DARD-E-MOHABBAT

by khwaish on June 28, 2007, 05:17:53 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
Print
Author  (Read 10475 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #105 on: December 05, 2007, 04:35:11 PM »
THANX A LOT PAAJI...

TOOT GAYI HAI NEEND,
PAR KHWAAB WAHI HAI

BICHAD GAYE THE HUM
APNI APNI MAJBOORIYON KE SADKE,
PAR AAJ BHI RAAH WAHI HAI

DOOR REHTE HAI BAHUT,
PAR PYAAR WAHI HAI

JAANTE HAI KI MIL NAHI SAKTE,
MAGR IN AANKHON MIN INTEZAAR WAHI HAI

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard Yaa Mohabbat... by Qutubuddin in Shayri-E-Dard
Dard e Mohabbat by M. Rahman in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard e Mohabbat by sanchit in Share:Love Poetry
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #106 on: January 08, 2008, 07:38:02 PM »
KYON MUJHE WOH DUAYE DIYE JAATE HAI
KYA YEH SAZAA KAM HAI KE HUM JIYE JAATE HAI
USNE KABHI EK PAL KE LIYE BHI
NAHI PUCHA HAAL-E-DIL
AUR EK HUM HAI UNKI YAAD MEIN
AANSU PIYE JAATE HAI

AGAR YEHI MOHABBAT HAI TO
KHUDA AISI MOHABBAT KISI KO NA DE
DUNIYA KI MEHFILO MEIN MUSKURANE WALE
TANHAI MEIN APNE ZAKHM SIYE JAATE HAI

WAFFA ISSE BADKE KYA HOGI "KHWAISH"
AAJ BHI NAAM UNKA HONTON PE LIYE JAATE HAI...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #107 on: January 11, 2008, 03:16:57 PM »
wah kaya baat hai khwaish ji dono hi kavita bahoot achi likhi hai apne!!! bahoot khoob!!

bichard kar bhi ussi ke sung ho liye
juda raho mai bhi wo sung ho liye
jehan mai ussi ki yaadein, her waqat ussi se baatein
bas kar mere dard mai wo humdard ho liye!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #108 on: January 11, 2008, 04:04:57 PM »
BAHUT NAAZUK HAI GHAM-E-MOHABBAT
ISKA BOJH BHI TUJHSE UTHAYA NA JAAEGA,
HUMNE TO GUZARI HAI APNI ZINDAGI TERI YAADON MEIN
TUJHSE DO KADAM BHI SAATH NIBHAYA NA JAAEGA...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #109 on: January 11, 2008, 04:30:07 PM »
wah kaya baat hai

Teer hai tere shabdo main
nashtar se bhari yah teri baatein
ajmah chuka hai shayd khud ko
magar chalni hai abhi kathin raahein

na ajmah khataye meri,
mujhko khud per aitbaar nahi
zakham deti aai hu khud hi khud ko
toota dil phir bhi abhi taar taar nahi...

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #110 on: January 11, 2008, 08:23:52 PM »
KYA BAAT HAI POOJAJI.. BAHUT KHOOB

KYA KAROON "KHWAISH" BAHUT MAJBOOR HOON MAIN
WAQT KE HAATH MEIN EK KHILONA HOON
AUR GHAM SE CHOOR HOON MAIN
SOCHTA HOON KABHI TO APNE AASUO SE BAGAWAT KARU
PAR KARTA BHI TO KYA
DARD KI BASTI MEIN BAHUT MASHOOR HOON MAIN...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #111 on: January 11, 2008, 08:27:37 PM »
Pooja, Khwaish

Great thoughts ! Very nice !
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #112 on: January 11, 2008, 08:29:22 PM »
THANX A LOT PAAJI...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #113 on: January 11, 2008, 09:02:22 PM »
wah kaya baat hai... last line bahoot achi lagi..
DARD KI BASTI MEIN BAHUT MASHOOR HOON MAIN...

dard se ghabra kar ab kaha jaaye
acha hai dard se hi rishta nibha jaaye
her taraf kaha gaya mujhko bewafa
kisi se to hum bhi wafa kar jaaye
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #114 on: January 11, 2008, 09:09:05 PM »
har pal har ghadi uski yaad mein guzara humne
uski judai mein kiya jeena gawara humne
nahi mili unhe fursat do pal ki bhi
jis ka raasta sadiyon se nihara humne...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #115 on: January 11, 2008, 09:11:23 PM »
bahoot khoob!!

her nigah uski yaad hai,
her rasta uske sath hai
na jaane phir kismat ko kaya manjoor
juda uska mere se agaz hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #116 on: January 16, 2008, 06:45:18 PM »
BAHUT KHOOB!

LAAKH CHUPAYE AANSU APNE
PAR APNE CHEHRE PE SAJI RUSWAI
KO NA CHUPA PAYE HUM..

MOHABBAT MEIN HAR DARD SE
RISHTA JODTA CHALA GAYA
PAR TUJHKO MOHABBAT KA ARTH TAK NA
SAMJHA PAAYE HUM..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #117 on: January 16, 2008, 06:47:18 PM »
wah wah wah!!! bahoot khoob.. yah lines dil chu gai..

MOHABBAT MEIN HAR DARD SE
RISHTA JODTA CHALA GAYA
PAR TUJHKO MOHABBAT KA ARTH TAK NA
SAMJHA PAAYE HUM..

bahoot khoob!!!

Arth pata hai dono ko
magar dono majboor hai
ek ko bandha samaj ne
doosre ko apne ishaq per garoor hai...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 5 hours and 50 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #118 on: January 16, 2008, 07:00:26 PM »
BAHUT KHOOB POOJAJI....

KIS KIS SE KAHE AUR KIS KIS SE SUNE
HAR KOI CHOT KHAAKAR IS MEHFIL MEIN AAYA KARTE HAI

HUM TO MUSKURATE HAI APNE GHAMO PAR
WOH PHIR BHI HUMEIN AZMAAYA KARTE HAI

KOI TO UNHE YEH PAIGAAM DEDE "KHWAISH"
AAJ BHI DIL TADAPTA HAI UNKE LIYE
PAR HUM BHI IS DIL KO SAMJHAYA KARTE HAI

SUNA HAI SACHI MOHABBAT MEIN
AAJ BHI AASHIQ APNA DIL JALA KAR
APNA AASHIYANA ROSHNI SE JALAYA KARTE HAI

"KHWAISH" WOH PYAAR MEIN KHAAK JAZBAAT HONGE
JO  WAQT KE SAATH PEHLA PYAAR BHOOL JAYA KARTE HAI....

Logged
Pooja
Guest
«Reply #119 on: January 16, 2008, 07:05:33 PM »
bhoolta nahi hai koi bhi
bas kahin ander simat jaata hai
jo bhi kar ek baar pyar
wo dard pina sikha jaata hai
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 13
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 06, 2024, 09:19:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8499 Real Poets and poetry admirer