Dard Bhari Kahaani,.

by Jaanasheen on November 02, 2007, 03:02:42 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3470 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Ubharte Dard Ki Bas Yahi Kahaani Hai,.
Dil Zakhmo SE Choor Hai Aankhon Me Paani Hai,.

Kaise Chord De Saath Dard Ka Ab "Jaanasheen",.
Jab Dard Ko Saath Dene Ki Baat Maut Tak Thaani Hai,.

Ab Bas Dard Ko Apna Banaa Na Hai, Aur Koi "Chaara Nahi,.
Ab Dard Ke Naam Dekho Apni Dard Bhari Jawaani Hai,.

____________________________________-Jaanasheen-

________________-Azeem-________________
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: November 02, 2007, 03:25:03 PM »
wah kaya baat hai Lil Bro... bahoot khoob!

Na jaane kitani iski kahania hui
Dard ki bahoot man-mania hui
Her kisi ke dil mai iska basera
Pyar ke haar ki yah nishania hui…
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 02, 2007, 03:31:54 PM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai Lil Bro... bahoot khoob!

Na jaane kitani iski kahania hui
Dard ki bahoot man-mania hui
Her kisi ke dil mai iska basera
Pyar ke haar ki yah nishania hui…


Shukran,.

Bhale Dard Karle Kitni Hi Manmaaniyaan,..
Wakheef Hain Dil Jalon Ko Iski Nishaaniyaan,.

Dard Ne Har Ek Ko Sirf Dard Diya Hai,.
Kabhi Pardhlo Tumhi Dard Bhari Kahaaniyaan,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #3 on: November 08, 2007, 10:23:15 PM »
Bohat Acche Jaanasheen Bhai and PoojaJi!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #4 on: November 11, 2007, 02:11:46 AM »
Very Nice Azeem & Pooja...
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: November 15, 2007, 03:13:33 PM »
Azeem and Pooja....very nice =D>
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 16, 2007, 03:01:21 PM »
Shukria Ravi Ji,.
Talat Ji,.
Aryaan Ji,.
Kaash Aap Do Lines Likhte To KUch Seekhne Ko Milta,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 16, 2007, 03:29:17 PM »
Hai Gilaa Yahi Mujhe Is Zamaane Se,.
Toka Karte Hain Kyun ye Dil Lagaane Se,.

Jo Karta Hai Mohabbat, Wohi Dard Bhi Sehta Hai,.
Jab Khushi Ki Aas Karta Hai To Rokte Hain Kyun Muskuraane Se,.

Gham Sehkar To Jee Leta Hai Har Koi Yahan,.
Magar Maut Ki Aarzoo Kyun Karta Hai Kisi Ke Thukraane Se,.

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #8 on: November 29, 2007, 07:24:10 PM »
jab koi thukra dein toh ye toh hota raheta hai
jab koi khata kare toh saza milti hai
aap ki bhi koi galti hogi
nahi toh koi faltu aise hi thodi na saza deta  hai........

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 01, 2007, 12:45:30 PM »
Galti Thi Hamaari Jo Ik Bewafaa Se Dil Lagaa Baithe,.
Ek Pal Ki Muskuruhat Ke Liye Umar Bhar Ka Chain Gawaa Baithe,.

Sazaa Is Se Bardkar Aur Kya Hogi9 "Muskaan",.
Kisi Aur Ki Mehfil Me Roshni Dene Apna Hi Ghar Jalaa Baithe,.

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #10 on: December 01, 2007, 04:22:59 PM »
Jab koi khata karta hai toh usay saza milti hai
jab koi juda hota hai toh  usay becheni hoti hai
jab koi bewafa hota hai toh dil tuta hai
jab koi naya rasta dhoonta hai toh andhera nazar aata hai
jab hume roshni dikhi hai
toh ek dost ki "Muskan" dikhti hai
or phoolo phir se "Khushboo" aati hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~"Khushboo"~~~~~~~~~~~~~~~`
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: December 02, 2007, 10:12:10 AM »
Nice One,.

Muskuraa To Lete Hain Hum Bhi,Phir Bhi Khushi Haseel Nahi,.
Masoom Tha Dil Mera Phir Bhi Gham Saha, Jo Iske Kabeel Nahi,.

Ab Aap Karte Ho Gilaa Humse, Haal-e-Dil Jaane Bagair,.
Katl To Kardiya Aapne "Muskaan" Aur Kehte Hain Ki Aap Kateel Nahi,.

_________________________________________________ _______-Jaanasheen-
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 36 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #12 on: December 03, 2009, 04:10:16 PM »
Nice One,.

Muskuraa To Lete Hain Hum Bhi,Phir Bhi Khushi Haseel Nahi,.
Masoom Tha Dil Mera Phir Bhi Gham Saha, Jo Iske Kabeel Nahi,.

Ab Aap Karte Ho Gilaa Humse, Haal-e-Dil Jaane Bagair,.
Katl To Kardiya Aapne "Muskaan" Aur Kehte Hain Ki Aap Kateel Nahi,.

_________________________________________________ _______-Jaanasheen-

Galti Thi Hamaari Jo Ik Bewafaa Se Dil Lagaa Baithe,.
Ek Pal Ki Muskuruhat Ke Liye Umar Bhar Ka Chain Gawaa Baithe,.

Sazaa Is Se Bardkar Aur Kya Hogi9 "Muskaan",.
Kisi Aur Ki Mehfil Me Roshni Dene Apna Hi Ghar Jalaa Baithe,.

____________________________________________-Jaanasheen-

Hai Gilaa Yahi Mujhe Is Zamaane Se,.
Toka Karte Hain Kyun ye Dil Lagaane Se,.

Jo Karta Hai Mohabbat, Wohi Dard Bhi Sehta Hai,.
Jab Khushi Ki Aas Karta Hai To Rokte Hain Kyun Muskuraane Se,.

Gham Sehkar To Jee Leta Hai Har Koi Yahan,.
Magar Maut Ki Aarzoo Kyun Karta Hai Kisi Ke Thukraane Se,.

______________________________________-Jaanasheen-

Ubharte Dard Ki Bas Yahi Kahaani Hai,.
Dil Zakhmo SE Choor Hai Aankhon Me Paani Hai,.

Kaise Chord De Saath Dard Ka Ab "Jaanasheen",.
Jab Dard Ko Saath Dene Ki Baat Maut Tak Thaani Hai,.

Ab Bas Dard Ko Apna Banaa Na Hai, Aur Koi "Chaara Nahi,.
Ab Dard Ke Naam Dekho Apni Dard Bhari Jawaani Hai,.

____________________________________-Jaanasheen-

________________-Azeem-________________



ek se badr kar ek lajawaab hai, MA

jaanu... itna dard huwa tha?......
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #13 on: December 03, 2009, 06:21:32 PM »
Bahut Khoob Chote and Muskan Ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: December 04, 2009, 06:38:08 AM »

ek se badr kar ek lajawaab hai, MA

jaanu... itna dard huwa tha?......

JO Guzar Gaya Wo Kal Tha Jaan,,

Aaj Mein Sirf KHushi Hi KHushi Hai AH,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 19, 2024, 02:33:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer