Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19
Print
Author  (Read 13638 times)
jagpura
Guest
«Reply #240 on: October 24, 2005, 08:30:44 AM »
Quote from: "Ninaah"
Dard ki paribhasha mein,
zindagi ko tanha paaya hai,
gumon se kya peecha chudana,
inse to dosti mein maza aaya hai....
gamme jindigi tri rah me,
kaee mod aa kar nikal  gaye
jo challe the sath sath
wo hi apni rah badal gaye
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
Ninaah
Guest
«Reply #241 on: October 24, 2005, 09:21:05 AM »
bilkul sahi kaha jagpura ji..............

kabhi zindagi se hume pyar tha,
aaj zindagi badi bemaani lagti hai,
jab bhi dekhti hoon nasoor apne,
yaadein behad purani lagti hai............



Quote from: "jagpura"
Quote from: "Ninaah"
Dard ki paribhasha mein,
zindagi ko tanha paaya hai,
gumon se kya peecha chudana,
inse to dosti mein maza aaya hai....
gamme jindigi tri rah me,
kaee mod aa kar nikal  gaye
jo challe the sath sath
wo hi apni rah badal gaye
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #242 on: October 24, 2005, 01:58:37 PM »
Bohat khoob Ninaah & All...
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #243 on: October 24, 2005, 05:45:33 PM »
bahoot achhay ninaah ji...

ab teri mehfil main bhi sazde hone klage
muskraker bhi log ashquon main hone lage
tum bhulaate raho khud ko ya apni chahat ko
tamasha ban zindagi dhokhe main ab ddone lage
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #244 on: October 24, 2005, 06:42:25 PM »
nice  work All;;;;;;;;;;   Ninaah.........Harsh....
Logged
brownreason
Guest
«Reply #245 on: October 24, 2005, 09:08:59 PM »
is jagmagati raat mein bhi aaj taare jaise so rahe hein,
 hum apna daman pakre khayalon mein kahi kho rahe hein,
 mohabbat ke bhatke aashiqon ka haal to khuda hi jaane,
lekin hum apne muqaddar ko leke kabse ro rahe hein
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #246 on: October 25, 2005, 10:07:01 AM »
thanks aryaan.........


Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob Ninaah & All...
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #247 on: October 25, 2005, 10:09:54 AM »
bahot khoob harash...........

kisi ne humari chahat mein,
kismat se wafa kar liya,
paane chale the hum unko,
pur hume maut ne juda kar diya.....




Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay ninaah ji...

ab teri mehfil main bhi sazde hone klage
muskraker bhi log ashquon main hone lage
tum bhulaate raho khud ko ya apni chahat ko
tamasha ban zindagi dhokhe main ab ddone lage
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #248 on: October 25, 2005, 10:10:14 AM »
thanks waheed...........

Quote from: "waheed_rose2004"
nice  work All;;;;;;;;;;   Ninaah.........Harsh....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #249 on: October 25, 2005, 10:11:51 AM »
good one brownreason............

kyon bahate ho apne ashqon ko,
bolo aakhir kya gum hai,
kya koi aapse khafa hai,
ya kisi ne dhaya aap pur sitam hai...........



Quote from: "brownreason"
is jagmagati raat mein bhi aaj taare jaise so rahe hein,
 hum apna daman pakre khayalon mein kahi kho rahe hein,
 mohabbat ke bhatke aashiqon ka haal to khuda hi jaane,
lekin hum apne muqaddar ko leke kabse ro rahe hein
Logged
tushu
Guest
«Reply #250 on: October 25, 2005, 11:13:32 PM »
Ninaah!!!!!!!!!  It was reallly good.....

Phele lagaya Dil Phir Dil Lagi Karli,
Jeeli thodi Jindagi aur Maut Ki Tamana Karli,
Gum ko Khushiyon ke Jhule Mein Bharli,
Nayee ek Jindagi Jine ki Koshish Karli.....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #251 on: October 26, 2005, 07:06:12 AM »
bahoot achhay aryan brown waahid and ninaah ji...


chahat se ki wafa toh kismat khud saath chali aayee
mout ki chhoti si ahat pe kismat phir se ik rang laayee
iljam toh sahe hain is zindagi ne be-shumaar is kader
kafan yuin lagta hai khud, kismat hi sang le aayee.


ninah wrote..
Quote
bahot khoob harash...........

kisi ne humari chahat mein,
kismat se wafa kar liya,
paane chale the hum unko,
pur hume maut ne juda kar diya.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #252 on: October 26, 2005, 07:55:21 AM »
wow tushu............ great............

jab pyar karo to zindagi khud bemani ho jaati hai,
zindagi aur se to kya khud se begani ho jaati hai,
koi aur apna sa lagne lagta hai,
aur apni tasveer khud se anjaani ho jaati hai............


Quote from: "tushu"
Ninaah!!!!!!!!!  It was reallly good.....

Phele lagaya Dil Phir Dil Lagi Karli,
Jeeli thodi Jindagi aur Maut Ki Tamana Karli,
Gum ko Khushiyon ke Jhule Mein Bharli,
Nayee ek Jindagi Jine ki Koshish Karli.....
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #253 on: October 26, 2005, 08:08:57 AM »
yahan pur to sabhi acche hain aur aap to mash-a-allah hain harash ji.....

humne maanga ik phul to veeraniyan mili,
kisi ke maangne pe khuda ne chaman diya,
khushi maangne ki ik dua mein,
kisi ne tohfe mein ik kafan diya..........


Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay aryan brown waahid and ninaah ji...


chahat se ki wafa toh kismat khud saath chali aayee
mout ki chhoti si ahat pe kismat phir se ik rang laayee
iljam toh sahe hain is zindagi ne be-shumaar is kader
kafan yuin lagta hai khud, kismat hi sang le aayee.


ninah wrote..
Quote
bahot khoob harash...........

kisi ne humari chahat mein,
kismat se wafa kar liya,
paane chale the hum unko,
pur hume maut ne juda kar diya.....
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #254 on: October 27, 2005, 06:16:15 AM »
ninaah ji..bahoot khoob....aapke dard-o-gam ne hamaare sadion se dabe zakhmon ko kureda hai...hum yahaa per khud nahi, ninaah ji ,hamara yahaan per zakmon ka basera hai.......

tohfa-e--kafan  se kyuin kare parhage ai mere hum-nashien,
muskraker bheja hai usne kahin naraaz na ho jaaye kahin,
koun jaane zindagi ka ye diya aansoo liye kab tak jale,
tab-talak unki yaad main aao sazde karein hum yahin.



Quote from: "Ninaah"
yahan pur to sabhi acche hain aur aap to mash-a-allah hain harash ji.....

humne maanga ik phul to veeraniyan mili,
kisi ke maangne pe khuda ne chaman diya,
khushi maangne ki ik dua mein,
kisi ne tohfe mein ik kafan diya..........


Quote from: "harashmahajan"
bahoot achhay aryan brown waahid and ninaah ji...


chahat se ki wafa toh kismat khud saath chali aayee
mout ki chhoti si ahat pe kismat phir se ik rang laayee
iljam toh sahe hain is zindagi ne be-shumaar is kader
kafan yuin lagta hai khud, kismat hi sang le aayee.


ninah wrote..
Quote
bahot khoob harash...........

kisi ne humari chahat mein,
kismat se wafa kar liya,
paane chale the hum unko,
pur hume maut ne juda kar diya.....
Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 30, 2024, 07:52:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer