DASTOOR HAI.................

by salil2002 on February 04, 2007, 03:38:33 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1811 times)
salil2002
Guest
Hai koi dard main dooba hua
 koi nashe main choor hai

kissii ko talaash hai kissii kii
toh koi kissiii se door hai

chaha tha jisko woh sabse alag
sabse alag woh hoor hai

zakhm hota toh bhar jata
tune diya hai jo nasoor hai

hai judaai naseeb main
mohabbat ka ye dastoor hai

main kehta hoon oose chhod do
main hoon mujrim woh beqasoor hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ZINDAGI KA DASTOOR by poem143s in Shayri-E-Dard
Roz ka dastoor hai abb .......... ( by Qais ) by Qais in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
***Logon Ka Dastoor*** by AVTAR RAYAT in Share:Miscellaneous Shayari
Ye kya dastoor h wafa bhi intikam chahti h by masoom shahjada in Share:Love Poetry
Dastoor by Tuhina in Shairi - E - Zindagi
Talat
Guest
«Reply #1 on: February 04, 2007, 03:50:01 PM »
Wah !! bohot khoob Salil !!
Logged
salil2002
Guest
«Reply #2 on: February 04, 2007, 04:40:30 PM »
thnks talat ................aap bahut dino se kucch naya nahi likh rahi hai ....................
Logged
Talat
Guest
«Reply #3 on: February 04, 2007, 05:07:30 PM »
likha to hai...par tumne dekha hi nai sad5
Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: February 04, 2007, 05:13:55 PM »
abhi dekhte hain ..................humse galti kahan huyi
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #5 on: February 04, 2007, 05:31:02 PM »
bahot   khoob Salil.............
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: February 04, 2007, 06:18:19 PM »
shukriya waheed bhai ..............
Logged
paani
Guest
«Reply #7 on: February 05, 2007, 05:48:57 AM »
Good Sahil
Logged
salil2002
Guest
«Reply #8 on: February 05, 2007, 07:56:45 AM »
thnks paani ............

dard ko dhhoondte phirte thay is jahan main
mohabbat karke dekhi sirf dard hi mila hai
rukti nahi hai safar phir bhi yeh zindgi ka
aashiqon kii maut se banta ye silsila hai
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #9 on: February 05, 2007, 10:15:21 AM »
Quote from: "salil2002"
Hai koi dard main dooba hua
 koi nashe main choor hai

kissii ko talaash hai kissii kii
toh koi kissiii se door hai

chaha tha jisko woh sabse alag
sabse alag woh hoor hai

zakhm hota toh bhar jata
tune diya hai jo nasoor hai

hai judaai naseeb main
mohabbat ka ye dastoor hai

main kehta hoon oose chhod do
main hoon mujrim woh beqasoor hai



Waah Waah... Bahut Khoob Salil...
Good Sailing... :D
Logged
salil2002
Guest
«Reply #10 on: February 05, 2007, 10:26:05 AM »
thnks shikha
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: August 16, 2008, 05:28:56 AM »
har taraf chhayi huyi jab ishq kii khumaari thi
dekha hua tha humne bikharte huye oonko kinhe ishq kii bimaari thi
kar li hai tauba ishq se ab dard se ho gayi apni yaari hai
mar gaye hain ishq main magar saansein badstoor zaari hain
Logged
angel4u
Guest
«Reply #12 on: August 16, 2008, 01:08:51 PM »
Hai koi dard main dooba hua
 koi nashe main choor hai

kissii ko talaash hai kissii kii
toh koi kissiii se door hai

chaha tha jisko woh sabse alag
sabse alag woh hoor hai

zakhm hota toh bhar jata
tune diya hai jo nasoor hai

hai judaai naseeb main
mohabbat ka ye dastoor hai

main kehta hoon oose chhod do
main hoon mujrim woh beqasoor hai


Wonderful...
Logged
salil2002
Guest
«Reply #13 on: August 17, 2008, 06:39:38 AM »
thnks angel its gr8 to see u after a lng time a poem for u

paani mein dekh kar ek aks jab main palta toh usko wahan paaya tha
shayad woh thi sehmi huyi ya parda haya ka chhaya tha
bheegi huyi laton se oosne boondon ko dhalkaya tha
hum mar mite thay oos hoor par jo karishma ban kar aaya tha
chala kuch din mohabbat ka daur phir ek aisa waqt bhi aaya tha
jo saaya ban k rehta tha woh kohre sa kumhalaya tha
aakhri baar jab dekha oose khanjar le k aaya tha
qatl kar k ro ootha woh mera shayad oose aaj mujhpe pyaar aaya tha
Logged
angel4u
Guest
«Reply #14 on: August 17, 2008, 01:18:47 PM »
thnks angel its gr8 to see u after a lng time a poem for u

paani mein dekh kar ek aks jab main palta toh usko wahan paaya tha
shayad woh thi sehmi huyi ya parda haya ka chhaya tha
bheegi huyi laton se oosne boondon ko dhalkaya tha
hum mar mite thay oos hoor par jo karishma ban kar aaya tha
chala kuch din mohabbat ka daur phir ek aisa waqt bhi aaya tha
jo saaya ban k rehta tha woh kohre sa kumhalaya tha
aakhri baar jab dekha oose khanjar le k aaya tha
qatl kar k ro ootha woh mera shayad oose aaj mujhpe pyaar aaya tha

Really kya kahoon.
i was lost reading this poem. after such a long time read such a beautiful poem...
Wonderful...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 12:38:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.146 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer