....~~Deewangi~~....

by HumTum on April 14, 2005, 12:14:54 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 44
Print
Author  (Read 20692 times)
Talat
Guest
«Reply #15 on: April 14, 2005, 02:44:57 PM »
mohabbat shai hai aisi na sochi jaaye na samjhi jaaye
so soch samhjh kat karte hain wo mohabbat to nahin!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
meri deewangi by majid in Shayri-E-Dard
shayeri, awaargi, deewangi by samnoj in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Masoom Deewangi by javedarshad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
mera deewangi ki intaha... by sagar_voski22@gmail.com in Shayri for Khumar -e- Ishq
Meri Deewangi. by majid in Shayri for Khumar -e- Ishq
HumTum
Guest
«Reply #16 on: April 14, 2005, 02:48:12 PM »
soch samj ker kaun karta hai muhhobat
bin mangey miley kissi ko, gar mangoo, milti to nahin
Logged
Talat
Guest
«Reply #17 on: April 14, 2005, 02:59:07 PM »
zakhm milte hain phir bhi kya kam kuch der ko khushi mili
warna to naseeb main sabke nahin hoti ye khushiyan bhi
Logged
HumTum
Guest
«Reply #18 on: April 14, 2005, 03:01:12 PM »
ik faqt iss khushi ki chahat mein humney
guzar di 'ta umr gumooN ke saye mein ....
Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: April 14, 2005, 03:03:18 PM »
usne ne bhi umr gizaari hai aansuon ke saath
tanhaiyaan muqaddar main likh gayi hai uske !!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #20 on: April 14, 2005, 03:05:52 PM »
kehta tha woh, ki dega har musibaat mein sath
jra jamaney ne ungli uthai to damman chuda liya
Logged
Talat
Guest
«Reply #21 on: April 14, 2005, 03:09:11 PM »
asaan nahin tha in mohabbat ki raahon me chalna kabhi
paanv me chaale parhe phir bhi kaanton pe hum chale !!!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #22 on: April 14, 2005, 03:13:43 PM »
Quote from: "HumTum"

Pal pal kaise guzarta hai tumhe kya maloom?
Pal pal qayamat hai tumhe kya maloom!

Furkat ke lamhon mein na jeete hain na marte hain
tum saath ho to sa'adat hai tumhe kya maloom!

honton pe na tabassum na aankhon mein khushi
utra huva chehre ki ye rangat hai tumhe kya maloom!

tanhaiyon mein aksar baatien karte hai tumse
is kadar aap ki kurbat hai tumhe kya maloom!

aise ehsaas ki deewangi maar daalegi "HumTum"
mehsoos phir lamas ki lazzat hai tumhe kya maloom!


HumTum


such a beautiful poem!!!!!!!!!!!!!!!!

pandit, talat sis aur hum tum ji....bohot acha likha sab ne!!!

 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #23 on: April 14, 2005, 03:15:38 PM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"

Pal pal kaise guzarta hai tumhe kya maloom?
Pal pal qayamat hai tumhe kya maloom!

Furkat ke lamhon mein na jeete hain na marte hain
tum saath ho to sa'adat hai tumhe kya maloom!

honton pe na tabassum na aankhon mein khushi
utra huva chehre ki ye rangat hai tumhe kya maloom!

tanhaiyon mein aksar baatien karte hai tumse
is kadar aap ki kurbat hai tumhe kya maloom!

aise ehsaas ki deewangi maar daalegi "HumTum"
mehsoos phir lamas ki lazzat hai tumhe kya maloom!


HumTum


such a beautiful poem!!!!!!!!!!!!!!!!

pandit, talat sis aur hum tum ji....bohot acha likha sab ne!!!

 :D


Shikriya ji Shukriya !!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #24 on: April 14, 2005, 03:16:27 PM »
Quote from: "Talat"
asaan nahin tha in mohabbat ki raahon me chalna kabhi
paanv me chaale parhe phir bhi kaanton pe hum chale !!!!


ik woh hai ke daar gaye rahooN ke kantooN se
ik hum hai ki kantooN ke bistar pe sotey hai !!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #25 on: April 14, 2005, 03:32:23 PM »
Thanks Meena :D

dare nahin the hum kaanto se
lahuluhaan ho gaye hain paanv
phir bhi chal rahe hain in par
hum dil main le ke teri chahat
Logged
HumTum
Guest
«Reply #26 on: April 14, 2005, 03:37:49 PM »
Quote from: "Talat"
Thanks Meena :D

dare nahin the hum kaanto se
lahuluhaan ho gaye hain paanv
phir bhi chal rahe hain in par
hum dil main le ke teri chahat


yun chahtooN ki duhai na de janta hooN haqiqaat ko mein
ke jab bhi swal aaya muhhobat ka, dhoka hi khaya tujh se mainey
Logged
Talat
Guest
«Reply #27 on: April 14, 2005, 03:39:19 PM »
hum mohabbat ko dil main basa kar zindagi guzaarenge
koi un se gila nahin wo jo chahen ab hume samjhen !!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #28 on: April 14, 2005, 03:42:32 PM »
samj saktey to yun zakhmi na hotey
tere har freb pe aata hai pyaar humney !!!!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #29 on: April 14, 2005, 04:41:29 PM »
Chahat ko jo fareb samjhte hain
Wo tauheen ishq ki kiya karte hain
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 44
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 29, 2024, 12:28:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer