Dil Ka Gham,.

by Jaanasheen on February 05, 2009, 11:37:02 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1518 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
Jabse Dil Toota Hai, Tanha Rehte Hain Zamaane Mein,.
Dil Ke Dard Chupa Liye, Jab Dard Badtha Hai Dikhaane Mein,.

Char Din Ki Wafa Nibhayi Unhone Hamare Saath,.
Aur Laga Di Aaag Ghamon Ki Hamare Ashiaane Mein,.

Socha Na Tha Is Tarah Karegi Wo Humse Bewafai,.
Jiske Liye Humne Koi Kasar Na Chordi Wafa Nibhaane Mein,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gham by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
kya gham hai... by SairaKhan in Shayri for Dard -e- Judai
sharik-e-gham... by chandniverma86@yahoo.com in Shayri-E-Dard
Gham ko gham ki tarah guzaro tum.....( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Ghazals
Gham Aanye Pe Itnaa Gham Na Kar. by surindarn in Miscellaneous Shayri
SairaKhan
Guest
«Reply #1 on: February 05, 2009, 11:38:27 PM »
Three words: "I love It"
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: February 05, 2009, 11:43:13 PM »
Three words: "I love It"

Thank U,.
Logged
Asghr
Guest
«Reply #3 on: February 06, 2009, 12:21:07 AM »
Jabse Dil Toota Hai, Tanha Rehte Hain Zamaane Mein,.
Dil Ke Dard Chupa Liye, Jab Dard Badtha Hai Dikhaane Mein,.

Char Din Ki Wafa Nibhayi Unhone Hamare Saath,.
Aur Laga Di Aaag Ghamon Ki Hamare Ashiaane Mein,.

Socha Na Tha Is Tarah Karegi Wo Humse Bewafai,.
Jiske Liye Humne Koi Kasar Na Chordi Wafa Nibhaane Mein,.

____________________________-Jaanasheen-

lovely poetry issi tarah likhte raho, sdaa khush raho. asghr
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: February 06, 2009, 12:26:23 AM »
lovely poetry issi tarah likhte raho, sdaa khush raho. asghr

Shukriya Bhai, May Allah Bless You Too,.
Bas Yunhi Aapka Haath Sar Par Rakhe,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: February 06, 2009, 11:23:19 AM »
Wah Azeem Bhai
Har Lafz Dard Mein Dooba Hua Hai
Bohat Khoob Bhai Keep It Up...




Shukriya Majid Bhai, Thank U Yaar,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #6 on: February 06, 2009, 11:28:14 AM »
 Applause   Applause
Bahut Khoob Bhadiya likh rahe ho Azeem,

Jiske liye hamne har baat karke dikhayi
Usne hi kasar na chodi hame aajmaane me,

Jiski khushi ke liye saansoo tak ko girwi rakha,
Usne ek pal nahi gawaya hame bhool jaane me,

Jiski hothon ki muskano ko kharida bech ke apne khushiyon ko,
Use koi taqleef hi na hui hame rulaane me ,

Jiske intzaar me har pal kata saadi ki tarah
Usne sirf ek bahana doonda hame chod jaane ke liye,

Shally.
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #7 on: February 06, 2009, 11:33:23 AM »
Jabse Dil Toota Hai, Tanha Rehte Hain Zamaane Mein,.
Dil Ke Dard Chupa Liye, Jab Dard Badtha Hai Dikhaane Mein,.

Char Din Ki Wafa Nibhayi Unhone Hamare Saath,.
Aur Laga Di Aaag Ghamon Ki Hamare Ashiaane Mein,.

Socha Na Tha Is Tarah Karegi Wo Humse Bewafai,.
Jiske Liye Humne Koi Kasar Na Chordi Wafa Nibhaane Mein,.

____________________________-Jaanasheen-



waah....azeem ji bahut khoob...itna dard hai...allah aapko hamesha khush rakhe..
Logged
fairy2633
Guest
«Reply #8 on: February 06, 2009, 11:35:00 AM »
Applause   Applause
Bahut Khoob Bhadiya likh rahe ho Azeem,

Jiske liye hamne har baat karke dikhayi
Usne hi kasar na chodi hame aajmaane me,

Jiski khushi ke liye saansoo tak ko girwi rakha,
Usne ek pal nahi gawaya hame bhool jaane me,

Jiski hothon ki muskano ko kharida bech ke apne khushiyon ko,
Use koi taqleef hi na hui hame rulaane me ,

Jiske intzaar me har pal kata saadi ki tarah
Usne sirf ek bahana doonda hame chod jaane ke liye,

Shally.

shally dear..kya kahun...very well expressed...May God bless u with the happiness u deserve...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 5 hours and 12 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19899
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: February 06, 2009, 11:35:56 AM »
Applause   Applause
Bahut Khoob Bhadiya likh rahe ho Azeem,

Jiske liye hamne har baat karke dikhayi
Usne hi kasar na chodi hame aajmaane me,

Jiski khushi ke liye saansoo tak ko girwi rakha,
Usne ek pal nahi gawaya hame bhool jaane me,

Jiski hothon ki muskano ko kharida bech ke apne khushiyon ko,
Use koi taqleef hi na hui hame rulaane me ,

Jiske intzaar me har pal kata saadi ki tarah
Usne sirf ek bahana doonda hame chod jaane ke liye,

Shally.
Shukriya Shally And Nice One From Ur Side Too,.
Yunhi Likhte Raho,.

And Thank U Fairy JI, May Allah Bless You Too,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
March 29, 2024, 07:41:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[March 24, 2024, 04:34:54 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:30:44 AM]

by ASIF
[March 24, 2024, 04:26:39 AM]

by ASIF
[March 23, 2024, 08:50:46 AM]

[March 21, 2024, 08:02:59 PM]

[March 21, 2024, 07:59:38 PM]

[March 17, 2024, 02:01:29 PM]

[March 16, 2024, 03:26:05 PM]

[March 16, 2024, 03:25:04 PM]

[March 16, 2024, 03:21:26 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8502 Real Poets and poetry admirer