Dard Ki Paribhasha !!!!!!!!!

by Ninaah on July 04, 2005, 11:05:37 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 19
Print
Author  (Read 13611 times)
sandhaya
Guest
«Reply #45 on: July 08, 2005, 05:20:04 AM »
kyun karti ho barbaad khudko kisike intazaar main
dil tutt tutta hai askar iss pyaar ke vayapar main
sambal jana padhta hai aksar tokare khakar Ninah
zinda rehna padhta hai apna sabkuch haar ke
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ek nai Paribhasha by Pooja in Miscellaneous Shayri
Jivan ki paribhasha!! by salma786 in Shairi - E - Zindagi
paribhasha by SAMIR SHARMA in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pyaar ki paribhasha by ~Hriday~ in Shayri for Khumar -e- Ishq
pyar ki paribhasha.... by apriya in Other Languages
Ninaah
Guest
«Reply #46 on: July 08, 2005, 05:20:14 AM »
good 1 chhaya....

yahan hume apne loot chale,
kisi aur ki yun himmat na hoti,
hum bhi baharon ko dil mein utarte,
agar hume kisi se mohabbat na hoti.....

 


Quote from: "chhaya"
Zindgi jeene ke liye hoti hai
kue maut ki duwaye mangte hai
agar sare jahan se ruth kar rahe jaoge
to apne bhi paraye lagne lagte hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #47 on: July 08, 2005, 05:27:45 AM »
THANKS ALOT FAREEEE.........

FROM : SANDHYA & NINAH
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #48 on: July 08, 2005, 05:30:48 AM »
YOU ARE MOST WELCOME SANDHYA.....

BEWAFAYEE KI YUN KEEMAT ADA KARTE HAIN,
HAR KHUSHI KO APNE SE JUDA KARTE HAIN,
HAR KISI KI NAZAR KYON HAI HUMARI AUR,
JABKI HUM HAR KISI SE WAFA KARTE HAIN.....


Quote from: "sandhaya"
sukhriya Chaya ji .........nice chaya ji, humtum . ninah, JHL, aur faree............nice work all.....

zindagi thi meri ek khuli kitab ki tarah
jo bhi aaya ek panna palat kar chala gaya
hume bhi aarzo thi ek saathi ki
bahut aaye kuch der therhre rokna chaha tuh jatak ke chale gaye
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #49 on: July 08, 2005, 05:35:54 AM »
good ninah.........sukhriya faree ...........vaise tuh ninah kar chuki hai phir bhi.........

hum tere dost hai teri khushi chahte hai
har kimaat ada karke hum terei hasi chahte hai
mar barbaad kar kisi bewaffa ke liye khudko
waffadaar bhi hai duniya main hum tujhe ye kehna chahte hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #50 on: July 08, 2005, 05:41:11 AM »
aah nice one.....

kyon bebas hai insaan iss pyar ke aage,
dil toota pur tootne ki aawaaz na thi,
uss bewafa ke pyar ka kaise kare yakeen,
uske rooh mein mohabbat ki saaz na thi.....



Quote from: "sandhaya"
good ninah.........sukhriya faree ...........vaise tuh ninah kar chuki hai phir bhi.........

hum tere dost hai teri khushi chahte hai
har kimaat ada karke hum teri hasi chahte hai
mat barbaad kar kisi bewaffa ke liye khudko
waffadaar bhi hai duniya main hum tujhe ye kehna chahte hai
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #51 on: July 08, 2005, 05:57:35 AM »
tune suna nahi jo uski nigahon ne kaha
uske honth tuh kabhi hile hi nahi
bina soche hi tune kyun thod diya ristan
ye kehkar ki dil tuh kabhi mile hi nahi
Logged
chhaya
Guest
«Reply #52 on: July 08, 2005, 06:21:22 AM »
Logged
chhaya
Guest
«Reply #53 on: July 08, 2005, 06:23:54 AM »
hamne kbhi kisi se suna tha...................

AGAR BANA NE WALE NE
DIL SHISHE KE BANAYE HOTE
TO TODNE WALE KE HATHO NE
KUCH JAKHM TO KHAYE HOTE
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #54 on: July 08, 2005, 07:35:37 AM »
dil kanch ka jo hota tuh insaaf phir kaise ho jata
humare karamo ka hisab dene wala bhi agar humare zakhamon se khayal ho jata
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #55 on: July 08, 2005, 10:35:15 AM »
dil mialana to nigahon ka kaam hai,
jo dil mein utar jaaye mohabbat uska naame hai,
jise honthon se nahi nigahon se piya jaaye,
wohi kehlata pyar ka jaam hai.....



Quote from: "sandhaya"
tune suna nahi jo uski nigahon ne kaha
uske honth tuh kabhi hile hi nahi
bina soche hi tune kyun thod diya ristan
ye kehkar ki dil tuh kabhi mile hi nahi
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #56 on: July 08, 2005, 10:37:38 AM »
thanks chhaya.......

from both of us : Sandhya & Ninah




Quote from: "chhaya"
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #57 on: July 08, 2005, 10:40:12 AM »
nice one chhaya....

bewafaon ka zakhmon se koi sarokar nahi,
unn ke dil mein bewafayee hai koi pyar nahi,
ye to hum jaise bethe aaj bhi sochte hain,
ki ye pyar hai koi vyapaar nahi........



Quote from: "chhaya"
hamne kbhi kisi se suna tha...................

AGAR BANA NE WALE NE
DIL SHISHE KE BANAYE HOTE
TO TODNE WALE KE HATHO NE
KUCH JAKHM TO KHAYE HOTE
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #58 on: July 08, 2005, 10:52:52 AM »
pyaar ka jaam har kisi ko hajam nahi hota
issko pine main maza kam dard jayada hai
kyun karte ho tum aajmaish mahobat ki
ye mahobaat koi suda nahi janamo janamo ka wada hai
Logged
Ninaah
Guest
«Reply #59 on: July 08, 2005, 10:55:24 AM »
zakhm kha kar bhi hum muskurate hain,
jaane kyon phir bhi humare mann ko bhate hain,
inn zakhmo ko kured-kured kar nasoor bana dala,
aakhir iss dard mein bhi hum kya paate hain....



Quote from: "sandhaya"
dil kanch ka jo hota tuh insaaf phir kaise ho jata
humare karamo ka hisab dene wala bhi agar humare zakhamon se khayal ho jata
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8 ... 19
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 27, 2024, 01:11:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer