya ur kehne ka andaaza bahut hi khoobsurat laga
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #9 on: May 05, 2009, 02:48:53 PM »
SALIL Bhai.. Kya Kahun..?? Bassssssss Itna Hi Kahunga Ki Jabardast-Behtreen-Lajawab..!! Applause Applause

**~** Mann **~**
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: May 05, 2009, 04:53:54 PM »
Nice One Pop JI,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #11 on: May 05, 2009, 05:07:58 PM »
doston yeh ek ladki k dard hai.......... jise woh marne se pahle apne pati ko bata rhi hai

kari jab mohabbt tune batlaya nahin
meri daulat par tera dil aya hai

kar k shaadi le aaya apne ghar
nazrein mere ghar par gada kar aya hai

deti rehti hai taane tumhaari maa mujhe maayke k
kehti hai mera beta kisko biyaah laya hai

dene ko beithe thay qayi raayees apni ladkiyaan
iske ghar se toh naam bhar ka dahej aaaya hai

tum bhi kehte ho ki ghr se le kar aaun paise
taaki tum rangeeniyaan yahan saja sako

main kaise bataaun tumhe ghar kii haqeeqat
main janti hoon mera baap apni pagdi girvi rakh aaya hai

aaj dhamki di hai maa ne jaala degi woh mujhko
dukh hu mujhe bas iska, tu bhi hami bhar aaya hai

dekh nahin sakti main tujhko dukh main, na apne babul ko
isliye maine saajan mere, khud ko jalaya hai

Salil yah lines Rula gai:
main kaise bataaun tumhe ghar kii haqeeqat
main janti hoon mera baap apni pagdi girvi rakh aaya hai

In lines main apne mehboob jise pati ka drja diya ja chuka hai.. kitna pyaar hai... uske itne lalchi hote hue bhi...Phir bhi yah lines... Uff... dil hila gai hai apki kavita!!!

Yoindia per her likhne wala mujhe behad apna lagta hai... is liye apko yah kahe bina nahi rah pa rahi hu... You make me Proud...

Good job, Good Creation...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: May 05, 2009, 05:13:59 PM »
shi farmaya aapne salil ji aur ajeem ji,angel ji aur kamal ji ne b khub farmaya.
lkn aaj ka jmana thoda ulta ho chuka h...aaj ki duniya me aisa b hota h...

  Bina jlaye hi bahu,apni saas ka nam lgati h
  Apni shadishuda nando ko b beech me lati h
 
  Shadi krte hi bete ko mata-pita se dur le jati h
  Paiso ki khatir wo sb pr ilzam lgati h

  Rishtedaron ki to baat hi dur
  Apne pati ko b kachehri me bulati h

  Pti, jisne use beshumar pyar kiya
  dahej ka jutha nam lgakr use hi jail bhijwati h

  Paisa pane ki chah me hr had ye par kr jati h
  Aur masumiyat bhra chehra lekar samne hmare aati h

  Aaj k daur ki ye ladkiyan standard ki kehlati h

samaj ki ek aor kadvahat ko app bakhoobi samne laai hai... bahoot sahi farmaaya... Kuch insaano ne itane najuk halato ka itani berahmi se istemaal kar kai ghar tabah kar diye hai... is baat per yakin karna mushkil hai... ki koi aourat kaise yah kar sakti hai... magar yah bhi such hai ki Aurat se bada zalim koi nahi ho sakta... aor us jaisa pyaar karne wala bhi Usual Smile
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: May 06, 2009, 09:41:00 AM »
SALIL Bhai.. Kya Kahun..?? Bassssssss Itna Hi Kahunga Ki Jabardast-Behtreen-Lajawab..!! Applause Applause

**~** Mann **~**
shukriya vicky bhai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #14 on: May 06, 2009, 09:43:28 AM »

Salil yah lines Rula gai:
main kaise bataaun tumhe ghar kii haqeeqat
main janti hoon mera baap apni pagdi girvi rakh aaya hai

In lines main apne mehboob jise pati ka drja diya ja chuka hai.. kitna pyaar hai... uske itne lalchi hote hue bhi...Phir bhi yah lines... Uff... dil hila gai hai apki kavita!!!

dekh nahin sakti main tujhko dukh main, na apne babul ko
isliye maine saajan mere, khud ko jalaya hai

Yoindia per her likhne wala mujhe behad apna lagta hai... is liye apko yah kahe bina nahi rah pa rahi hu... You make me Proud...

Good job, Good Creation...

shukriya pooja di....aapko pasand aaya aur aapne jis shiddat se dard ko mehsoos kiya uske liye shukriya.........aapne apne chhote bhai ko itna pyaar aur izzat di ....uske liye bhi shukriya........aage bhi koshish karoonga kii aap mujh par garv hi kare
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 28, 2024, 02:09:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.206 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer