| 
			| 
					
						| Azedmeer 
								Guest
 | NahiN gham mein baaki asar koi Mujhe laa ke de do zahar koi
 
 Kab aayegee ai meri maut tu!
 Mujhe bhej to de khabar koi
 
 Jarh (root) deemkoN kee ghiza bani
 KahiN gir rahaa hai shajar koi
 
 Na hai manzilon ka pataa mujhe
 Na hai rastoN kee khabar koi
 
 Ik sang huN sar-e-raah maiN
 Meri kyun karega fiqar koi
 
 Meri maut ab mujhe aa ke mil
 Mere dil meiN ab nahin dar koi
 
 Is dil ko royeN "Feroz" kyun
 Kya ujaD gaya hai shahar Koi?
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
			|  | 
	| 
			| 
					
						| samnoj 
								General Patrol 
								Mashhur Shayar
								     
								Rau: 1
								  Offline 
								Gender:   Waqt Bitaya: 19 days, 12 hours and 8 minutes.
								 
								always smile
								 
								Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
			 
			 
								
								
								
								
								   | 
                                                                    |  |   «Reply #1 on: October 08, 2005, 06:05:51 PM »  |  | 
 bahut ache azedmeerlekin ye funny section hai
 tumne galat jagah post ker di hai
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| nikama 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #2 on: October 10, 2005, 01:25:29 PM »  |  | 
 wahhhhhhhhhh kya baat hai
 KHIRKI MEIN BAITH KER AMROOD KHA RAHI HOON
 KHIRKI MEIN BAITH KER AMROOD KHA RAHI HOON
 AAKER MERE BALAM MUJHE NAMAK HI PAKRA JA
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Delicate_Doll 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #3 on: October 10, 2005, 01:29:54 PM »  |  | 
 nice one azedmeer jee but  i think u shud hav posted on dard sec anyhow im  moving it .. sorry in advance but nxt time aap sahi jagah post karein to aacha lagega ...!!!   MOVED by Yoindia.com Monitors  Reason : Inappropriate location.  Comments : u hav posted in rong sec buddy so im moving to its proper loaction...!!! Moved by : Yoindia Site Monitor salma4u |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| nikama 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #4 on: October 10, 2005, 01:35:22 PM »  |  | 
 wahhhhhhhhhhhhh
 salma ke lemon ke liye shiar hai
 arz kya hia
 hhhm hhhmm
 
 PHOOL TO KHILTA HAI KHILEY GA
 PHOOL TO KHILTA HAI KHILEY GA
 GARMI BOHAT HAI SHAKANJWI KA GLAAS MILEY GA
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Delicate_Doll 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #5 on: October 10, 2005, 03:34:32 PM »  |  | 
 :letmethink:
 tumhar dimag hai ya kachra
 tumhara dimag hai ya kachra
 funny sec nahin hai  ye
 dard ka sher kyun nahin mara
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| anitha 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #6 on: October 10, 2005, 05:33:28 PM »  |  | 
 Hum tho pyaar karke bhi pyaar ko na jaana apne pehli pyaar ko paa kar apna na mana
 darthe the ki jamana kuch kehega
 Ye pyaar bi kya tha jo zamaane se darta tha
 
 Ab tho pyaar ko maana lekin izhaar na karsakenge
 Apni galti ko maana lekin phirse pyaar nahi -karsakeinge
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Azedmeer 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #7 on: October 10, 2005, 09:14:40 PM »  |  | 
 Yeh Gulab Ka Phool Kab Tak Apne Kaanton Ko Chupayega,Na Jaane Apne mohabat ke Kaaton Se Kitnon Ko Zakhmi Banayega
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| anitha 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #8 on: October 10, 2005, 10:17:30 PM »  |  | 
 jaana hai ab, ki uska pyaar hai jootalagta tha woh mujse tha roota
 par ab hai maine sach jaana
 lagta hai dheir se maine apni galtiko maana
 shukar kartee hoon aakhir mai usko jaana
 ab to usko bada bewaffa maana
 mushkil tha jeena uske bina
 par ab hai muje aadat daalna
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Pooja 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #9 on: October 10, 2005, 10:54:53 PM »  |  | 
 bahoot khoob Azedmeer and Anitha.
 Good Job Salma!!!!
 
 her baat ka wo mujko Ilzaam de gaya
 jana tha khud ko, aor muje gunahgaar kah gaya!!!
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| anitha 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #10 on: October 15, 2005, 11:57:43 AM »  |  | 
 woh apne saare taqleefein sunaatha thameri har baat pe chidtha tha
 tab hi mere ye nadaan dil ko samajna tha
 ki woh hai bewaffa jise apni hi fikar hai, meri parwaah nahi
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Azedmeer 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #11 on: October 15, 2005, 07:11:11 PM »  |  | 
 bohat achai anitha
 Dil diya aitbar ki had thi
 Jaan de di yeh mere pyar ki had thi
 Mar kar bhi aankhen khuli rah gayi
 Aur kuch nahi yeh tere intezar ki had thi
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| anitha 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #12 on: October 18, 2005, 02:17:27 PM »  |  | 
 shukriya Azedmeer ji...kya khoob likthe hai aaphumaare taraf se ye choti si nazrana
 shaayad pasand aaye.....
 
 yeh mujhe kya pata tha pyaar ki hadh bi hoti hai
 humne kiya pyaar jiska ki koi hadh na thi
 
 is pyaar ko tho maine ko diya
 lagtha hai woh pyaar karke dohka degaya
 
 ab na hoga phir pyaar mujhe kisi se abhi
 lagtha hai rehna mushkil chodke usse abhi
 
 kya karoon shaayad rab ko yehi tha manjoor
 uske yaad mein din aur raat roti rahoon
 
 phir bhi hai uski yaad sata thi hai muje
 shaayad mile woh muje phir rab ki dua se
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| Azedmeer 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #13 on: October 21, 2005, 11:11:46 AM »  |  | 
 bohat achai anitha
 jaane meine yeh pyaar mein kaisi tadap paayi
 sehra ke bageechon se phulon ki ummeed lagayi
 
 khushi chaahi thi par kya mere naseeb me aayi
 jaane kyu meine ye khanaa-e-bejaan aag lagaayi
 
 tune hi to mujhme apne pyaar ki pyaas jagaayi
 dil deke kaisi bekas ulfat me meine chot khaayi
 
 seene me khanjar tera chubhake mei jaan paayi
 kitni zulmi hai yeh janeman teri ek bewafaayi
 
 yeh zindagi jaane aaj kaisi kashmakash me aayi
 jabbhi hasna chaaha toh bhi naa mei has paayi
 
 isi chehre se kal teri zindagi thi muskuraayi
 phir kyun aaj teri yeh nazar mujhpe sharmaayi
 
 gar ye maidaan kaagaz banjaye aur darya syaahi
 "Azed" zarur likh deta teri kissa-e-bewafaayi
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	| 
			| 
					
						| anitha 
								Guest
 | 
                                                                    |  |   «Reply #14 on: October 21, 2005, 07:46:42 PM »  |  | 
 wowwwwwwwww ...its so good Azedmeer jibahut achai
 |  
						| 
								|  |  
								|  |  Logged | 
 |  |  | 
	|  |