..~~Delicated to someone~~..

by HumTum on May 05, 2005, 04:53:50 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 678 times)
HumTum
Guest
phir kisi yaad ne shab bhar hai jagaya mujh ko
kya saza di hai mohabat ne khudaya mujh ko

din ko aaram hay na raat ko hae chain kabhi
janay kis khaak say qudrat ne banaya mujh ko

dukh to yeh hai keh zamanay main milay ghair sabhi
ja tha apna cheen ke khuda tuney, faqt hai rulaya mujh ko

jab koi bhi na raha kandha mere ronay ko
ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko

yuun to umeed-e-wafa tum say nahein hay koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko

bewafa zindagi nay humey chorh diya hay tanha
maut ne bhi apni pehloo main  na bithaya mujh ko

woh diya hoon jo mohabat ne jalaya tha kabhi
gham ki andhi ne sar-e-sham bujhaya mujh ko

kaisay bhoolayega wohi wasl kay lamhay “HumTum”
Yad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko

HumTum

Logged
dhadkan
Guest
«Reply #1 on: May 05, 2005, 04:57:09 PM »
Excellent Humtum............................... :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #2 on: May 05, 2005, 04:57:44 PM »
Quote from: "HumTum"
phir kisi yaad ne shab bhar hai jagaya mujh ko
kya saza di hai mohabat ne khudaya mujh ko

din ko aaram hay na raat ko hae chain kabhi
janay kis khaak say qudrat ne banaya mujh ko

dukh to yeh hai keh zamanay main milay ghair sabhi
ja tha apna cheen ke khuda tuney, faqt hai rulaya mujh ko

jab koi bhi na raha kandha mere ronay ko
ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko

yuun to umeed-e-wafa tum say nahein hay koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko

bewafa zindagi nay humey chorh diya hay tanha
maut ne bhi apni pehloo main  na bithaya mujh ko

woh diya hoon jo mohabat ne jalaya tha kabhi
gham ki andhi ne sar-e-sham bujhaya mujh ko

kaisay bhoolayega wohi wasl kay lamhay “HumTum”
Yad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko

HumTum

wah!!!!!!!!!!!  hum  tum  bahot khoob...........very  nice..................
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #3 on: May 05, 2005, 04:59:29 PM »
Excellent Humtum............................... :wink:

love is game play it
love if life live it
Logged
HumTum
Guest
«Reply #4 on: May 05, 2005, 05:05:05 PM »
Quote from: "dhadkan"
Excellent Humtum............................... :lol:

Shukriya Dhadkan ji ...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: May 05, 2005, 05:05:25 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "HumTum"
phir kisi yaad ne shab bhar hai jagaya mujh ko
kya saza di hai mohabat ne khudaya mujh ko

din ko aaram hay na raat ko hae chain kabhi
janay kis khaak say qudrat ne banaya mujh ko

dukh to yeh hai keh zamanay main milay ghair sabhi
ja tha apna cheen ke khuda tuney, faqt hai rulaya mujh ko

jab koi bhi na raha kandha mere ronay ko
ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko

yuun to umeed-e-wafa tum say nahein hay koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko

bewafa zindagi nay humey chorh diya hay tanha
maut ne bhi apni pehloo main  na bithaya mujh ko

woh diya hoon jo mohabat ne jalaya tha kabhi
gham ki andhi ne sar-e-sham bujhaya mujh ko

kaisay bhoolayega wohi wasl kay lamhay “HumTum”
Yad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko

HumTum

wah!!!!!!!!!!!  hum  tum  bahot khoob...........very  nice..................

Shukriya Waheed ji ....
Logged
HumTum
Guest
«Reply #6 on: May 05, 2005, 05:05:43 PM »
Quote from: "jochahohojayein"
Excellent Humtum............................... :wink:

love is game play it
love if life live it

Thanks Buddy !!!!
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #7 on: May 05, 2005, 05:08:29 PM »
wah humtum,bohat bohat badhiya,no words 2 express how good it is.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #8 on: May 05, 2005, 05:09:22 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
wah humtum,bohat bohat badhiya,no words 2 express how good it is.

bahut bahut Shukriya Nidhi ji   .....
Logged
Meena
Guest
«Reply #9 on: May 05, 2005, 05:13:14 PM »
Quote from: "HumTum"
phir kisi yaad ne shab bhar hai jagaya mujh ko
kya saza di hai mohabat ne khudaya mujh ko

din ko aaram hay na raat ko hae chain kabhi
janay kis khaak say qudrat ne banaya mujh ko

dukh to yeh hai keh zamanay main milay ghair sabhi
ja tha apna cheen ke khuda tuney, faqt hai rulaya mujh ko

jab koi bhi na raha kandha mere ronay ko
ghar ki deewaron nay seenay say lagaya mujh ko

yuun to umeed-e-wafa tum say nahein hay koi
Phir charaghon ki tarah kis nay jalaya mujh ko

bewafa zindagi nay humey chorh diya hay tanha
maut ne bhi apni pehloo main  na bithaya mujh ko

woh diya hoon jo mohabat ne jalaya tha kabhi
gham ki andhi ne sar-e-sham bujhaya mujh ko

kaisay bhoolayega wohi wasl kay lamhay “HumTum”
Yad aata raha zulfon ka hi saya mujh ko

HumTum

wowwww very nice!!!!!!!!

 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #10 on: May 05, 2005, 05:17:02 PM »
Quote from: "Meena"

Shukriya ji ......  jawab ka muntzir ....

rah gayi kuch kasar shayad meri mohabbat me
bewafa us ko bataoon to kya hasil hoga
saath guzra tere har lamha bhulaane ke liye
tere khutoot jalaoon to kya hasil hoga

HumTum
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
May 26, 2026, 12:06:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8523 Real Poets and poetry admirer