...............dard othta ha kya keray......................

by FArah on April 24, 2006, 12:40:20 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 780 times)
FArah
Guest
har ghum ko pa ker aik naya ghum palna chatay haie
sanoo kie agg say aik naie shama jalana chatay haie
pagal ha yah jo dil kay samander  kaghaz per lana chatay haie
kaghaz ka tukra ban ker samander maie dub jana chatay haie
aj phir bhatay hoie lahoo say aik naya muhabat nama likhna chatay haie
aj phir muhabat kernaie kie ghulti ko phir say dhurana chatay hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
KHUDA app ko aasi zindagi atta keray by muneeb in Shayri-E-Dard
Meri terah khuda keray by waheed_rose2004 in Shairi for Manzar -e- Kudrat « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
khuda keray woh a jy aur hum on pr fana ho jy by FArah in Shayri for Khumar -e- Ishq
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: April 25, 2006, 02:08:13 PM »
Nice One Farah,..
Logged
FArah
Guest
«Reply #2 on: September 10, 2008, 12:24:04 PM »
thanks 2 like it
Logged
NODER
Guest
«Reply #3 on: September 10, 2008, 01:21:03 PM »
har ghum ko pa ker aik naya ghum palna chatay haie
sanoo kie agg say aik naie shama jalana chatay haie
pagal ha yah jo dil kay samander  kaghaz per lana chatay haie
kaghaz ka tukra ban ker samander maie dub jana chatay haie
aj phir bhatay hoie lahoo say aik naya muhabat nama likhna chatay haie
aj phir muhabat kernaie kie ghulti ko phir say dhurana chatay hai

Good one mohtarma
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: September 12, 2008, 03:21:51 PM »
Nice One Farah Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: September 12, 2008, 03:38:05 PM »
Dard Uthaa Hai Dil Mein Ab Koi Kyaa Karein,.
Sab Afsos Karte Rahe Hain, Koi To Duaa Karein,.

Bas Gaya Hai Zindagi Mein Jaane Kaisa Andhera,.
Nazar Nahi Aaata Ab Kahin Mujhe, Khushiyon Ka Sawera,.

Jaane Kyun Mujhe Hi Kismat Ki Haar Mili,.
Patjhard Hi Mila Hai bas Mujhe, Na Kabhi Bahaar Mili,.

Duaa Karo Ki Mere Naseeb Ki Gardeesh Kisi Ko Na Mile Is Zamaane Mein,.
Warna Ye Zindagi Bhi Khatam Ho Jaayegi, Bebasi Ka Khissa Sunaane Mein,.

____________________________________-Azeem-




Logged
FArah
Guest
«Reply #6 on: December 04, 2008, 08:21:38 AM »
wah wah wah.no  words.i like vary much
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 04, 2008, 08:39:10 AM »
wah wah wah.no  words.i like vary much

Shukriya Faraah Ji,.
Aap Bhi Kuch Likh Kar jaati To Achcha Lagta,.
Logged
FArah
Guest
«Reply #8 on: December 21, 2008, 04:25:25 PM »
likh date haie

tamasha dakhnae walae haie sab,dowa koi b nh karta
yah dunya sirf dard dena jantae he in say koi umeed na rakhae
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 22, 2008, 12:57:35 PM »
likh date haie

tamasha dakhnae walae haie sab,dowa koi b nh karta
yah dunya sirf dard dena jantae he in say koi umeed na rakhae

Waah Bohat Khoob Kaha Hai Faraah Ji,.
Nice One,.

Umeedein Zamaane Se Kabhi Baandhni Nahi Chahiye,.
Ye Ghaant Is Tarah Tordte Hain, Khabar Bhi Nahi Hoti,.

Logged
FArah
Guest
«Reply #10 on: January 19, 2009, 05:53:57 PM »
once again good.

zamana tu zamana ha najany ku
hum on sy umedae lagate hae
kasa dustor ha yah"jaanasheen"
ghalteya b woh kertae he
or sazaye be wohe hamae date he
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: January 20, 2009, 09:44:56 AM »
Shukriya And Nice One Again,.
Logged
FArah
Guest
«Reply #12 on: November 02, 2009, 04:50:52 PM »
ap kuch kahte tu or he maza tha
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 03:19:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer