Dil bhar aya

by hafza on August 06, 2005, 02:34:33 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1496 times)
hafza
Guest
Tumhay paaya jo mainay, tou sub kuch mainay paaya
eik zakhm laga jo dil mein, wo phir kabhi bhar naa paya,
eik lamhay ki khushi di , phir chaar din rullaya
zillat di aisay tumnay, k dil bhar aaya

(Inspired by 'Sahir')
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pal bhar ko to karar aa jai by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
AANKHE BHAR GAYI by darde_dil in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 3  All »
murjahaie hoie phool per ab bhar ayie kaha by FArah in Shayri-E-Dard
pal bhar ki kahani ankho ki zabani by FArah in Shayri for Khumar -e- Ishq
duniya bhar ki kushiya... by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tosha
Guest
«Reply #1 on: August 06, 2005, 03:43:21 PM »
jo milna he tha tumhe kuch aisa karte ki tumhari main hojayun
yeh kaise kasish hai seen main ki main na idhar na udhar ko hopayun

kichte hai nase taktakata tan mera, mano rom rom sarak raha ho ruh se
yeh kaise kashamkash main hum main ki khuli aakho se bhi kuch dekh na payun

suiya chubhti hai seene main, nochti un hare zakhmo ko
chalakte jaam in naino se, ki yeh jaam main doobara pe jayun

sansani hai, sanata hai, khufnak rahe hai mano nazro main bas lahu hai
nikalna chati hun in kato ke zanzeere tor ke main, ko do pal maut se pahele to jee payun
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #2 on: August 08, 2005, 04:59:49 PM »
Quote from: "Tosha"

wow   wonderfulllllllll   Tosha..............Hafza...........very  touching  words aap  dono  ne  likha........
Tosha  ko  main  pehli baar  itna  dard  bhare  heu  words  dekha........superbsssssss  Tosha.........

main  bhi  kuch  try  karta  hoon............shayad  kisi  ko  acchi  lag jaaye..:oops:

Ai hawa  unse  kahna ki  chala  jaaye,
magar  ek  baar  to  mil  le
kahin  koi  baat  na  rah  jaaye,
na  chahat ki  koi  pyas  rah  jaaye

Ai  hawa  unse  kahna ki  chala  jaaye
magar  ek  baar to  mil  jaaye
kahi  aisa  na  ho uski  yaahein  mere  paas rah  jaaye
kabhi  dekh kar un cheezon ko  meri aankhon se ask na chalak jaaye,

magar  yeh  dua  hai  meri  ki
jab  woh  chala  jaaye
mere  jism  mein  baad  uske jaane  k
koi  saans  na rah  jaaye........................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: August 08, 2005, 05:07:31 PM »

Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
April 24, 2024, 05:19:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[April 23, 2024, 09:54:09 AM]

by ASIF
[April 22, 2024, 01:50:33 PM]

[April 04, 2024, 04:49:28 PM]

[April 02, 2024, 12:27:12 PM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8498 Real Poets and poetry admirer